Wada na kero agar tum nibha na sako,

Chaho na usko jis ko tum pa na sako,

dost to bohat hain dunya main par,

Ek khaas rakho jis k bina tum muskura na sako.