Lotay wagera se Wuzu kya ho to uska bacha huwa Pani pina 70 Maraz se Shifa he k ye AAB-e-ZAMZAM ki Mushabahat rakhta he or AAB-e-ZAMZAM or WUZU ka bacha huwa Pani k ilawa koi sa bhi pani khare khare pina makrooh he (Fatawa-e-Razavia J-4 P-575 J-21 P-669)