Darta hun maut se magar marna zarur hai

Larzaata hai kafan say

par pahenna zarur hai

Hojaata hun ghumgeen janaze ko dekh k

Lekin mera janaza bhi uthna zarur hai

Hoti hai taari kapkapi qabroun ko dekh kar

Muddaton qabr mai rehna zarur hai

Duniya tu mere dil ko lubhaati hai subho sham

Par such hai isko chhor k jana zaroor hai