Yaaron ka naam mare gam main

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

YAARON KA NAAM

mare gam main shareek ho rahe the mare yar

haal-e-dil sun ka has rahe the mare yar

wo mare akhri deedar ko be na aa saka mari miyat ko kandhy pe kandha date rahe mare yar

dafan mat karo muje ummed hai noor ka ane ki

afsoos mati pe mati dalte rahe mare yar