Tu mujhy hath per saja ly kangan ki tarah,

Main liptna chahta hoon tujh sy aanchal ki tarah,

Daikho kabhi na tum in aankhoon main aansoor lana,

Main saja hoon teri aankhoon main kajal ki tarah,

Or tu hay mery dil main is tarah,

Jesy baithi ho new saij per dulhan ki tarah