Zindgi ruthee hai tabhi tum roth gya






Related SMS
- Jinki khidmat mein humne apni izzat na
- Khud hi bath jate ho pareshan haal
- Pehle to mujhko apna deewana banaya phir
- Tamaam gum bhul jane ko dil chahta
- Hum se shair sunoge hamare mai bahut
- Zindgi ko dekhna hai to khud jala
- Nasib hi jab mera daga de gaya
- Kuch na kisi se kah lenge hum
- Un ke ankhe thi ek sumandar maein
- Parinde to sabhi parwaj kiya karte hain
- Ho mera ab to bus khuda hafiz
- Shayad ke wo poori tarah bhoola nahi
- Jab se unhone lena mera naam chhod
- Badi khamosh thi meri zindagi madhosh zindagi
- Rukasat hue to ittela pahle hi karna
- Gum na batana dil se teri khudai
- Agar tum aaina deikho tu apne aap
- Ana hai tum mein bhi thodi bahut
- Waisey to zindagee yun hi hans key
- Uske chehre ko dekhne ke bad koi
- Gum kee aahat naa aaye apke dar
- Jane kya soch ker dil de baithe
- Aaj kii khamosh raat koi qayaamat se
- Baal faila kar jab koi mehbooba kabar
- Na jaane kab zindagi ki shaam aa
- Jiss ped ney tufan ka rukh mod
- Apne aap se mil kar aaj pareshan
- Ae jalim husn wale kyon sitam itne
- Pyaar pa saku uska meri kismat nahi
- Hum ne jise chahaa wo bewafaa nikle
- Insano ne mujhe khaulte tel mein dal
- Jhooth ko apne mere sach ke barabar
- Kesi ye rit teri pritkesmat kii rit
- Kya aasmaan mein baadal khatam ho gaye
- Haar jaane par bhii hausla kam naa
- Khushi se vaasta kya rakhna jab gamo
- Nahii milte yaha mohabbat dilwalo ko kabhii
- Kal raat unka tabsum thaa itna ki
- Jhalan hui thi mujhe apne janam par
- Tera saath mera kissa kuch iss
- Kuch paana khona hai zindgi hasskar gum
- Maine poonchha kya hua woh aap ka
- Yun khoon e tamanna hogaa yahan8217 ma8217loom
- Bidaae pe gulaal lagaane ka silsilaa yun
- Kabhi parh ko deemak lag jae ya
- Chehre te wafa aur dil vich bewafai
- Agar janna chaho ki hum tumhe kitna
- Dhoka pyaar mein mile to khana chahiye
- Bhuul gye kuch yun aap hamein jaise
- Humari bebasi ko mazaak banate gaye ek
- Is dardedil ki kashmakash mein hum husna
- Us ke dushman hain bahut aadami achchha
- Dil milaakar kya mila judaai ka zehar
- Ghum ko chhupane ke liye muskurate hai
- Dil ki deewaar pe koi apnaa naam
- Barbaad kar gaye woh zindagi pyaar ke
- Guman thha hume apne pyar pe kabhi
- Na jaane haseenon ko etne bahaane kahaan
- Har ek baat ki vajah nahin hoti
- Adaa unki aur diwane hum bane wafa
- Gulaab ki basti mein kanten hee shaan
- Mohabat ke bhi kuch andaz hote hai
- Mein samundar hun tu kinara feear bhi
- Har ik shab taza azab main guzri
- Muddato8217n raat bhar rota raha yaad kar
- Zakhamon se seena chhalni hua jata kambakhat
- Woh paas aakar zindagi ka matlab sikha
- Woh roi toh bahut per dil tod
- Yoon mehfil main aahain ae dil tu
- Meri zindagi bhi tujhi se thi shayri
- Sham ke dard se jholi bhar le
- Jo mil kar bhi naa paiin aur
- Din beetaa sandhyaa huyee ab aayegee rain
- Kisi ke pyar ko bhulana na aya
- Dil ki zuban woh samajh nahi paate
- Kali ghataon ke bina nahi ahchi barsat
- Tere inkaar kar dene se gam nahi
- Kis ki kya majal thi jo koi
- Mere shikwon per us ne hans ke
- Daaman ki ghataa yaad nah zulfon yaad
- Jab mujhe laga ki mai unhe kho
- Jab thi wo mere paas tab na
- Mere dil main uski kaisi ye parchhai
- Itna to hame bhi yakeen hai ki
- Na to chu pata hoon us ko
- Dhundhati hai tujhe koo meri yeh nazar
- Raat yoon dil mein teri bhooli hue
- Mili wah dard me lajjat ki jakhme
- Aankho ko nami ab intezaar rehta hai
- Jate rukhsat karta hun in ansovo ko
- Zindagi main sirf di hi lamhe badi
- Ye adat tumhe pagal bana daleg kisi
- Rooz jeeta hu sine mai sase utarne
- Aaj mein waada karta hoon use bhool
- Anjaan ho tum naadaan yeh baat tumhare
- Ab unse pyar paane ki koi gunjaayish
- Kya usse nahi yaad ki aap kabhi
- Chord jaatain hai woh beech rastein mein
- Rulane se pehle ik baar hansaya hota
- Mareez ishq ka kya hai jiya na
- Roz tho hum bas ek hi kasam
- Duniya ko hasane ke liye hasta hu
- Tumhe paa karr bhi kho ja rahe
- Sab kuch tho loot liya hai tumne
- Bewafayi kiss se hui hai ye hum
- Mera sanam itna bewafa to nahi tha
- Dil lagana hoo to kissi pathar se
- Paigaam zindagi ne diya maut ka muze
- Khabhi puri naa ho sake woh aashh
- Zakhm dil ke kurayda na kuro reh
- Hum aas lagaye rehtay hain tum dil
- Mere insaan hone ki gurur nahin hai
- Dunia ke sitam ki koi perwah nahi
- Unhone meri muskaan se kuch iss tarah
- Suna tha ki pyar se patthar bhi
- Dil ke kaagaz pe khoon kalam se
- Kisi aur ko dil mein basaaun to
- Unko humari khusi ki parwah hi na
- Woh aie the to ajnabi gaie jaan
- Kuch log jamane me aise bhai hotehe
- Bana kar nishana mujhko woh bad gaye
- Jaab pyar mey thokar khayee tab humne
- Jab dikh jaye uske chahere pe muskan
- Zamana naa samajh sakaa mujha yaar apna
- Zindagi mein gum hi hain khushi kabhi
- Dard hi likha hai meri kismat mein
- Gham ki baat mat kar humne patthar
- Zindagi mein jeena hai tu pyar zaroor
- Zindaagi kii har aarzoo mukmal ho khuda
- Bastio ka raasta ab jangal dikhaayega danaoscholar
- Rog pyar ka laga gaye ho tum
- Mana key hum tumharey kabil nahi hai
- Jub tum naaa ho gay hum khayalon
- Hum bawafa isliye thukra diye gaye shaayad
- Teri awaaz ke begair bejaan sa ye
- Dil ke chalo ko agar tum shayri
- Tere ishq mein jab jee raha tha
- Khushi main phool ki jaaanib abhi badhaaa
- Tu badli lakh war aasi ik vaar
- Meri aankhon se koi mujhe dekh raha
- Dil ko jala kei main likhta hoon
- Jaane anjaane mein dil khyaal aaya kyun
- Waqt ka aagar jo hume sahara hota
- Kyun diyaa mujhe pyaar mein tune dhokha
- Ashkon bhari zindagi nahi hai her kisi
- Ye humaari badnaseebi nahi to kyaa hain
- Bata to doo k humien chorh kar
- Phul ho ya karte zakham dono hi
- Aagse nata narise rista kahe maan samajna
- Ghayal dil ka fasana to sun kar
- Rona kaun kambakht chaahta hai yeh to
- Dhoka kyu diya tujh per aitbaar bahut
- Jise chaho use ehsaase khudai de do rishta
- Manzil naa rahi koitheekana bhi nahi hai
- Umeede tuti to umeed karna chod diya
- Mohhabat ki hai unse humko gum khana
- Na apne dar ka pata hai or
- Apka intezar karne ko hum umar bhar
- Chot to dil ko khane ki aadat
- Jo bharta nahin woh zakhm diya hai
- Lahoo mein rang ki soorat basa hai
- Shayad yahi nasib mein hain tere pyar
- Haseen the woh pal jo sang guzare
- Tarpa gai rula humain pyar sikha us
- Galat hum bhi thegalat vo the phir
- Jab bhi gham kay baadal chhaye tujh
- Ishq wo nasha hai jo kabi utarta
- Mayoosi dhal jaye gi khushi ke dhin
- Hu naa main badeljo garez ker khamush
- Gum ke saaye mein pale hai hum
Jinki Khidmat Mein Humne Apni Izzat Na Bakhsi; Wo Apne Usoolon Ki Hifazat Mein Lage Hain. Kya Majal Jamane Ki Koi Ungli Jara Utha To De; Jo Teer Bhi Lage Hain Mohabbat Mein Lage Hain.
Khud Hi Bath Jate Ho Pareshan Haal Hoker Ye Bhi Kehte Ho Yar Aisy Koi Baat Nahi
Pehle To Mujhko Apna Deewana Banaya; Phir Usne Dheere – Dheere Begana Banaya; Jab Sauk Poora Ho Gaya Do Char Wasl Mein; Phir Usne Rushwai Ka Bahana Banaya .
Tamaam Gum Bhul Jane Ko Dil Chahta Hai, Fir Ek Baar Muskurane Ko Dil Chahta Hai, Bahut Ji Chuke Aapke Yaadon Ke Sahare, Bus Ab Aap Ke Paas Aane Ko Dil Chahta Hai.
Hum Se Shair Sunoge? Hamare Shair Mai Bahut Tadpan Hai, Aankhon Se Aansun Aajaenge, Hamare Shair Mai Woh Chubhan Hai
Zindgi Ko Dekhna Hai To Khud Ko Jala Kar Dekho Soye Hue Armaano Ko Jaaga Kar Dekho Na Zindgi Ho Jaaye Tumhari To Kahna Per Ek Baar Gumo Ko Dil Se Laga Kar To Dekho
Nasib Hi Jab Mera Daga De Gaya Kya Chaha Tha Mene, Ye Kya De Gaya Mene Toh Khushi Maangi Thi, Bas Pal Do Pal Ke Liye Wo Meri Aankhon Ko Gumo Ka Jahan De Gaya
Kuch Na Kisi Se Kah Lenge Hum Yaad Teri Ayi To Rolenge Hum Neend To Hum Ko Kiya Aayegizalim Ha Maut Agar Ayi To Zarur Solenge Hum
Un Ke Ankhe Thi Ek Sumandar Maein Bar Bar Dubke Dekha Dam Nikalte Nehi Koi Jism Nehi Nazarme Hazaro Ankhe Hai Charo Taraf.
Parinde To Sabhi Parwaj Kiya Karte Hain Kuchh Waam Tak Jate Hain Kuchh Aate Hain Sham Tak
Ho Mera Ab To Bus Khuda Hafiz Mera Dil Jo Aa Gaya Hai Ek Sharare Per
Shayad Ke Wo Poori Tarah Bhoola Nahi Mujhe Akser Palatker Dekh Liya Karta Hai
Jab Se Unhone Lena Mera Naam Chhod Diya; Karta Hun Unhein Sazde Salaam Chhod Diya.
Badi Khamosh Thi Meri Zindagi Badi Madhosh Thi Meri Zindagi. Waqt Bhi Kitna Jalim Tha. Shaman Pe Machli Meri Zindagi.
Rukasat Hue To Ittela Pahle Hi Karna Ki Hum Dil Ke Jharokhon Ko Band Kar Lenge Kisi Aajnabi Ko Phir Nahin Basne Wahan Denge Par Tumhari Berukhi Ka Aakhiri Saman Sukhe Hue Phoolon Ke Patte Wahan Dafn Kar Denge
Gum Na Batana Dil Se, Teri Khudai Ke Ashiq Ban Jayenge Hum, Gamo Ko Sahne Ki Koshish To Kar Lu, Khamosh Ratein Akele Katenge Hum
Agar Tum Aaina Deikho Tu Apne Aap Se‚Â Nazrain Chura Layna Kyun Ki Aksar Bewafa Logon Ko Jab Woh Aaina Daykhain Tu Aankhain Chor Lagti Hain.
Ana Hai Tum Mein Bhi Thodi Bahut Batana Use Woh Ab Mile Bhi To Mat Haal Ae Dil Sunana Use Akele Kis Se Otha Hai Taluqat Ka Bojh Woh Tum Ko Yaad Na Rakhe, To Bhul Jana Use
Waisey To Zindagee Yun Hi Hans Key Guzaar Dee Aankhoun Mein Eik Qatarah-E-Aansoon Bhi Rahaa Roz Jeenaa Thaa Us Key Waasitey, Woh Khush Rahey, ‘Abd’ Itnee Hi Aarzoo Thee; Aur, Yoon Hi Rahaa Roz
Uske Chehre Ko Dekhne Ke Bad; Koi Cheej Jamane Ki Ab Bhati Hi Nahi. Yun To Usko Gaye Jamana Gujer Gaya; Kambakhat Uski Yaad Hai Ke Jaati Hi Nahi.
Other Popular Dard Bhari Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Gum Kee Aahat Naa Aaye Apke Dar Par Pyaar Ke Samandar Kaa Aap Kinara Ho Bhool Se Tapke Aapki Aankh Se Jo Aansoon Use Thaame Who Jo Aapko Sabse Pyara Ho
Jane Kya Soch Ker Dil De Baithe Shayad Husn Pe Gava Baithe Aakhe Khuli Tumse Pyaar Karne Par Kyuki Hum Bedilo Se Hee Dil Laga Baith
Aaj Kii Khamosh Raat Koi Qayaamat Se Kam Nahii Suna Hain Us Bewafa Ko Koi Khushi Naseeb Nahii, Puchte Hain Sab Ke Hum Jashn Manate Kyu Nahii, Ab Kya Kahein Ke Unjaise Bemurawat Hum Nahii
Baal Faila Kar Jab Koi Mehbooba Kabar Par Roti Hain Tab Mehsoos Hota Hain Ke Mout Kitni Haseen Hoti Hain
Na Jaane Kab Zindagi Ki Shaam Aa Jaaye Na Jaane Kab Maut Ka Paigaam Aa Jaaye Mai To Isi Intazaar Mein Ji Raha Hun Ke Kab Yeh Zindagi Tere Tere Kaam Aa Jaaye
Jiss Ped Ney Tufan Ka Rukh Mod Diya Thaa Under Key Kissi Rogg Sey Ab Girney Laga Hai
Apne Aap Se Mil Kar Aaj Pareshan Hun Mein Apne Mein Ek Naya Insaan Pa Kar Aaj Kuch Hairaan Hun Mein
Ae Jalim Husn Wale Kyon Sitam Itne Karte Ho Pehle Girate Ho Bijliyan Nazron Se Fir Ghayal Se Bachkar Nikalte Ho
Pyaar Pa Saku Uska Meri Kismat Nahi Zindgi Hai Us Se Magar Uski Rehmat Nahi Aaj Wo Is Kadar Khus Hain Ki Shayed Use Meri Zarurat Nahi
Hum Ne Jise Chahaa Wo Bewafaa Nikle Hum Ne Sochaa Tha Kyaa Aur Woh Kyaa Nikle Dil Tod Ke Woh Chali Gayee Meraa Jaate Jaate Bhi Has Ke Nikle
Insano Ne Mujhe Khaulte Tel Mein Dal Diya, Auron Ne Kya Khuda Ne Bhii Mere Saath Chhal Kiya, Jis Bhii Ghar Mein Gaya Main Sar Chipane Ko, Har Wo Ghar Hii Poora Jal Gaya
Jhooth Ko Apne Mere Sach Ke Barabar Kar De. Saamri Hain Tu Aaja Mujhe Pathhar Ker De Dhoop Aur Chaanw Ke Maalik Mere Bhoodhe Suraj Mere Saaye Ko Mere Kad Ke Baraabar Kar De
Kesi Ye Rit Kesi Ye Rit Teri, Kesi Ye Prit.Kesmat Kii Ye Rit. Ya Hui Kiski Jeet?kahni Thii Jo Baat, Meel Naa Pai Wo Rat.Mod Di Anguli Yuhi,Jod Na Pai Rishta Koi.
Kya Aasmaan Mein Baadal Khatam Ho Gaye Hain, Jo Khuda Tune Baadalon Kii Jagah Meri Aankhoon Se Baarish Kar Di Hain Kya Suraj Mein Aag Khatam Ho Gayi Hain, Jo Tune Roshni Karne Ke Liye Mere Dil Mein Aag Laga Di Hain
Haar Jaane Par Bhii Hausla Kam Naa Ho Chot Kha Ke Bhii Muskuraa Deejiye
Khushi Se Vaasta Kya Rakhna Jab Gamo Kii Gaharaiyo Mein Doob Gaye ; Aap Ke Dil Se Kya Vaasta Rakhna Jab Aapki Inkari Se Hum Doob Gaye
Nahii Milte Yaha Mohabbat Dilwalo Ko Kabhii To Kyon Mohabbat Mein Diwana Banaya Kartee Hain Nahii Nihba Sakte Sath To Kyon Nazare Milaya Kartee Hain
Kal Raat Unka Unka Tabsum Thaa Itna Ki Neend Aayi To Ankhon Ne Bura Maan Liya Unki Yaadon Ki Adat Si Ho Gayi Thi Maut Aayi To Sanson Ne Bura Maan Liya.
Jhalan Hui Thi Mujhe Apne Janam Par Roya Thaa Mein Aur Haas Rahi Thi Duniya Badla Lunga Ek Din Maut Ke Samay Haste Hue Jaunga Aur Royegi Duniya
Tera Saath Mera Kissa , Kuch Iss Tarah Raha. Na Kabhi Ajnabee Hua, Na Kabhi Apna Ban Saka.
Kuch Paana Kuch Khona Hai Zindgi Hasskar Gum Chupana Hai Zindgi Haar Kar Bhi Hosla Kabhi Mat Khona Kyoki Mushkilo Se Ladna Hai Zindgi
Maine Poonchha Kya Hua Woh Aap Ka Husn-O-Shabaab Hans Ke Bola Wo Sanam Shaan-E-Khuda Thii, Main Naa Tha Main Sisakta Rah Gaya Aur Mar Gaye Farhaad-O-Qais Kya Unhi Dono Ke Hisse Mei Qazaa Thii, Main Naa Tha
Yun Khoon E Tamanna Hogaa Yahan’ Ma’loom Kise Tha Aey Humdam Armaan Ke Lahoo Mein Ab Apnaa Bheega Huwa Damaan Rehne De
Bidaae Pe Gulaal Lagaane Ka, Silsilaa Yun Chalaa Taaki, Ilm Na Ho Kitni Aankhon Ka, Kaajal Kandhe Pe Baha Chalaa. By Pramod Kumar Sharma
Kabhi Parh Ko Deemak Lag Jae Ya Adam Jaad Ko Gham, Donon Hi Yaroon Hum Ne Dekha Bohat Kum, Bohot‚Â Khushi Main Bhi Insaan Ro Parta, Aur Kabhi Bohot Ghum Main Bhi Aankhen Ho Jate Hain Num
Chehre Te Wafa Aur Dil Vich Bewafai Oh Tuhade Siva Aur Kaun Ho Sakda Hai Dil Vich Dard Te Chehre Te Muskurahat Oh Devdas De Siva Aur Kaun Ho Sakda Hai
Agar Janna Chaho Ki Hum Tumhe Kitna Yaad Karte Hai To Barish Ki Bundo Ko Pakdo Jitni Tum Pakdoge Utna Tum Yaad Karte Ho Jitni Tum Chodoge Utna Hum Yaad Karte Hai
Dhoka Pyaar Mein Mile To Khana Chahiye Zehar Jaam Mein Mile To Pi Lene Chahiye Bewafaa Tere Marne Ke Baad Roye Shayad Badnaam Shayar Isliye Zehar Pi Ke Muskurana Chahiye
Bhuul Gye Kuch Yun Aap Hamein, Jaise Lagte Hi Nahi Kuch Hum Aapke, Mud Ke Bhi Nahi Dekha Kabhi Peeche, Hum To Khade The Wahin Aapki Perchayi Ban Ke.
Humari Bebasi Ko Mazaak Banate Gaye Ek Hum The Jo Phir Bhi Muskurate Gaye Sar-E-Bazar Bik Raha Tha Pyar Humara Aur Ek Woh The Jo Humari Kimat Girate Gaye
Is Dardedil Ki Kashmakash Mein Hum Husna Bolna Hi Bhool Gaye, Tumney Jab Say Na Kaha Hum Apni Zindagi Ko Gina Hi Bhool Gaye
Us Ke Dushman Hain Bahut, Aadami Achchha Hoga Vo Bhi Meri Hi Tarah Shahar Mein Tanha Hoga Dost‚Â Ban‚Â Ban‚Â Ke‚Â Mile Mujhako‚Â Mitane‚Â Vaale Maine‚Â Dekhe Hain Kai Dost Rang Badalane Vaale.
Dil Milaakar Kya Mila Judaai Ka Zehar Piya Judaa Hokar Mujhse Tadapte Ho Tum Bhi Mere Piyaa
Ghum Ko Chhupane Ke Liye Muskurate Hai Aansoo Ko Chupane Ke Liye Palke Jhukate Hai Hans Khel Kar Hum Dil Ko Behlate Hai Aur Khushi Samajhkar Dard Ko Yu Hi Pi Jate Hai
Dil Ki Deewaar Pe Koi Apnaa Naam Patthar Se Likh Gaya Maine Dard Se Aah Bhari Usane Socha Dil Usaka Ho Gaya. Pramod Kumar Sharma
Barbaad Kar Gaye Woh Zindagi Pyaar Ke Naam Pe Bewafai Mili Hume Wafa Ke Naam Pe Aise Zakham De Gaye Woh Dawa Ke Naam Pe Khuda Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjaam Pe
Guman Thha Hume Apne Pyar Pe, Kabhi Juda Nahi Honge Yakin Thha, Nazro Ke Samne Thha Jab Tak Woh Mera Thha, Pal Bhar Ko Band Hui Palak Woh Mera Na Thha
Na Jaane Haseenon Ko Etne Bahaane Kahaan Se Aajaate Hain Hum Unko Majboor Samjhte Hain We Hamen Majboor Kar Jaate Hain Pramod Kumar Sharma
Har Ek Baat Ki Vajah Nahin Hoti Sabke Naseeb Main Fatah Nahin Hoti Husn Walon Se Pooch Lo Tumhen Bata Denge Sabke Liye Dil Main Jagah Nahin Hoti
Adaa Unki Aur Diwane Hum Bane, Wafa Woh Na Kar Sake Aur Bewafa Hum Bane, Yun To Hazaro Thhe Bheed Mein, Shukria Hai Unka, Jo Unki Nazron Ke Nishane Hum Bane.
Gulaab Ki Basti Mein Kanten Hee Shaan Se Jeete Hain Musibat Phoolon Pe Aati Ye Be-Asar Rehate Hain Pramod Kumar Sharma
Mohabat Ke Bhi Kuch Andaz Hote Hai Jagti Ankho Mein Bhi Kuch Khwab Hote Hai Zaroori Nahi Ki Ghum Mein Ansoo Nikle Muskurati Ankho Mein Bhi Sailab Hote Hai
Mein Samundar Hun Tu Kinara, Feear Bhi Nata Kaha Hamara, Mein Koi Dusra Samundar Hun Tu Kisi Or Ka Kinara Hai. Yash Khanna Neer
Har Ik Shab Taza Azab Main Guzri Tumary Baad Tumaray Hi Khwab Main Guzri Main Ik Phool Tha Who Muj Ko Rakh Kar Bool Gaya Tamam Umer Usi Ki Hi Kitab Main Guzri
Muddato’n Raat Bhar Rota Raha, Yaad Kar Kar Ke Tujhe Mai Jaa Raha Hoon Zindagi Se Tere, Duwa Deke Tujhe Meri Mehrumiya’n Kuch Aur Din, Shayad ! Na Rahe Abb Kuch Pal Ka Hai Mehmaa’n, Maut Ye Sadaa Degayee Mujhe
Zakhamon Se Seena Chhalni Hua Jata, Kambakhat, Ab Dard Bhi Pareshaan Hai Ki Kahaan Se Uthhoon.
Woh Paas Aakar Zindagi Ka Matlab Sikha Gaya Woh Door Jakar Bhi Hume Apna Bana Gaya Uske Jaane Ka Gham Bahut Hai Mujhe Lekin Jaate Jaate Bhi Woh Meri Zindagi Sanwar Gaya
Woh Roi Toh Bahut Per Dil Tod Ke Roi Badi Majboor Thi Muh Mod K Roi Phir Kerke Mere Saamne Meri Tasveer Ke Tukde Baad Mein Unhi Tukdo Ko Jod Ke Ro
Yoon Mehfil Main Aahain Ae Dil Tu Na Bhar Na Shikwa Kar Mehboob Se Na Shikayat Kar Mohabbat Main Dard Sehne Ka Hai Dastoor Har Sitam Seh Le Tu Bas Khamosh Reh Kar
Meri Zindagi Bhi Tujhi Se Thi Meri Shayri Bhi Tujhi Se Hai Meri Zindagi Na Sawar Saki Meri Shayri Hi Sawar De
Sham Ke Dard Se Jholi Bhar Le. Hijer Ke Gard Se Jholi Bhar Le. Bhare Duni Main Humaray Dil Nay. Aik Hi Ferd Se Jholi Bher Li.
Jo Mil Kar Bhi Naa Mil Paiin Aur Milne Ki Hasrat Rakhte Hain Ye Wo Nazren Hain Jo‚Â Dil Walon Ka Chain-O -—aman Rakhte Hain Wo Tadpate Hain Khud Sada Aur Humen Tadpane Ka Hunar Rakhte Hain
Din Beetaa, Sandhyaa Huyee, Ab Aayegee Rain; Sochou Yah Kyaa Baat Hai, Kyoun Hain Ham Beychain?
Kisi Ke Pyar Ko Bhulana Na Aya, Kisi Ke Dil Ko Dhukana Na Aya, Kisi Ki Yaad Me Trapna Seekh Lia Hamne, Par Apni Yaad Me Kisi Ko Tarpana Na Aya
Dil Ki Zuban Woh Samajh Nahi Paate, Hoth Bhi Magar Kuch Keh Nahi Pate, Aapni Bebasi Bhi Kis Tarah Kahen Hum, Ki Koi Hai Jis Ke Bina Hum Reh Nahi Paate
Kali Ghataon Ke Bina Nahi Ahchi Barsat Hoti, Puranmasi Ke Chaand Bina Nahi Sunhari Koi Raat Hoti. Aakhir Kyon Ki Tune Mere Sangh Ki Bewafai, Tere Bina To Nahi Meri Zindagi Ki Shuruat Hoti Hai.
Tere Inkaar Kar Dene Se Gam Nahi Hota, Par Na Jane Kyu Tere Jawab Ka Intezar Rehta Hai, Kyu Hai Wo Khamosh Ye Sab Jankar Bhi, Uski Khamoshi Se Ye Dil Bekraar Rehta Hai.
Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Humko Kharid Sakta Faraz Hum To Khud Hi Bik Gae Kharidar Dekh Kar
Mere Shikwon Per Us Ne Hans Ke Kaha Faraz Kis Ne Kit Hi Wafa Jo Ham Karte
Daaman Ki Ghataa Yaad Nah Zulfon Ki Ghataa Yaad, Ab Kuchh Bhi Nahin Saz Gham-E-Dil Kay Siwa Yaad Kah-Tay Hain Keh Aata Hai Musibat Mein Khuda Yaad Hum Par To Woh Guzri Keh Khuda Bhi Nah Rahaa Yaad
Jab Mujhe Laga Ki Mai Unhe Kho Raha Hu, Aisa Laga Ke Maut Ke Aagosh Mai So Raha Hu. Na Hojaye Unki Bewfai Mashur Yaro, Unki Yad Mai Mai Kabr Mai Ro Raha Hu.(Stolen One)
Jab Thi Wo Mere Paas, Tab Na Hua Pyaar Ka Ehsaas, Ab Gum Judai Ka Hota Hain , Har Pal Har Saas
Mere Dil Main Uski Kaisi Ye Parchhai Hai Ek Taraf Uski Yaad Ek Taraf Zalim Tanhai Hai Ghut Ghut Kar Jiye Jaa Raha Hoo Uski Yadaon Main Kyoun Pyar Main Aayi Mailan Ke Baad Ye Judai Hai
Itna To Hame Bhi Yakeen Hai Ki Hame Bhula Na Sake Honge Yeh Baat Aur Hai Gairon Ki Tarah Mile Par Dil Ko Chain Dila Na Sake Honge
Na To Chu Pata Hoon Us Ko Na Deykh Pata Hoon Woh To Aataa Hi Naheen Baarhaa Bulata Hoon
Dhundhati Hai Tujhe Koo Meri Yeh Nazar. Keya Hoo Gaya Hai Abb Nahi Hai Khabar. Tanhaiyon Main Rahnay Laga Hun Main. Bas Mill Jaye Kaheen Mujhe, Mera Humsafar.
Raat Yoon Dil Mein Teri Bhooli Hue Yaad Ahh Gayee Jaisay Weeranay Mein Chupkay Sayahkhu Mey Barsaat Ah Gayee Bhar Aney Ka Humko Tha Intjaar Mager Teyri Yaad Rat Bhar Mujhko Staati Rahee
Mili Wah Dard Me Lajjat Ki Jakhme Dil Pe Gar Koi, Chhidakta Hai Namak, To Ham Use Marham Samajhate Hai
Aankho Ko Nami Ab Intezaar Rehta Hai… Dil Tootne Ko Bekaraar Rehata Hai…… Is Par Koi Kar Gaya Ye Sitam…… Jaate Jaate Usne Bhi Is Dil Ko Rula Diya Pyar Ki Sadgi Ka Maaza Usne Liya Jisne Pyar Ki Tapish Ko Chu Liya…….
Jate Jate Rukhsat Karta Hun In Ansovo Ko Bhi Jo Mere Khwaboo Se Tute Thaii Boon Ban Kar Rahe Salaamat Teri Har Chahat Khwahish Arzoo Ab Tau Khudara Hum Butoon Ki Parssti Karte Hain
Zindagi Main Sirf Di Hi Lamhe Badi Mushkil Sei Guzre Hai Ek Tumhare Aney Sei Pehale Our Ek Tere Jane Ke Baad
Ye Adat Tumhe Pagal Bana Daleg Kisi Ke Khat Ka Kabhi Intijar Mat Karna Barda Hi Kharab Tajurbe Kye Naam Hai Chahat Jo Tumhe Accha Lage Usse Kabhi Pyaar Mat Karna
Rooz Jeeta Hu Sine Mai Sase Utarne Ko Dil Ke Dhadkne Ka Ehasas Abhi Baki Hai Tere Na Hone Se Kaam Na Huva Saso Ka Safhar Banate Thai Jo Kabhi Mitti Mai Lakiroo Sa Ghar Unnihi Ke Thokroo Mai Tute Hai Kuch Bura Tau Nahi
Aaj Mein Waada Karta Hoon Use Bhool Jaoonga Hamesha Ke Liye Par Waada Nibhaoon To Kaise Kasam Usiki Khate Hain.
Anjaan Ho Tum Naadaan Ho Tum Yeh Baat Tumhare Bas Ki Naheen Naa Mehram E Raaz E Gham Ho Tum Kyaa Ghem Ki Lataafat Jaano Ge
Ab Unse Pyar Paane Ki Koi Gunjaayish Na Rahi, Ye Zindagi Jeene Ki Hame Koi Khwahish Na Rahi.
Kya Usse Nahi Yaad Ki Aap Kabhi Saath The Kya Use Nahi Yaad Ki Khwaab Usne Bhi Dekhe The Kya Usee Nahi Ehsaas Ki Aapki Aankhe Bhi Nam Hai Par Use Hai Khbar Ki Khuda Ko Manjoor Nahi Hai
Chord Jaatain Hai Woh Beech Rastein Mein, Karke Wadaa Saath Nibhane Ka, Ghum Ke Sahaare Chord Jaatain Hain Woh Pyaar Jo Maine Maanga Tha, Kismat Ayesi Kai Ghairon Ne Paaya Tha
Rulane Se Pehle Ik Baar Hansaya Hota Qasoor Kya Tha Dil Ko Bataya Hota Mili Saza Us Khata Ki Jo Ki Na Hum Ne Kaash Tum Se Dil Na Lagaya Hota
Mareez Ishq Ka Kya Hai, Jiya Jiya Na Jiya Hai Ek Saans Ka Jhagda, Liya Liya Na Liya Badan Hi Aaj Agar Taar-Taar Hai Mera To Ek Chaak Gareebaan Siya Siya Na Siya Ye Aur Baat Ke Tu Har Rahe-Khayaal Mein Hai Ke Tera Naam Zabaan Se Liya Liya Na Liya Mere Hi Naam Pe […]
Roz Tho Hum Bas Ek Hi Kasam Khathe Hai Ajj Bhi Humne Kasam Khayi Ki Tujhe Bilkul Yaad Nahi Karenge Har Kasam Jaanbhujkar Tod Dethe Hai Hum Wahi Karthe The Wahi Kar Rahe Hai Aur Wahi Karenge
Duniya Ko Hasane Ke Liye Hasta Hu Me, Khud Hasne Ke Liye Hasta Hu Me, Mere Hasne Ka Raz Mat Pucho Yaro, Gham Bhulane Ke Liye Hasta Hu Me.
Tumhe Paa Karr Bhi Kho Ja Rahe Hai Tuufan Nikal Gaya Phir Duube Ja Rahe Hai Socha Kya Aur Kya Ho Gaya Palkon Mein Basane Ka Aur Intzaar Ho Gaya
Sab Kuch Tho Loot Liya Hai Tumne Mera Bata De Tujhe Mujhse Chayiye Aur Kya Tunmein Insanniyat Thi Hi Kab Tujhe Appno Se Kya Aur Gair Kya
Bewafayi Kiss Se Hui Hai Ye Hum Nahi Janthe Magar Ab Mere Naseeb Mein Bas Rona Hi Likha Hai Tujhe Mile Zindagi Ki Har Khushi Shayad Mere Muqddar Mein Srif Khona Hi Likha Hai
Mera Sanam Itna Bewafa To Nahi Tha Mera Sanam Itna Bewafa To Nahi Tha Koy Gila Nahi Ke Dil Tod Diya Mera Per Shukriya Zarur Ada Kerenge Tera Ke Kuch Salo Tak Teri Yado Ke Sahare Jiya Tha
Dil Lagana Hoo To Kissi Pathar Dil Se Lago Mom(Wax) Se Nahi Moom Too Pigal Jati Hai Phir Dil Koo Jalati Hai Pathar Too Sirf Dil Koo Tod Dega Kise Aur Se Dil Laga Sake Dil Ko Is Kabil Too Chod Dega
Paigaam Zindagi Ne Diya Maut Ka Muze Marne Ke Intazaar Mein Jiina Pada Muze
Khabhi Puri Naa Ho Sake Woh Aashh Hun Mein Khabhi Poonam Naa Paa Sake Wooh Raat Hun Mein Jindgi Khe Kar Mera Majake Naa Udao Dosto Bin Kafan Chalti Hui Jinda Lash Hun Mein
Zakhm Dil Ke Kurayda Na Kuro Reh Gayein Ge Sada In Ke Nishaan Dil Sumbhul Jaye Dua To Kuro Nahin Hai In Yadoun Ko Mitana Asaan
Hum Aas Lagaye Rehtay Hain Tum Dil Ko Jalatay Phirtay Ho Hum Ashqoun Ko Chupaye Rehtay Hain Kyoun Aisay Puthur Dil Buntay Ho
Mere Insaan Hone Ki Gurur Nahin Hai Mujhe Dusron Ke Jajbaat Se Aksar Khelta Raha Hoon Main Mujhse Pyar Paane Ki Arzoo Nahin Hai Kishi Ki Nafrat Ke Solon Mein Aksar Jalta Raha Hoon Main
Dunia Ke Sitam Ki Koi Perwah Nahi Mujhko, Wo Kyoun Mujhpe Ungliya Uthaye Ja Rahe Hain. Jis Shaks Ko Janta Tha Ek Chehre Se ”Kashif” Uske Kitne Chehre Samne Laye Ja Rahe Hain.
Unhone Meri Muskaan Se Kuch Iss Tarah Khela, Ke Ab To Ashq Bhi Darr Darr Ke Bha Karte Hai!!!
Suna Tha Ki Pyar Se Patthar Bhi Pighal Jate Hain, To Hamne Aapne Pyar Ki Tapish Badha Di, Us Bewafa Pe To Kuch Aasar Na Hua Mere Pyar Ka, Aur Is Tapish Mein Maine Aapni Zindagi Jala Di.
Dil Ke Kaagaz Pe Khoon Ke Kalam Se Subah Shaam Likhti Hoon Tera Naam Par Tujhe Kya Parwah Kisi Ki Tere Dil Me To Rahta Hai Koi Aur
Kisi Aur Ko Dil Mein Basaaun To Mujrim Hoon Main Mere Mehboob Tumhe Bhulaun To Mujrim Hoon Main Aik Baar Seene Se Lagaa Kar To Dekho Tum Agar Khushi Se Mar Naa Jaaun To Mujrim Hoon Main
Unko Humari Khusi Ki Parwah Hi Na Thi Isiliye To Pyar Mein Roye Akele Hum Pyar Unhe Kiya Humne Zindgi Se Jayada Unka Pyar Na Mil Saka Bus Raha Yahi Gam
Woh Aie The To Ajnabi, Gaie To Jaan Ban Kar Sanam Ko Loot Liya Hai Usnay Mehmaan Ban Kar Badnaseebi Hai Meri Ya Meri Kambakhati Hai Dil Main Jo Haan Hai, Zubaan Pay Ati Hai Naan Ban Kar
Kuch Log Jamane Me Aise Bhai Hotehe, Mehfil Jo Hastain He Tanhai Me Rotehe. Jo Gero Ko Pane Ke Liye Apnoko Khote Hain, Aise Log Jamane Me Do Char Hi Hote Hai.
Bana Kar Nishana Mujhko Woh Bad Gaye, Cheer Kar Seena Mera Woh Agye Nikal Gaye, Suna Tha Ki Woh Ley Letey Hain Jaan, Par Un Aankhon Sey Nikley Teer To Mera Dil Ley Gaye
Jaab Pyar Mey Thokar Khayee Tab Humne Yeh Jana Ab Humne Apne Yaar Ko Bewafa Maanaab Pata Chala Hum Kitna Bhari Hey Dil Ka Lagna
Jab Dikh Jaye Uske Chahere Pe Muskan, To Dil Me Kayamat Hoti He Agar Na Dikh Agar Na Dikhe, To Dard-E-Dil Me Ek Ahat Si Hoti He Baya Nahi Kar Sakte He Dil Ke Jajbat Jab Dil Se Ashuo Ki Barish Hoti Hai
Zamana Naa Samajh Sakaa Mujha Yaar Apna Naa Samjha Jaab Samjha Tu Ansoo Bhi Naa Nikal Sakaa
Zindagi Mein Gum Hi Gum Hain Khushi Kabhi Mili Nahi Khushi Jab Mili To Zindagi Hi Rahi Nahi
Dard Hi Likha Hai Meri Kismat Mein Mere Rub Ne Chhod Diya Sath Mera Gamo Mein Sab Ne Unper Tha Aitbar Sochte The Woh Na Chhodege Kabhi Hume Jab Jana Unka Haal Ankhein Ro Padi Gam Mein
Gham Ki Baat Mat Kar Humne Patthar Pighalte Dekha Hai . Irada Faulad Tha Jinka, Patto Sa Bikharta Dekha Hai.
Zindagi Mein Jeena Hai Tu Pyar Zaroor Karna Pyar Karna Tu Yar Ka Dedar Zaroor Karna Yar Ka Dedar Karna Tu Yar Ka Aetbaar Zaroor Arna Aur Maut Ka Saya Jo Aaye Kabhi Tu Yar Ke Dupatte Ka Intezar Zaroor Karna Ki Phir Na Kehna Yaad Tu Kabhi Na Hume Karna
Zindaagi Kii Har Aarzoo Mukmal Ho Khuda Isi Chahat Mein Banta Hain. Aab Khuda Bada Hain Ja Zindagii Yeh To Waqt Hi Btayega.
Bastio Ka Raasta Ab Jangal Dikhaayega Danao{Scholar} Ko Raasta Ab Paagal Bataayega Maila Libaas Dekh Ke Kuch Aur Na Samajh Lena Me Kaun Saa Darakht Hun Ye To Fal Bataayega
Rog Pyar Ka Laga Gaye Ho Tum Bade Pyar Se Mujhe Mita Gaye Ho Tum Ab Kya Tumhare Pyar Ka Yaki Karu Sabke Samne Juthi Kasam Kha Gaye Ho Tum
Mana Key Hum Tumharey Kabil Nahi Hai, Unsey Jaakey Poochiye Jinko Hum Hasil Nahi
Jub Tum Naaa Ho Gay Hum Khayalon Main Baatein Karayn Gay Tum Say Jo Baat Hum Nay Kissi Say Na Kahe Ho, Vo Saab Baatein Karlain Gay Tum Se
Hum Bawafa Isliye Thukra Diye Gaye, Shaayad Unhe Talash Kisi Bewafa Ki Thi.
Teri Awaaz Ke Begair Bejaan Sa Ye Din Hai, Hai Kaise Beyaan Kare, Kya Haal Tere Bin Hai Aankhain Tarasti Hai Tujhe Dekhne Ke Liye, Madhosh Hai Tere Pyar Me, Kya Jaane Raat Ya Din Hai
Dil Ke Chalo Ko Agar Tum Shayri Kaho Toh Woh Shayri Hi Sahi Magar Dard To Jab Hota Hai Jab Koi Wah! Wah! Wah! Karta Hai
Tere Ishq Mein Jab Jee Raha Tha Mein. Apne Hee Aansu Pee Raha Tha Mein. Aaj Juda Hu Tou Kyun Palkhe Bhigoti Ho Tere Aansu Mein Baske Hee Tou Jee Raha Tha Mein.
Khushi Main Phool Ki Jaaanib Abhi Badhaaa Bhi Naa Tha Sahaara Lagzish-E-Paa Ko Abhi Milaa Bhi Naaa Tha Kuch Aaansoo Aaakay Rukay Meray Nook-E-Mishgaan Per Zubaaan Nay Naaam-E-Mohabbat Abhi Liyaa Bhi Nahi Tha
Tu Badli Lakh War Aasi Ik Vaar Vi Ni Badle Tere Wango Bedarde Assi Yaar Nahi Badle
Meri Aankhon Se Koi Mujhe Dekh Raha Hai, Meri Hasi Se Koi Anjaan Mushkura Raha Hai, Meri Saanso Se Dil Kisi Ka Dhadak Raha Hai, Meri Kahaani Sunaa Ke Koi Haal Puchh Raha Hai..
Dil Ko Jala Jala Kei Main Likhta Hoon Haal-E-Dil Tanhaaiyon Main Kaat Raha Hoon Main Raat Din Afsos Yeh Pata Naa Chala Ishq Kab Hua Warna Kabhi Naa Deta Main Ekk Bewafa Ko Dil
Jaane Anjaane Mein Dil Mein Khyaal Aaya, Kyun Us Din Main Apne Dil Kii Baat Naa Kah Paya, Agar Samay Rahte Kah Di Hoti Maine Apne Dil Kii Baat, To Aaj Woh Hoti Meri Baahob Mein
Waqt Ka Aagar Jo Hume Sahara Hota To Jamaane Se Hume Yu Gila Na Hota Ham Ne Kya Payaa Kyaa Khoya Woh Hum Jante Hai Par Kisise Kah Nahi Pate Hai
Kyun Diyaa Mujhe Pyaar Mein Tune Dhokha Tum To Mere Dil Ke Pas Thee Unhe Laga Ki Intzar Mein Baitha Hun Tere Per Woh To Meri Zindaa Laash Thi
Ashkon Bhari Zindagi Nahi Hai Her Kisi Ke Liye Ro Raha Hun Yahan Mein Apni Badnaseebee Ke Liye
Ye Humaari Badnaseebi Nahi To Kyaa Hain Ke Usi Ke Ho Gaye Hum Jo Ho Sakena Humaare Pade Jab Bhee Gumon Se Pale Rahe Mit Ke Mitne Wale. Jise Maut Ne Na Puchha Use Zindagi Ne Hain Mara
Bata To Doo K Humien Chorh Kar Konsa Sagar Pa Rahe Ho Sagar To Hi Hai Meri Zindagi Bhii Ab Kisko Sagar Bana Rahe Hooo Na Jao Kahien Ke Ab To Hai Andaz E Ravan Aur
Phul Ho Ya Karte Ho Zakham Dono Hi De Dete Hai Khasiyat Yahi Hai Ki Kanto Se Mili Zakhm Waqt Ke Saath Bhar Jaate Hai Par Phulo Se Mili Zakhm Jite Ji Toh Kya Marte Waqt Bhi Saath Nahi Choorti Hai
Aagse Nata Narise Rista Kahe Maan Samajna Paya , Muje Kya Hua Tha Ek Bewafape Hae Muje Kyon Pyaar Aya Meri Bewafaipe Hase Jug Sara Gali Gali Gujara Jahaanse
Ghayal Dil Ka Fasana To Sun Kar Dekho-Â… Tadaptey Dil Ko Pyaar Bhari Nighao Se Dekho-Â… Is Bebas Dil Me Kya Dard Samaya Hai-Â… Is Dil Se Mohbbat Karkey To Dekho
Rona Kaun Kambakht Chaahta Hai Yeh To Zakhmo Ko Dekh Kar Aankh Nam Ho Jaaye To Main Kya Karun? Hasna Chaahti Hun Sabke Saath Khushi Mein Bhi Lab Na Muskraaye Ab To Main Kya Karun?
Dhoka Kyu Diya Tujh Per Aitbaar Bahut Tha Dil Teri Chaahat Ka Talabgaar Bahut Tha, Tujhe Ne Dekhtay The Toh Dikhai Kuch Nahi Deta Tha Ab Kya Karte Ke Tujh Se Hame Pyar Bahut Tha
Jise Chaho Use Ehsaas-—e-Khudai De Do Rishta Pyaar Ka Rakho To Rakho Ibaadat Jaisa Hum Bhare Shahar Mein Tanha To Nahi The Lekin Koi Rishta Na Mila Phir Teri Chahat Jaisa
Manzil Naa Rahi Koi,Theekana Bhi Nahi Hai, Waapas Mujhey Ghar Laut Ke Jaana Bhi Nahi Hai. Manai Hi Shikhya Tha Usse Teer Chalana Ab Mere Siva Koi Nishana Bhi Nahi Hai
Umeede Tuti To Umeed Karna Chod Diya, Sapne Tute To Sapne Dekhna Chod Diya, Jabse Dil Tuta Hai, Saanse To Le Rahe Hai, Par Ab Humne Jeena Chod Diya
Mohhabat Ki Hai Unse, Humko Gum Khana Bhi Aata Hai, Agar Hoon Mayusiyaan,To Dil Ko Samjhana Bhi Aata Hai, Umad Aate Hain Ashk Unke,Hamari Bekarari Par, Tadapna Humko Aata Hai, To Tadpana Bhi Aata Hai.
Na Apne Dar Ka Pata Hai Or Na Manzil Ki Khabar Hai Na Apne Dar Ka Pata Hai Or Na Manzil Ki Khabar Hai Wo Kehte Hain Ke Darwaje Pe Khade Hain Kab Se Ey Dil Jara Dhyaan Se To Dekh Yahaan Darwaja Kidhar Hai
Apka Intezar Karne Ko Hum Umar Bhar Taiyar Hain, Umar Bhar To Kya Har Janm Taiyar Hai, Agar Jine Ko Mile Ek Din Apke Sath, To Apke Sath To Har Janm Marne Ko Taiyar Hai.
Chot To Dil Ko Khane Ki Aadat Si Ho Hi Gayi Hai Hal Pal Rone Ki Bhi Aadat Si Ho Hi Gayi Hai Lekin Jo Jazbaat The Daba Hueaaj Kyun Ubhar Aaye Hain Lekin Jo Khwab The Bhule Hueaaj Kyun Ubhar Aaye Hain
Jo Bharta Nahin Woh Zakhm Diya Hai Mujhko Nahin Pyar Ko Badnaam Tune Kiya Hai Jise Maine Pooja Maseeha Bana Ke Na Tha Yeh Pata Pattharo Ka Bana Hai
Lahoo Mein Rang Ki Soorat Basa Hai Tera Khayal Mein Kis Tarha Teri Yaadon Se Faasla Rakhoon Kisi Bhi Shakhes Se Koi Gharaze Naheen Mujhe. Mein Sirf Tere Liye Sab Se Waasta Rakhoon.
Shayad Yahi Nasib Mein Hain Tere Pyar Ke Liye Taraste Rahe-Â… Na Jane Kitne Savan In Aankhose Baraste Rahe
Haseen The Woh Pal Jo Sang Guzare The, Tadap Uthte Hai Ab Unhi Lamho Pe, Bula Liya Us Khuda Ne Tujhe Apni Baargaah Mein, Jalta Chor Diya Mujhe Is Duniya Mein
Tarpa Gai Rula Gai Humain Pyar Sikha Gai Us Ki Bewafai Ki Ada Ne Humain Zindagi Ka Sabaq Sikha Gai
Galat Hum Bhi The-Â…Galat Vo Bhi The Phir Bhi Akele Kyon Aag Mein Jal Rahe Hain Hum Shikayat To Bahot Hain Unse Phir Bhi Dur Jane Ka Kyon Sata Raha Hain Gum
Jab Bhi Gham Kay Baadal Chhaye Tujh Par Mein Sukh Ka Chhatha Ban Jao Sare Gham Barse Mujh Par Aur Sukh Ki Chao Tum Pao
Ishq Wo Nasha Hai Jo Kabi Utarta Nahi, Mehboob Na Milne Par Sukun Dil Ko Ataa Nahi, Anhkein Bichaye Rehte Hain Hum Unke Intezaar Mein, Iss Ummed Se Ki Woh Humse Bewafa Nahi
Mayoosi Dhal Jaye Gi Khushi Ke Dhin Aayengay Jaise Khizaan Ke Baad Bahaar Aati Hai Magar Kab Tak Almast Hum Sabr Karte Rahengay Hamaare Intezaar Ki Bhi Hadh Hoti Hai
Hu Naa Main Badel,Jo Garez Ker Khamush Hu Jaye, N Hu Veh Patang Shma Per Jo Shaheed Hu Jaye, Mey Hu Rakh Key Dheyr Mey Dabhi Ek Maus Shula, Andhi Chum Ley Jis Ko To Vo Angaar Hu Jaye.
Gum Ke Saaye Mein Pale Hai Hum, Ek Khushi Paane Ko Tarse Hai Hum, Bewafayon Ki Duniya Mein E Ashiq, In Jazbaat Ton Ki Koi Keemat Nahi Hoti.