Shayad kahi kho gaya tha mai kuch






Related SMS
- Waffa wo shakhs mere sath bhi na
- Meri ghutan aaj unki farmaish hai ye
- Tabhi to insan ko taqdeer pe sak
- Hum kyun bhala kisi ko yaar bewafa
- Tum to jara si baat per naraz
- Jab basani chahi apni duniya maine kabhi
- Kahaan ley chaley ho mujhey meyrey kheywanhaar
- Jaan e hukkaam o sarbraah qimti hai bahut aam logoun kaa
- Hasne par hasti hain aankhen rone roti
- Door negahoo se bar na jaya ker
- Ik sabd udhara de devo yaaro likh
- Hamne to suna tha kuch pane ke
- Apni tanhaee ki palkein bhigo loon pehle
- Judai teri sehte hai par rishto mein
- Dil ki duniya ujad kar garib tune
- Din to kat jata hai kisi taraha
- Pyar mein nakaam hone ki ye saza
- Wafai ki baatein na kar bewafa wafaa
- Main tho badnaam ho he jaoongaa par
- Sab kuch khatm ho gaya per intjaar
- Teri kushi se humko koi shikayath to
- Mujh say bicher k baynaam ho jao
- Teri aankhon ki thakan tere hothon ka
- Chaand ko gorur hai chandni uska nur
- Apna to bhee naa raha jhoota sapna
- Yakeen karlay naa kisi bejaan murat pe
- Unse bhichde hue ek jamana beet gaya
- Kehte hai gum batane se hota kam
- Rone de tu aaj hamako aankhe sujane
- Intezaar ker rahi hukya karti rahugi asse
- Yaar pahlu mein hai to sara jahan
- Tootey hain jaaney kitney sitaarey khalaa sey
- Tairna hai to samandar main tairo nadhi
- Ek pal kaehsas bankar aate ho par
- Maaniye bewafa nahi hai wo us pai
- Jiyenge magar muskura na sakenge ke ab
- Tasveer banayi hai per aks nahi milta
- Dosto mujhe bhi savikar karo apni is
- Badi shidat se har gum ko chupaya
- Kaise dil mein kisi aur ko basa
- Ab umar ho gayi hey dil ki
- Mohbbat kaa gum hainmile jitna kam hain
- Kis tarha bhulau mohabbat ka woh khayal
- Aaj nahin to kal haar ko maanana
- Hamein zakhm dene mein unhen sukoon milta
- Koi chahta hai batata hai rulata to
- Wo muskurana aapka haya se nazren jhukana
- Lehar aati hai kinare se palat jati
- Ankhon se dur ho par dil nahi
- Jane kis baat ki mujhko saza deta
- Zindagi mein agar tum akele ho to
- Is kadar hum yaar ko manane nikale
- Marna chaha to milee zindagi jub jaagi
- Enaam khairat mein nahin milte bahut kuchh
- Jeene marne ke liye kabhi challu bhar
- Tum hamaare dukh se beparwaah rahe ye
- Do din ki muhabbat mein logon uss
- Dil hi me tujhe pyar kiya karte
- Na teer hai kamaan jabaan khamosh hai
- Is duniya mein aise bhi bohat hai
- Yaad to bahut kiya maine use magar
- Qissa koi jaise purana ho gaya hoon
- Na sangdil sitamger magroor hoon main her
- Kabhi ro ke muskraye kabi muskra roye
- Mere samne mehfil mein aaye bhadhe hai
- Tum na aaye to kya huwa mout
- Jab niklega teri gali se mera janaza
- Kalam uthaake jab humne aapne mehboob ke
- Agar manzil juda hai to jane do
- Dard e dil seena aasan nahi hota pyar ko
- Karte rukhsat hai meri nazroo se wafa
- Nazm chade koi to tarane ban hi
- Pyar mei toote dil ka tukda bhi
- Ek karwan le ke chale the jani
- Jab khushi mili to has na saka
- Nigha ko kisi surat ki pyaas rehti
- Jab ham ish duniya se chale jayenge
- Aajeeb tarah say socha hai zindagi kai
- Paa ker bhi tum ko tut chaha
- Ishq ke dariya ka koi kinara nahin
- Aapka diya hua har gham ab mere
- Jab bhi mere dil mein woh khayalat
- Koi kya hamare ghum ko samjhaga iss
- Tumko nahi ana tha na hi aye
- Nikaala hai dard e dil lafzon ki
- Kaisaa manzar hai ye be basii kaa
- Yeh jo zakhm khila hai yaroen kuch
- Diye jalte hain phool khilte ek baar
- Jahan bhi ho chale aao tumhe yaadein
- Mujhe maluam hai ki tu na kabhi
- Naa kisi mukaam ki talaash hai bahaane
- Jo chahte the ek din hum jiye
- Hum sochte hai humein yaad rakha nahi
- Dard e dil ka mazza pyar kerne ke badd
- Jitni gehri hoti jaa rahi hai is
- Meri hokar bhi mujhse naraaz kyun hai
- Kuch der thehar jaate to achcha tha
- Badkismati ki roti hui vo takdeer hai
- Jaane se kisiko koi rok hai sakta
- Mangi thi mohabbat wo dil ko aahee8217n
- Is daraja iahtayath sa likha ha khut
- Aaj fir tanhayeoon se khud ko chupane
- Jal jayenge tere pyar me agar tu
- Meri aankho mein dekhenge to gum e
- Kahi raah mein yoonhi agar tum mil
- Dhol bajey tashey teri baaraat to suj
- Chhup ke ehetma mein safar ka pata
- Kaun kehta hai suraj aasman mein hai
- Khoob ghum ki halat hain k mein
- Khuda ne kismat sabko di kisi ko
- Nafratoon ki kitab parh kay mohabbatoon ka
- Har gham seene mai chhupata raha jhan
- Ab umeed ke sahare jeejatey hain zeher
- Aankhoon mein simtee anginat tasveeroon mein teri
- Bekaar likhe jaate ho kavita kisi ke
- Waqt ki meharbani jisko mile wo koi
- Taumer rahe tujhse door gum na hoga
- Naam tera mera na mil saka hai
- Hamara dard koi na jane sab apni
- Shyam hotte hii chiragoo ko bhujja dete
- Aab kohi jina ki aas bhi na
- Gam mat karna ham aapke zindagi main
- Aaj jana tere jhootey lafon ko main
- Zindagi say duur janay walay meray dil
- Maatam mere dil ke ghar main bewafa
- Meri aankhon ki har boond tumhaare pyaar
- Dard dillon ke kyun batao satatai hai
- Jakham ko roge maar dete hain pyaar
- Hum bhi gumnam hona chahete hai bina
- Hume zamane ne dard diya hum paudaishi
- Aankhein hamari nam hain dil mein sirf
- Aks e kusbu hu mujhe bikharne se na roke
- Woh dil nahi rahaa wo mohabat rahi
- Mahboob teri mehndi rang laee hain is
- Waqt be waqt zamane se gila humne kiyaa kahan
- Main aksar pura sa nazar aata thaa
- Mit kar bhi rashme bafa nibhata chala
- Mat karna tu ab intezaar mera dur
- Jab maine darpan main apne aap ko
- Phoolo ke bicch khade ho kar bhi
- Unki akhon me mohabbat ki chamak aj
- Gehrai napta hai koi pani mein utarkar
- Apani khushi main mere bhii gum ko
- Mohabat kii aag ko samundar bhuja nahii
- Unko humara hone naa diya pyaar ko
- Ekk kaanta hoon main yaaron mujhe dil
- Aab e shab ko hawaayen bhigouney to do chaand
- Zeest kaa sard falsafaa hai tu koun
- Kya is dil mein chupa rakha hain
- Gali mein chale to aaye hain teri
- Roshni se nafrat ho jati hai aur
- Karte hai sab se itni mahobbat ki
- Baad teray mujko appnayega koun jakmo per
- Jab bhi jee chahe paas aate ho
- Darr lagta hai aaj mehfil mein jaa
- Dard haasi intezaar yan ibaadat yeh sab
- Lok sochdey hassda han par andron
- Tere bina ye dil khain lgta nhi
- Shiddat e dard ne mehroom kiya lafzon se humein
- Chehre pe hai khushi ka nakab dil
- Lab pe muskaan ko liye ae dil
- Ic jamane me mera koi hum dard
- Aaj tak humne chupaya us raat ko
- Dua hai rab se ki teri raho
- Koie bichad na chahe tu kaise rok
- Koi dil ke karib hokar bhi anjan
- Kyon dil mein base ho tum rulakar
- Ayyam ki gardish ne sataya hai bahut
- Tum humye chahoo gae yunhe hum rahey
- Chal pare hum bhi us raah pay
Waffa Wo Shakhs Mere Sath Bhi Na Kar paya Bicharte Waqt Mulaqat Bhi Na Karpaya Sitare Tod Kar Lana To Gher Mumkin Tha Wo To Mere Haq Mein Koi Bat Bhi Na Karpay
Meri Ghutan Aaj Unki Farmaish Hai, Ye Taqdeer Hai Meri Ya Aajmaish Hai.
Tabhi To Insan Ko Taqdeer Pe Sak Hota Hai; Akser wo cheej bhi nahi milti jispe haq hota hai.
Hum Kyun Bhala Kisi Ko Yaar Bewafa Kahein Such To Yeh Hai Humne Khudko Aaj Tak Jana Nahi
Tum To Jara Si Baat Per Naraz Ho Gaye; Mai Kya Karun Mujhe Maar Dala Waqt Ki Khataon Ne.
Jab Jab Basani Chahi Apni Duniya Maine; Kabhi Jaljalon To Kabhi Tufan Ne Ujad Di. Ban Jayein Kash Mere Bhi Halat Pursukun; Tamam Umra Isi Zaddojehed Mein Gujar Di.
Kahaan Ley Chaley Ho Mujhey? Meyrey Kheywanhaar! Sammukh Jal Hai, Kshitij Hai; Par, Kyaa Hai Us Paar?
Jaan-E-Hukkaam-O-Sarbraah Qimti Hai Bahut Aam Logoun Kaa Khoon Bah Rahaa Hai, Bahney Do? Apnee Sarkaar Pai Jokhim Na Ho Paidaa Koyee: Bas Itnaa Khyaal Rakho? Ra’itoun Ko, Kahney Do?
Hasne Par Hasti Hain Aankhen Rone Par Roti Bhi Hain Aankhen Zakham Bhi Deti Hain Aankhen Jaan Bhi To Le Leti Hain Aankhen
Door Negahoo Se Bar Bar Na Jaya Ker Dil Ko Is Kadar Mat Tarpaya Ker Tum Bin ek Pal Guzar Nhi Sakty Hum Tum Yah Ahsas Bar Bar Na Dalay Ker
Ik Sabd Udhara De Devo Yaaro, Likh Saka Jo Meri Tanhai Nu, Kush Pal Udhare De Devo, Maap Ska Jo Jakhmi Dil Di Gehrai Nu.
Hamne To Suna Tha Kuch Pane Ke Liye Kuch Khona Parta Hai Par Ya Nahi Pata Tha Ke Dil Laga Kar Rona Parta Hai
Apni Tanhaee Ki Palkein Bhigo Loon Pehle, Phir Gazal Tujh Pe Likhun, Baith Ke Ro Loon Pehle.
Judai Teri Sehte Hai Par Rishto Mein Duri Na Seh Payenge Jis Dagar Pe Chod Diya Tune Sath Mera Teri Kasam Usi Dagar Pe Apni Saanse Chod Jayenge
Dil Ki Duniya Ujad Kar Garib Ki Tune Apani Jindagi Sajaai Hai Teri Har Dhadakan Gavahi Dengi Ki Teri Ye Khushuya “Dharam” Ki Tabahi Hai
Din To Kat Jata Hai Kisi Taraha Mayfil Mein, Magar Raat Nahi Katti Hai Tanayee Mein, Hum Tum Ko Mil Nahi Pathe Haqeekat Mein, Magar Tume Didar Kar Lete Hai Khwaab Mein.
Pyar Mein Nakaam Hone Ki Ye Saza Payi Hai, Bheed Bhari Duniya Mein Hote Hue Bhi Dil Mein Tanhayee Hai, Jisko Bhulne Ki Koshish Mein Lage Rahe Raat Din, Usi Ki Yaad Ek Baar Phir Ateet Ke Khandhar Mein Khench Laayee Hai.
Wafai Ki Baatein Na Kar Bewafa Wafaa Se Mera Yeh Bharosa Uth Jaata Hai Tu Nahi Teri Yaad Sahi Yeh Mera Waqt Toh Kat Jaata Hai.
Main Tho Badnaam Ho He Jaoongaa Par Tum Kaunsa Bacch Jaogi. Jab Meri Kahani Duniya Jaanegi Tum Bhi Bewafaa Kahlaogi.
Sab Kuch Khatm Ho Gaya, Per Intjaar Abhi Baki Hai, Main To Ja Raha Tha Is Ujde Huye Gulshan Se, Chupke Se Aaker Kah Gaya Koi, Thaher Ja Abhi Bahar Baaki Hai
Other Popular Dard Bhari Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Teri Kushi Se Humko Koi Shikayath To Nahi Bas Yahi Soch Ke Hojate Hain Afsorda Ke Is Muskurahat Ki Wajah Meri Chath Kyun Nahi
Mujh Say Bicher K Baynaam Ho Jao Gai, Sodagaron K Hathon Neelam Ho Jao Gay, Mujh Ko Acha Nahin Lagta Tera Her Ek Say Milna, Her Aik Ko Mayas-‘sar Howay To Aa-‘am Ho Jao Gay
Teri Aankhon Ki Thakan Tere Hothon Ka Sukun.. Har Aadat Ek Rangeen Sharat Na Ho.. Main Jise Pyaar Ka Andaaz Samajh Baitha Woh Naaz Woh Nakhre Teri Aadat Hi Na Ho…
Chaand Ko Gorur Hai Chandni Uska Nur Hai, Hum Kispe Gorur Kare Jab Hamara Chan Hi Humse Dur Hai.
Apna To Apna Bhee Apna Naa Raha Apna To Jhoota Bhee Sapna Naa Raha Zindagi Bhee Saath Nahi Ab Apna To Mout Kaa Bhee Sahara Naa Raha
Yakeen Karlay Naa Kisi Bejaan Murat Pe Magar Bharosa Naa Karna,Kisi Aurat Kee Surat Pe Dosti Tum Karlay Naa Kisi Nagin Se Magar Aurat Se Naa Dil Lagana,Kisi Bhee Zarurat Se
Unse Bhichde Hue Ek Jamana Beet Gaya Lekin Ab Bhi Is Baat Ki Taklif Hai Muze Ke Kar Gayi Jiske Liye Tanha Woh Muze Paa Liya Use Toh Mere Liye Roti Hai
Kehte Hai Gum Batane Se Hota Hai Kam Aisa Hi Pehle Kabhi Maante The Hum Uske Pyaar Ki Nishani Uska Gum Hi To Hai Mere Paas Wo Bhi Baat Du To Rahega Kya Mere Paas.
Rone De Tu Aaj Hamako Tu Aankhe Sujane De Baho Mein Lele Aur Khud Ko Bheeg Jane De Hai Jo Seene Mein Quaid Dariya Wo Chut Jayega Hai Itana Dard Ki Tera Daman Bheeg Jayega
Intezaar Ker Rahi Hu,Kya Karti Rahugi, Asse Kuchh Tao Jawab De. Dil Udas Tha Kal,Yeh Aaj Bhee Udas Hain, Yeh Kab Tak Rehega,Kuch Tao Jawab De
Yaar Pahlu Mein Hai, To, Sara Jahan Roshan Hai Lakh Roshan Ho Jahaan, Woh Naheen, To Kuchh Bhi Naheen!! Nisf Shab Syaah Ho, Par, Saath Noor-E-Yaar Na Ho: Tab To, Hai Zindagee Taareek, Aur Kchh Bhi Naheen!!
Tootey Hain, Jaaney Kitney Sitaarey Khalaa Sey, Roz! Ab, Kis Pai Ham Yaqeen Kareyn; Aur, Kyoun Kareyn? Yeh Naakhudaa Hamaaraa Barhaa Hoshiyaar Hai! Ham, Kyoun Na, Saath Mein Hi Jiyen, Saath Hi ‘Tareyn’?
Tairna Hai To Samandar Main Tairo Nadhi Talabon Mein Kya Rakha Hai Pyar Karna Hia To Watan Se Karo Bewafa Hasinoo Mein Kya Rakha Hai.
Ek Pal Kaehsas Bankar Aate Ho Par Dusre Hi Pal Khwab Bankar Ud Jate Ho Jaante Ho Ki Lagta Hao Darr Hame Tanhaiyo Se Phir Bhi Bar Bar Hame Tanha Chod Jaate Ho
Maaniye, Bewafa Nahi Hai Wo Us Pai Tohmat Thee Bewafai Kee! Warnah, Aisaa Hai Koun Duniya Mein, Jo Ho Jaldi Mein Yun Judai Kee?
Jiyenge Magar Muskura Na Sakenge, Ke Ab Zindagi Main Mohabbat Nahi Hai. Labon Pe Tarane Ab Aa Na Sakenge, Ke Ab Zindagi Main Ab Mohabbat Nahi Hai.
Tasveer Banayi Hai Per Aks Nahi Milta , Dil Ke Kitab Ko Koi Saks Nahi Milta, Firte Rehte Hain Wo Jamane Ki Talas Mein , Bas Humare Liye Hi Unhe Waqt Nahi Milta.
Dosto Mujhe Bhi Savikar Karo Apni Is Mahfil Mein Mene Bhi Dhoka Kaya Hai Bas Ke Yaar Ke Dil Mein
Badi Shidat Se Har Gum Ko Chupaya Humne, Magar Jane In Ansoonon Ko Manjoor Kya Hai, Har Gum Mein Muskurana Meri Aadat Sahi, Kabhi Ankh Bhar Aaye Toh Mera Kusoor Kya Hai.
Kaise Dil Mein Kisi Aur Ko Basa Loon, Baar Baar Yeh Sapne Sajaye Nahin Jaate, Bekhabar Hain Woh Jo Kehte Hain Yeh Mumkin Hai, Dil Ke Kabristaan Par Mahal Banaye Nahin Jaate.
Ab Umar Ho Gayi Hey Dil Ki Kitab Mey Kuch Khushk Panno K Siva Kuch Nahi Raha Jazbaat Tamaam Kho Gaye Lamho Ki Dhul Mey Ab Dil Mey Dhadkano K Siva Kuch Nahi Raha…
Mohbbat Kaa Gum Hain,Mile Jitna Kam Hain Yeh To Zamana Nahii Jaan Payega Mera Sanam Jo Jara Behram Hain Dekhar Mujhe Wo Dard Muskuraeega
Kis Tarha Bhulau Mohabbat Ka Woh Khayal Aya Hua, Ke Mit Nahi Sakte Shishe Pe Darar Aya Hua, Mere Zindagi Mey Gham Bharne Wale, De Raha Hay Dua Akhon Me Ashk Aya Hua
Aaj Nahin To Kal Haar Ko Maanana Hoga, Aainey Mein Chehara Tujhe Pehachaanana Hoga. Dil Behalaayega Jhootth Se Kab Tak ‘Sahil’, Kabhi To Haqeequt Ka Saamana Hoga. By Sahil Verma
Hamein Zakhm Dene Mein Unhen Sukoon Milta Hai. Hamein Kuchh Bhi Mile, Unhen To Sukoon Milta Hai. By Pramod Kumar Sharma
Koi Chahta Hai Koi Batata Hai, Koi Rulata Hai To Koi Hasata Hai, Mohabat Ko Har Kisi Ko Kisi Se Hai, Fark Itna Hai Koi Aazmata Hai Or Koi Nibhata Hai. By Mandhari “Kaleshi”
Wo Muskurana Aapka, Haya Se Nazren Jhukana Aapka. Bahot Yaad Aata Hai, Wo Ruthna Manana Aapka. By Sahil Verma
Lehar Aati Hai, Kinare Se Palat Jati Hai, Yaad Aati Hai, Dil Mein Simat Jati Hai, Dono Mein Farakh Sirf Itna Hai, Lehar Bewaqt Aati Hai, Aur Yaad Har Waqt Aati Hai.
Ankhon Se Dur Ho Par Dil Se Nahi, Dil Mein Zarur Ho Par Milte Nahi, Bus Yehi Gila Hai Tumse Dost, Tum Milte Zarur Ho Par Dil Se Nahi
Jane Kis Baat Ki Mujhko Saza Deta Hai, Meri Hasti Hui Ankhon Ko Rula Deta Hai. Ek Muddat Se Khabar Bhi Nahi Teri, Koi Is Tarah Bhi Kya Apne Dost Ko Bhula Deta Hai.
Zindagi Mein Agar Tum Akele Ho To Pyaar Karna Sikhlo, Aur Pyaar Kar Liya Hain To Izhaar Karne Bhi Sikhlo. Agar Izhaar Karna Nahi Sikha To, Zindagi Bhar Pyaar Ke Yaadon Mein Rona Sikhlo.
Is Kadar Hum Yaar Ko Manane Nikale, Uski Chahat Ke Hum Diwane Nikale, Jab Bhi Use Dil Ka Haal Batana Chaha, To Uske Hoton Se Waqt Na Hone Ke Bahane Nikale.
Marna Chaha To Milee Zindagi, Jub Jaagi Jeene Ki Hasrat To Maut Aa Gayi. By Sahil Verma
Enaam Khairat Mein Nahin Milte, Bahut Kuchh Karke Dikhana Hota Hai, Log Yoon Hi Kisi Pe Fida Nahin Hote, Kuchh To Andaaz Juda Lana Hota Hai. By Pramod Kumar Sharma
Jeene Marne Ke Liye Kabhi Challu Bhar, Paani Ki Bhi Darkaar Ho Jaati Hai. Varna Aankhon Ke Aage Bahe Dariya, Khuaahish Poori Nahin Ho Paati Hai. By Pramod Kumar Sharma
Tum Hamaare Dukh Se Beparwaah Rahe Ye Hamein Manzoor Thaa. Jab Hamaari Khushiyaan Lauti Tab Yum Aaye Ye Kabool Na Thaa. By Pramod Kumar Sharma
Do Din Ki Muhabbat Mein Logon, Uss Yaad Ka Aana Kya Kahiye, Hum Khud Ko Bhulaye Baithe Hain, Ab Duniya Bhulana Kya Kahiye. By Kumar Praveen Tyagi
Dil Hi Dil Me Tujhe Pyar Kiya Karte Hai, Chup Chap Mohbaat Ka Izhaar Kiyan Karte Hai, Muskil Hai Tera In Rahon Se Guzar Jana, Fir Bhi Tera Intazaar Kiya Karte Hai. By Anshu
Na Teer Hai Na Kamaan Hai Jabaan Khamosh Hai, Har Musibat Mein Muskaan Hi Mera Jawaab Hai. By Pramod Kumar Sharma
Is Duniya Mein Aise Bhi Bohat Hai, Jinke Cheharo Pe Chehare Bohat Hai, Meri Lash Par Rone Walo Ki To Kami Nahi, Magar Un Rone Walo Mein, Mere Katil Bhi Bohat Hai. By Yesh
Yaad To Bahut Kiya Maine Use, Magar Un Wadoon K Sath… Gar Mil Gaye Raaho Mai Kahi… To Ajnabi Banke Guzar Jana Hai Hame… By Sajid Khan “Ashq”
Qissa Koi Jaise Purana Ho Gaya Hoon, Guzra Hua Jaise Zamana Ho Gaya Hoon. Dost Bhi Kar Lete Hain Ab Door Se Hi Salam, Apna Nahin Jaise Begana Ho Gaya Hoon. By Sahil Verma
Na Sangdil, Na Sitamger, Na Magroor Hoon Main. Her Bewafa Ladki Yahi Kahati Hai Ki Majboor Hoon Main. By Sahil Verma
Kabhi Ro Ke Muskraye, Kabi Muskra Ke Roye Uski Yaad Jab Bhi Aai, Ushe Bhula Ke Roye, Ek Uska Hi Naam Tha, Jise Hazar Baar Likha, Jitna Likh Ke Kush Hue, Usse Jiyada Mita Ke Roye
Mere Samne Mehfil Mein Aaye Bhadhe Hai, Apne Hatho Mein Mera Dil Dabaye Bhaidhe Hai, Jab Humne Pucha Ki Kiya Hai In Hatho Mein, Bahana Bana Diya Ki Mehndhi Lagaye Baidhe Hai
Tum Na Aaye To Kya Huwa Mout Ki Sou Tahreerain Hai Mout Tum Jainsee Nahee Jise Main Bula Bhee Naa Sakoon.
Jab Niklega Teri Gali Se Mera Janaza Bus Khidki Se Zaak Lena Bus Itni Hi Gujarish Hai Ke Do Aansu Baha Dena Magar Meri Kabra Par Aakar Pool Mat Chadana Hum Pehle Hi Dabe Hue Hai Hume Aur Mat Dabana
Kalam Uthaake Jab Humne Aapne Mehboob Ke Baaren Me Likhne Lage Jo Bhi Likhe Dhoondlaa Sa Dikhe Kya Kare Jab Aakh Hi Rone Lage
Agar Manzil Juda Hai To Jane Do Mujhko Faraz Lout Ke Kab Aaoge Pochte Kyu Ho
Dard-E-Dil Seena Aasan Nahi Hota Pyar Ko Dosti Ka Naam Dekaar Jeena Asaan Nahi Hota Yeh Toh Rab Di Mehar Hai Ke Hum Abhi Tak Je Raha Hai Varna Pyar Main Har Kar Jeena Aasan Nahi Hota
Karte Rukhsat Hai Meri Nazroo Se Wafa Woh Aajj Bhi Nazre Churaye Baithay Hai Bedardi‚Â Zaleem Bewafa Hai Mohabbat Phir Bhi Hum Unhe Dil Se Lagaye Baithay Hai
Nazm Chade Koi To Tarane Ban Hi Jate Hai Doobti Kashti Ko Shahil Mil Hi Jate Hai Aagar Nahi Milta Kisiko To Wo Choota Hua Bachpan Or Pehla Pyar Hota Hai In Dono Ke Bichad Jane K Baad Hi Zindgi Ka Buniyadi Kha ka Taiyaar Hota Hai
Pyar Mei Toote Dil Ka Tukda Bhi Bahut Khaas Hota Hai Ye Jakhm Dikhta Nahi Jism Pe Par Dard Iska Aakhri Saans Tak Hota Hai
Ek Karwan Le Ke Chale The Jani Be Manjil Magar Log Bichadte Gaye Aur Mai Akela Reh Gaya
Jab Khushi Mili To Has Na Saka Jab Gum Mila To Roo Na Saka Yehi Jindagi Ka Dastoor Hai Jise Chaha Use Paa Na Saka Jo Mila Use Chah Na Saka
Nigha Ko Kisi Surat Ki Pyaas Rehti Hai Khayaal Ko Kisi Ke Aahat Ki Aas Rehti Hai Teray Bin Kisi Cheez Ki Kami To Naheen Magar Phir Bhi Tabiyat Udaas Rehte Hai
Jab Ham Ish Duniya Se Chale Jayenge! Mat Samajhna Apko Bhul Jayenge!! Bas Ek Baraasman Ki Taraf Dekhna! Mere Aansu Sitaro Se Girte Nazar Ayenge
Aajeeb Tarah Say Socha Hai Zindagi Kai Liye Kai Zakahm Kahm Main Khilta Hoon Haer Khushi Kai Liye Woh Mujh Ko Chor Gaya To Mujhye Yaqin Aaya Koi Bhi Shaks Zarori Nahi Kisi Kai Liye
Paa Ker Bhi Tum Ko Tut Ker Chaha Tha Kho Ker Bhi Tum Ko Tut Ker Chaha Hai Rooth Gaye Jo Hum Sai Bhool Gaye Tum Hum Ko Hum Nai To Tum Ko Rooth Ker Bhi Chaha Hai
Ishq Ke Dariya Ka Koi Kinara Nahin Hota Hadh Par Kar Jaane Walon Ka Koi Sahara Nahin Hota Barbaadi Ki Dor Uljhana Shourou Ho Jaate Hai Jisko Koi Suljhanne Wala Nahin Hota
Aapka Diya Hua Har Gham, Ab Mere Liye Khushi Ban Jaathi Hai, Kyon Dard Jab Hadd Se Guzar Jaye, To Khud Dava Ban Jaathi Hai
Jab Bhi Mere Dil Mein Woh Khayalat Aate Hain Mujhe Woh Beete Hue Lamhe Satate Hain Woh Door Hue Sirf Duniya Ki Nazron Mein Humse Woh Ab Bhi Humare Dil Mein Ayshyaan Banye Hue Hain
Koi Kya Hamare Ghum Ko Samjhaga Iss Bedard Zamane Main Jab Tak Jiyenge Tujh Se Pyar Karenge Iss Bedard Zamane Main Himmat Na Haar Ay Dil Tujhe Milega Jo Bichad Gaya Hai Jo Haar Maan Le Woh Pyar Kya Karega Iss Bedard Jamane Main
Tumko Nahi Ana Tha Na Hi Aye Tum Janati Thi Bhir Bhi Tera Intzaaar Kiya Kyun Maine Is Bhari Duniya Mai Sirf Tuji Se Kyun Tujse Maine Pyar Kiya
Nikaala Hai Dard E Dil Lafzon Ki Shakl Main Warna Dil Hi Phat Jaata Dard Dunyaan Ke Sehty Sehty
Kaisaa Manzar Hai Ye Be Basii Kaa Nazaar Aata Hai Vo Bhii Ajnabee Saa Jise^n Chaaha Jise^n Poojaa Bann Gaya Vo Bhii Ajnabee Saa
Yeh Jo Zakhm Khila Hai Yaroen Kuch Dardo Ka Silsila Hai Yaroen Dushmano Mein Iktiyaar Kanha Hogi Yeh Meri Dostana Ka Sila Hai Yaroen
Diye Jalte Hain Phool Khilte Hain Ek Baar Jo Bichhad Jaayein Woh Log Dobaara Nahin Ilte Hain.
Jahan Bhi Ho Chale Aao Tumhe Yaadein Bulati Hai Tumhare Saath Guzri Thi Jo Shamein Bulati Hai Yeh Na Samjho Tumhare Bina Kisi Ka Dil Nahi Rota Hai Kisi Ki Aaj Bhi Tumko Udaas Aankhein Bulati Hai
Mujhe Maluam Hai Ki Tu Na Kabhi Meri Thi Or Na Shayad Meri Hogi Par Tu Hi Btaa Es Nadan Dil Ko Kese Sumjhauoo Mujhe Maluam Ki Main Shayad Hi Bhul Pauo Mujhe Maluam Ha Bhi Yahi Ki Tu Mujhe Kabhi Yad Karti Nahi
Naa Kisi Mukaam Ki Talaash Hai, Naa Kisi Bahaane Ki Talaash Hai, Jo Gam Jindagi Ko Maut De De, Aaise Hi Bahaane Ki Talaash Hai
Jo Chahte The Ek Din Hum Jiye So Sall Abb Wohi Humari Maut Ki Duwa Mangte Hai Jo Chahte The Her Dard Rahe Humse Juda Abb Wohi Humare Zakhmo Pe Namak Dalte Hai
Hum Sochte Hai Humein Yaad Rakha Nahi Magar Woh Humein Bhula Nahi Hota Kuch To Hogi Majbooriyan Rahi Yun Hi Koi Bewafa To Nahi Hota
Dard-E-Dil Ka Mazza Pyar Kerne Ke Badd Atta Hai Intzaar Ka Mazza Unke Jaane Ke Badd Atta Hai Yunhi Chalti Rahe Zindgi To Kya Batt Hai Yarro Mager Har Din Ke Badd Andhera Chala Atta Hai
Jitni Gehri Hoti Jaa Rahi Hai Is Dil Mein Us Ke Liye Chahat Utni Use Hoti Jaa Rahi Hai Is Dil Se Nafrat
Meri Hokar Bhi Mujhse Naraaz Kyun Hai Zindagi Khud Ki Khushiyon Ke Liyeh Auron Ki Mohtaaj Kyun Hai Zindagi
Kuch Der Thehar Jaate To Achcha Tha Muje Marte Dekh Lete To Achcha Tha Tumne Na Dekha Tadapna Meri Mout Se Pehle Ye Tamasha Bhi Dekh Lete To Achcha Tha
Badkismati Ki Roti Hui Vo Takdeer Hai Yaroo.. Khaak Hai Ye Zindgi Iski Raakh Liye Ghoomte Hai.. Dafnane Ko Do Gaz Jameen Abhi Muhaiya Nahi Hui.. Kahan.N Aur Kab Milegi Yamraaj Se Pata Poochte Hai..
Jaane Se Kisiko Koi Rok Hai Sakta, Kisi Ka Dard Mehsoos Nahi Hota, Dil Me Ho Agar Sacchi Milne Ki Aas To Dilbar Se Koi Duur Nahi Hota
Mangi Thi Mohabbat Wo Dil Ko Aahee’n De Gya, Thndi Aahoo’n Mei Jlne Ki Hme Duaee’n De Gya. Khud Zindgi Ko Apni Dushwar Kr Betthe, Bhek Gye The Hm Jo Usse Pyar Kr Betthe.
Is Daraja Iahtayath Sa Likha Ha Khut Usa Roya Houn Youn Ka Hurf Bhi Gala Nahi Howa Hum Is Nagar Main Kari Dhoop Ka Musafar Han Jahan Darakth Han, Zara-Darakth Sayan Han
Aaj Fir Tanhayeoon Se Khud Ko Chupane Ko Jee Karta Hai Aaj Fir Dil Khol Ke Muskurane Ko Jee Karta Hai Aise Ruswa Huyein Hain Ise Ishq Ki Fitrat Se Aaj Fir Jindagi Se Door Bhaag Jaane Ko Jee Karta Hai
Jal Jayenge Tere Pyar Me Agar Tu Kahe, Mar Jayenge Tere Naam Par Agar Tu Kahe, Doli Me Bitha Denge Gairo Ke Gar Tu Kahe, Lekin Teri Doli Ke Sath Meri Arthi Niklegi, Chahe To Kahe Ya Na Kahe
Meri Aankho Mein Dekhenge To Gum E Ashk Milenge Jinhe Sadiyo Se Pala Hai Kuch Aise Jakhm Dikhenge Aap To Door Rahte Hain Kabhi Najdeek Na Aaye Kabhi Is Dil Se Gujariye To Dard E Dil Se Milenge
Kahi Raah Mein Yoonhi Agar Tum Mil Jaao Mujhse Khuda Ki Kasam Hain Tumhe Muskura Na Dena Darta Hoon Kahi Jine Ke Armaan Dobara Na Jaag Jaye
Dhol Bajey Tashey Bajey Teri Baaraat To Suj Dhuj Ke Chaley Hai Kyon Kyon -E- Kuda Kyon Kiya Aaisey Tuney Maaloom Tha Hum Jindagi Ro-Ro Gujaarengey Tu Kya Chahta Hai Ye To Sirf Tu Hi Jaaney Hai Tu Hi Jaaney Hai
Chhup Chhup Ke Ehetma Mein Safar Ka Pata Chala Vo Mar Gaya To Uske Hunar Ka Pata Chala Aur Jab Ek Ek Phool Uda Le Gayi Hawa Us Din Bahaar Ko Mere Ghar Ka Pata Chala
Kaun Kehta Hai Suraj Aasman Mein Hai, Woh To Aag Bankar Mere Dil Mein Jal Raha Hai Kaun Kehta Hai Kaantein Phoolon Mein Hai, Woh To Talvaar Bankar Mere Dil Mein Chub Rahe Hain
Khoob Ghum Ki Halat Hain K Mein Kis Nashe Mein Ho Tere Sath Baitha Ho, Tujhe Dhoond Raha Ho Tu Aake Ja Chuka Hain, Mein Intezra Mein Ho.
Khuda Ne Kismat Sabko Di Kisi Ko Muh Mangi Dua Kisi Ko Nafrat Di Humare Khazane Me Kuch Na Aaya Jab Humne Sirf Unki Wafa Mangi
Nafratoon Ki Kitab Parh Kay Mohabbatoon Ka Paigam Likhna Bauhat Mushkil Hai Khizaan Kay Maathey Per Gulab Ki Dastan Likhna
Har Gham Seene Mai Chhupata Raha Mai Jhan Tak Hua Muskurata Raha Mai Jab Hasi Khud Hi Pe Ro Padi To Bahut Yaad Aayi Tumhari Mujhe
Ab Umeed Ke Sahare Jeejatey Hain, Zeher Ko Dawa Shmajh Kar Peeye Jatey Hain, Ek Wo Hain Jo Humein Nahi Shmajhte, Ek Hum Hain Jo Unse Milne Ke Intezar Mein Jeejatey Hain
Aankhoon Mein Simtee Anginat Tasveeroon Mein… Teri Tasveer Hi Nahi Koi Kiss Umeed Per….Kiss Aas Per…. Main Dard K Khool Se Bahar Nikloon Mere Haathoon Ki Lakeeroon Mein Teri Lakeer Hi Nahi Koi
Bekaar Likhe Jaate Ho Kavita Kisi Ke Bandagi Main Jo Kab Ka Bhool Chuka Ja Chuka Kisi Aur Ke Zindagi Main
Waqt Ki Meharbani Jisko Mile Wo Koi Aur Honge Dil Ki Bagiyan Mai Phool Khile Wo Koi Aur Honge Regiastaan Ka Safar,Aur Karavan Chalta Raha Jinhe Naseeb Mai Ho Manjilien Wo Koi Aur Honge
Taumer Rahe Tujhse Door Gum Na Hoga…. Magar Ye Sun Le Pyar Tujhse Kam Na Hoga…. Suna Hoga Tune K Milta Hai Zamane Me Her Zakham Ka Marhum….. Magar Ye Bhi Sun Le Diye Jo Tune Zakham Unka Kahi Marhum Na Hoga…….
Naam Tera Mera Na Mil Saka Hai Kabhi… Na Mal Sakengi Humari Manzile Hi….. Naam Juda Sahi Teri Meri Manzile Juda Sahi…. Hum Hai Ek Hi Rah Per Kuch Pal Sath To Chal……
Hamara Dard Koi Na Jane Sab Apni Garj Ke Hai Deewane Samaj Na Aae Kaha Rona Roe Yaha To Des Naya Log Begane
Shyam Hotte Hii Chiragoo Ko Bhujja Dete Hai Ye Yaadein Hii Kaffi Hain Teri Yaad Mein Jalne Ke Liye
Aab Kohi Jina Ki Aas Bhi Na Rahi Ethne Pyaase Rahe Ki Pyaas Bhi Na Rahi Ab Tho Intazar Hey Mauth Ka Lekhien Mauth Bewafa Hey Athi Hi Nahi
Gam Mat Karna Ham Aapke Zindagi Main Nahi Aayge Hoga Bhi Kabi Milan To Ankh Na Milage Jab Hoga Tumhe Aapne Bhul Ka Ahsas Tab Tak Ham Aapke Dunia Se Bhut Dur Ja Chuke Hoge
Aaj Jana Tere Jhootey Lafon Ko Main Ne Aaj Jana Tere Wadon Mei Chupi Hakikat Ko Main Ne Aaj Aaya Hain Hosh Si Dil-E-Naadan Ko Mere Re Aaj Jana Kitni Badi Khata, Kitni Badi Galti Ki Thi Main Ne
Zindagi Say Duur Janay Walay Meray Dil Say Duur Kesay Jao Gay Yeh Dava Hai Mera Tum Mujhay Bhuul Jao Gay Lakin Mujhay Hamehsa Yaad Aoge
Maatam Mere Dil Ke Ghar Main Bewafa Bada Accha Kaam Kiya Tumne Bewafa Ki Duniya Mein Sab Se Phele Tujhe Salaam Waah Bada Accha Naam Kiya Tumne
Meri Aankhon Ki Har Boond Tumhaare Pyaar Ki Nishaani Hai Meri Aankhon Ki Har Boond Tumhaare Pyaar Ki Nishaani Hai Tum Samajh Sako To Pyaar. Warna Paani Hi Paani Hai .
Dard Dillon Ke Kyun Batao Satatai Hai Muje. Ajeeb Sapne Kyun Batao Aatte Hai Muje. Dur Lakh Kosso Meel Jo Jaa Chuke. Wapis Aa Aa K, Kyun Bulatte Hai Muje.
Jakham Ko Roge Maar Dete Hain, Pyaar Ko Shoge Maar Dete Hain. Insaan To Marta Nahin, Par Use Loge Mar Dete Hain.
Hum Bhi Gumnam Hona Chahete Hai Hum Bhi Bina Kisi Pahchan Jina Chahete Hai Thak Gaye Hai Hum Apne Naam Se Abb To Benaam Marna Chahte Hai
Hume Zamane Ne Dard Diya, Hum Paudaishi Ghayal Naa The. Naa Hathon Mein Hathkariyan Thii, Aur Pawon Mein Janjeeron Ke Payal Naa The.
Aankhein Hamari Nam Hain Dil Mein Sirf Gam Hain, Aur Kya Babataein Apne Baare Mein Bas Itne Se Hi Hum Hain
Aks-E-Kusbu Hu Mujhe Bikharne Se Na Roke Koi Aur Bikhar Jau, To Mujhe Na Samete Koi.. Jiss Tarah Mere Khawab Huae Reza-Reza.. Us Tarah Tuth Kar Na Bikhre Koi
Woh Dil Nahi Rahaa Wo Mohabat Nahi Rahi Shayaad Tujhe Ab Humaari Zarurat Nahi Rahi Tujhe Dene Ke Liye Kuchh Nahi Mere Paas Ab Daulat Bhi Khatam Ho Gayi Dolaat Nahi Rahi
Mahboob Teri Mehndi Rang Laee Hain Is Kadar, Kii Uth Raha Hai Janza Mera Mere Hi Ghar Par. Aarzoo Hai Meri Bas Tujhse Yahi Kii Meri Kabra Pe Aake Do Aansoon Baha Dena.
Waqt-Be-Waqt Zamane Se Gila Humne Kiyaa Kahan Soncha Ki Ye Begano Ki Basti Hain Zindagi Ki Kimat Hogii Kahin Lakho Main Magar Zindagi Aaj Bhii Maut Se Bahut Sasti Hain
Main Aksar Pura Sa Nazar Aata Thaa Ey Sheher Tujhse Pehchaan Se Pehle, Is Beemaar Tabiyat Se Anjaan Thaa Ye Chaand Kuchh Kar Gujarne Ke Armaan Se Pehle
Mit Kar Bhi Rashme Bafa Nibhata Chala Gaya Main Darde Dil Duniya Se Chipata Chala Gaya Main Koi To Aayegi Meri Jindagi Main(Dost)bankar, Bas Yahi Soichkar Har Raah Main Phul Bichata Chala Gaya Mai.
Mat Karna Tu Ab Intezaar Mera Dur Ja Chuka Hun Mein Kafan Mein Lipti Laash Ki Tarah Khamosh Ho Chuka Hun Mein
Jab Jab Maine Darpan Main Apne Aap Ko Nihara Paya Ekk Thaka Hara Insaan Kuchale Jajbaat Aankhon Se Chalchitra Kii Bhanti Dur Hote Chehare Charon Taraf Andhera Dhundhali Roshani Auir Murde Kii Aakhiri Saans Sa Pighalta Jism
Phoolo Ke Bicch Khade Ho Kar Bhi Khusboo Ki Kami Hai Baharo Ke Bicch Jhoom Kar Bhi Khushiyon Ki Kami Hai Sabke Saath Hote Hue Bhi Mere Mehboob Teri Kami Hai
Unki Akhon Me Mohabbat Ki Chamak Aj Bhi Hai Use Mere Pyaar Par Shak Ajj Bhi Hai. Naav Mai Baith Kar Dhoye Thi Kabhi Haath Usne Sare Talab Mein Use Mahndi Ki Mehak Aj Bhi Hai.
Gehrai Napta Hai Koi Pani Mein Utarkar Koi Duniya Bhi Dekhta Hai Gharo Mein Apne Rehkar Karte Hai Sab Wohi Jo Khud Ko Lage Thik Kya Mila Hai Kise Aajtak Zamane Se Darkar
Apani Khushi Main Mere Bhii Gum Ko Nibah Lo, Itna Hanso Kii Aankhoon Se Aansu Nikal Pade,
Mohabat Kii Aag Ko Samundar Bhuja Nahii Paya, Tumhare Diye Huye Zakhmo Ko Bhula Nahii Paya, Kyu Toda Mera Dil Aapne Is Kadar Ke Phir Koi Isme Bas Hii Naa Paya
Unko Humara Hone Naa Diya, Pyaar Ko Humare Ruswaa Kiya, Humko Umar Bhar Ke Liye Tanhaa Kiya, Humare Her Ekk Khawab Ko Uhi Bikhara Diya
Ekk Kaanta Hoon Main Yaaron, Mujhe Dil Mein Naa Basaiyega. Pyaar To Naa Milega Mujhse, Bas Dard Hii Dard Paiyega.
Aab-E-Shab Ko, Hawaayen Bhigouney To Do! Chaand Ko, Rukh Sarey Baam Dhouney To Do! Inkey Cheyhroun Pai Rungat Nayee Aayegi; Haath Mein, Khaak Key Kuchh Khilouney To Do !!
Zeest Kaa Sard Falsafaa Hai Tu! Koun Kahtaa Hai Be-Wafaa Hai Tu? Raqeeb Hai Woh, Magar Gair Naheen ! Bey-Wajah Yun Hi Kyon Khafaa Hai Tu? Uski Murzee Hai Woh Aaye, Jaaye ! Itna Kafee Hai Be Wafaa Hai Tu!!
Kya Is Dil Mein Chupa Rakha Hain Tune Zindagi Ki Haseen Tasveeren Kya Mehka Rakhi Hain Tune Un Yadon Ki Maheen Lakeren Jo Dil Ko Ek Ehsas Deke Badan Mein Sama Jaatin Hain Jinhe Yaad Karte Hi Hoton Ki Khil Uthti Hain Takderen
Gali Mein Chale To Aaye Hain Teri Tere Dar Tak Aaya Par Nahi Jaataa Bhul Ke Woh To Sab Baith Gayi Par Hamse Wo Sab Bhulaya Nahi Jaataa
Roshni Se Nafrat Ho Jati Hai Aur Andhere Se Pyar, Aisa Hi Hota Hai, Jab Bichhadta Hai Kisi Ka Yaar Jab Apna Saaya Bhi Daravana Lagta Hai, Jab Apni Dil Ki Dhadkan Bhi Shor Sunai Deti Hai, Khoya Pyar Woh Hota Hai Jab Tanhai Jaan Leti Hai
Karte Hai Sab Se Itni Mahobbat, Ki Maut Bhi Hame Raaz Naa Aai… Mila Hai Sabse Itna Dhokha, Ki Ye Zindagi Bhi Hame Raaz Na Aai
Baad Teray Mujko Appnayega Koun Jakmo Per Marham Lagayega Koun Khuda Ke Raza Yahi Thi Deewana Dil Ko Yea Baat Samjhayega Koun.
Jab Bhi Jee Chahe Paas Aate Ho.. Jab Bhi Jee Chahe Dil Se Khel Jaate Ho.. Jab Jee Chaha Pyar Kiya.. Jab Jee Chaha Rula Diya..
Darr Lagta Hai Aaj Mehfil Mein Jaa Kar Logon Se Mukhaatib Hone Mein, Sochta Hun Kahin Phir Na Chalak Pade Yeh Aasoon Bhari Mehfil Mein. Aaj Raas Nahi Aati Humein Yeh Ishq Mein Madhosh Dilwalon Ki Mehfilen, Diljale Hain Hum To Ab Bus Dhoondte Hain Har Waqt Diljalo Ki Mehfilen.
Dard Haasi Intezaar Yan Ibaadat Yeh Sab To Ishq Ke Pehlu Hi Hai, Ishq Mujhe Kisi Bhi Roop Mein Mila Ho Yeh To Mera Mazhab Hi Hai. Kaun Naadan Kehta Hai Ke Usne Kabhi Mujhse Mohabbat Nahi Ki, Woh Bewafaa Hi Saahi Magar Bewafaai Bhi To Ishq Ka Pehlu Hi Hai.
Lok Sochdey Hassda Han , Par Andron -Andron Marda Han , Kayi Dukh -Taqleefan Dil Vich Ne, Par Ijhaar Karan Ton Darrrdan Han, Reh Na Jaavan Kise Layi Majaak Ban K, Tahion Kalla -Kalla Rehnda Han Bas Kalla- Kalla Rehnda Han
Tere Bina Ye Dil Khain Lgta Nhi Hai, Bhlane Se Bhi To Bhlta Nhi Hai. Ab To Aa Jaoo Ek Jhalak Dikhlane, Smbhale Se Bhi Dil Ab Smbhlta Nhi Hai.
Shiddat-E-Dard Ne Mehroom Kiya Lafzon Se Humein Hale-E-Dil Tum Ko Sunaaein To Sunaye Kaise Dil Mein Chupa Rakhi Hai Tasweer Teri , Kaho Dil Ko Jalaaein To Jalaaein Kaise
Chehre Pe Hai Khushi Ka Nakab, Dil Mein Dardon Ka Sailab, Hum Phir Bhi Jeeye Jaa Rahe Hai….. Teri Yaadon Ke Sahare, Har Gum Peeye Jaa Rahe Hai.
Lab Pe Muskaan Ko Liye Ae Dil, Kandhon Pe Laash Apni Dhote Hein Is Bhare Sheher Me Ham Dard-E-Sush, Jo Na Paaya Use Bhi Khote Hein
Ic Jamane Me Mera Koi Hum Dard Nahi . Tu Bhi Na Cahe To Koi Harj Nahi . Kabhi Thokar Kabhi Ansu Kabhi Ruswaiyan Mili . Ab Kaise Kah Du Ki Ye Mera Dard Nahi .
Aaj Tak Humne Chupaya Us Raat Ko Aaj Tak Humne Chupaya Us Baat Ko. Aaj Tak Humne Tumhe Bhulaya Nahin, Yaad Kara Raha Hoon Woh Pehli Barsaat Ko.
Dua Hai Rab Se Ki Teri Raho Main Hamesha Roshni Ho Jab Kabhi Teri Raho Main Andhera Ho To Rab Mujko Zala Ke Ujala Kare
Koie Bichad Na Chahe Tu Kaise Rok Sakte Hai Hum, Koie Dur Jana Chahe Tu Kaise Pass La Sakte Hai Hum, Milna Milana Tu Kismat Ka Khal Hai, Agar Kismaat Hi Rooth Jaye Tu Kiya Karsakte Hai Hum.
Koi Dil Ke Karib Hokar Bhi Anjan Hai, Pyar Ke Is Sagar Mein Bhi Har Lamha Bejan Hai. Aisa To Kuch Manga Bhi Nahi Tha Humne, Fhir Kyun Ye Zindagi Pal Pal Le Rahi Imtihan Hai.
Kyon Dil Mein Base Ho Tum Kyon Rulakar Bhi Hasate Ho Tum Hum To Bhulana Chate Hain Tumhe Par Kyon Se Juda Nahi Karsakte Tumhe?
Ayyam Ki Gardish Ne Sataya Hai Bahut Humko Gamedaura Ne Rulaya Hai Bahut Bujhti Hi Nahi Mere Dil Ki Pyaas Ashkon Ka Samunder To Bahaya Hai Bahut.
Tum Humye Chahoo Gae Yunhe Hum Rahey Na Rahey Hum Tumhe Hi Pyar Kare Gae Humysha Ya Zindagi Rahey Na Rahey Pyar Ki Kashish May Behte Chaley Gaye Hai Na Jane Kab Say Is Ruhh Ko Aadat Se Hai Tumhre Sath Rahne Ki Na Jane Kab Say
Chal Pare Hum Bhi Us Raah Pay Sabhi Pyar Keh Tay Hai Jisay Kaha Logo Nay Bohot Jalan Ho Gi Kya Jaane Woh Is Jalan May Kya Maza Hai