Kitna aaram hai mere gher sabistan main






Related SMS
- Mat chaho kisi ko itna ka khud
- Bin tere meri jindagi mai tanhaai aur
- Be gunahi pe bhi sar mera jhuka
- Unhe paane ki aas is dil ne
- Sab kuch khoo ke humne jisko paaya
- Bar koi dil mein dard de
- Gaye mohabbat to syasat ka chlan chod
- Ankhon ka barasna tum kya jano dil
- Badh mudat kay hassen fizza aaie hai
- Wafa jin se ki bewafa ho gaye
- Jo waqt aaya jalne ka fir se
- Ashkon se likhi hamari eh kahani mohabbat
- Kaisey mein jaauun kaheen chhorh desh ghar dwaar
- Wada to karte hai yeh karke nibha
- Wadaa woh kar gaye the suno mujhse
- Bhigati hai unaki palken ashkon se to
- Sapne me tum aaye ijhar mene kar
- Dil ka zakhm zuban par laaya nahin
- Bhul gaya rasta registaan main to kya
- Lahron mein doobtey rahe darya nahi mila
- Dost dosti or dostanayeh sab aajkal hain
- Intezaar ker rahi hukya karti rahugi asse
- Kya aasmaan mein baadal khatam ho gaye
- Haar jaane par bhii hausla kam naa
- Khushi se vaasta kya rakhna jab gamo
- Nahii milte yaha mohabbat dilwalo ko kabhii
- Kal raat unka tabsum thaa itna ki
- Hume jise chaha bhee us se izhaar
- Insano ne mujhe khaulte tel mein dal
- Aaj kii khamosh raat koi qayaamat se
- Dhoondta hain dar b dar bichhre huye yaar ko
- Kuhasa aasmaan per chha raha hain aur
- Zeest kaa sard falsafaa hai tu koun
- Marne ke baad kuchh is tarah bharri
- Aaj phir dil se awaaz aai hain
- Hum se shair sunoge hamare mai bahut
- Zindgi ko dekhna hai to khud jala
- Nasib hi jab mera daga de gaya
- Kuch na kisi se kah lenge hum
- Un ke ankhe thi ek sumandar maein
- Gum kee aahat naa aaye apke dar
- Baal faila kar jab koi mehbooba kabar
- Khuda ka pata mile na khabar yaar
- Koi chahta hai batata hai rulata to
- Maan baap hamesha kis ke saath rahate hain
- Hamar asme jaban inn maujhon ke raolon
- Yaadon ke samunder se baahar aake haqeeqat
- Maine dil se pyar kiya hai tera
- Bagawat kisi insaan se nahin uske khyalat
- Kabhi dildaar dil hi mujhe mazboor kartaa
- Raftaar se ab tak kisko kya haasil
- Ek parinde ka dard bhara fasana tha
- Sach kehte hain ye shayar yeh haseen
- Tanha chhod kar humko honsla bhi dete
- Naseeb par zindagi kheli jaati hai haathon
- Wo muskurana aapka haya se nazren jhukana
- Dua hai aap hamesha muskurana ankhon mein
- Too samajhti hai tere sitam se main
- Main dar raha hoon izhar ke anzam
- Her sahkhs aaj ashiq hota shakhs shayer
- Mere ansoon meri ankhon ka sringar hoga
- Arson se ik paigam likh raha hoon
- Logon se keh do ki vo meri
- Takdeer se main sataya gaya hun dosti
- Chaha to zindagi se bahut kuch magar
- Humari bebasi ko mazaak banate gaye ek
- Dil ki kya sunao dastan kanton se
- Mere dil ki mahfil mai teri yaado
- Hawa mein kho gaaye hai voh pal
- Dil jalta hai aur dhuaa uthata hai
- Raaj hai meri jindgi ka ki tadap
- Tera aana do pal ka din bhar
- Ane kyon ye dil jhoot per aitbar
- Woh nahi milti fir bhi intezaar kyu
- Usko kya saaza dun jisne muhabbat mein
- Kabil tareef nahi hain hum bas jab
- Ashkon ke kafan mein khwaishe lapetli humne
- Tanhaion ke shahar mein ek ghar bana
- Woh baat abhi baaki hai raat bhi
- Main sach kahoongi magar phir bhi haar
- Wade bhi dosto ne kya khub nibhaye
- Hum ne thokar khaa kar chalna seekhaa
- Yeh ajeeb hai mohabbat ke zamanna janta
- Meri wafaon ka ye silsila hoga teri
- Dard kitna hai bataa nahi sakta zakham
- Neend to use aati hai shan jo
- Gairo ne nahin humein apno thukraya hai
- Yahan sirf mein aur meri tanhai hai
- Is dil mein hai tere pyar ka
- Khaber dil ki jara rakhte nahin aur
- Tere joote vade ko hi sath lekar
- Sahil e nazar nahi aur yeh zindagi gum mein
- Apni haseen kam gahri palkon par khwab
- Hume kya khabar thi teri ulfat mein
- E jindagi jindagi ye kya waqt hai
- Ab aur main kaya kahun apne aap
- Wo jo mila hi nahi abtak us
- Tera diya hua dard bhi ajeeb hai
- Teri mohabbat pe shak nahi mujhe wafau
- Chot khaa ke bhi tasali kar lete
- Tumko dikha sake apna haal isliye sapno
- Dil ke zakhmon koi shayri kahe to
- Ye mera dard e dil hai mujh tak dard
- Ghar me ek aaina hai kaise kahe
- Ya raab gam e hijra mein itna to kiya
- Is jahan mein nahi milta dil ko
- Kuch loag jinhen bhool ker hum khush
- Barsoon main pirooee huee zanjeer hay apni
- Tujhko kho kar bhi na hoga khatam
- Na dekho khwaab itnay suhanay k yeh
- Pyar ne tere mujko yeh ehsaas dilaya
- Pyar me dhoka khaya humne aur aap
- Suna tha ki pyar se patthar bhi
- Bhulne waale hume bhul jaate hai dil
- Mere ajeej mujhse ajab sawal puchte hai
- Mohabbat karne ka mujhai tune yeh dard
- Aye yaar khwaaboun ko haqeeqat mut sumujh
- Zindagi jeete huey ghutan mahsoos hoti hai
- Woh aie the to ajnabi gaie jaan
- Itna mushkil na tha ye zindagi ka
- Mohabat kehte hain sab log lekin
- Hum aas lagaye rehtay hain tum dil
- Mere insaan hone ki gurur nahin hai
- Jiske liye jite hai hum ajj usko
- Uthte ruk jate hai kadam unki raho
- Gairo ki chhodo tumne kya diya hume
- Ab na khaka ubhrega is dil ki
- Jab se teri khushboo meri saans mehkaati
- Ae dil palat ke dekh naa jaate
- Kaash ye meeloon k faasle na hote
- Jab bhi chahe mere khyalon mein chali
- Diya hai dard inn mushkilo ne mujhe
- Bata to doo k humien chorh kar
- Phul ho ya karte zakham dono hi
- Meri aankhon se koi mujhe dekh raha
- Tu badli lakh war aasi ik vaar
- Khushi main phool ki jaaanib abhi badhaaa
- Dua hai rab se ki teri raho
- Kyun diyaa mujhe pyaar mein tune dhokha
- Waqt ka aagar jo hume sahara hota
- Pyaar pa saku uska meri kismat nahi
- Hum ne jise chahaa wo bewafaa nikle
- Maine poonchha kya hua woh aap ka
- Zindaagi kii har aarzoo mukmal ho khuda
- Dil ko jala kei main likhta hoon
- Main aksar pura sa nazar aata thaa
- Tujhse dil lagake bahut pachhta rahen hai
- Jid karna meri aadat naa thii mila
- Aaj fir zindgi udas hai pass hokar
- Har dil me gharaz ek khwahish hai
- Chot to dil ko khane ki aadat
- Rona kaun kambakht chaahta hai yeh to
- Dhoka kyu diya tujh per aitbaar bahut
- Aankho se ashq bah rahe hai par
- Apka intezar karne ko hum umar bhar
- Gum ke saaye mein pale hai hum
- Zindagi mein jeena hai tu pyar zaroor
- Dhundhati hai tujhe koo meri yeh nazar
- Jo bharta nahin woh zakhm diya hai
- Lahoo mein rang ki soorat basa hai
- Hu naa main badeljo garez ker khamush
- Tere ishq mein jab jee raha tha
- Aagse nata narise rista kahe maan samajna
- Ghayal dil ka fasana to sun kar
- Shayad yahi nasib mein hain tere pyar
- Haseen the woh pal jo sang guzare
- Tarpa gai rula humain pyar sikha us
- Galat hum bhi thegalat vo the phir
- Mangi thi mohabbat wo dil ko aahee8217n
- Kisi ko bhi chaho bas hadon se
Mat Chaho Kisi Ko Itna Ka Khud Ka Vajood Mit Jaye, Mat Karo Kisi Ka Aitbaar Ki Khuda Se Aitbaar Chut Jaaye, Yahan Koi Nahi Samajhta Sachche Pyaar Ki Ahmiyat Ko, Rakh Keval Uski Vaqhat‚Â Jisme Tujhe Apna Aqs Najar Aaye
Bin Tere Meri Jindagi Mai Tanhaai Aur Sannate Kyu Jo Na Smajh Sake Meri Chaaht Ko Hum Apne Gum Unse Baate Kyu Log Kehte Hein Ki Wafaa Ki Raaho Par Bus Ful Milaa Karte Hai To Aaj Chal Ke Unhi Raaho Par Ya Khudaa Mere In Pairo Mai Aaj Ye Kaante Kyu
Be Gunahi Pe Bhi Sar Mera Jhuka Rahta Hai Kaun Hai Meri Tarha Mere Siwa Sharminda Log To Apne Kiye Pe Bhi Nahi The Nadim Aur Main Kuch Bhi Na Karne Pe Raha Sharminda
Unhe Paane Ki Aas Is Dil Ne ChhodI Bhi Nahi Kasam Unhone Di Humne Todi Bhi Nahi Hum Mar Rahe Hai Unke Pyaar Mai Pal Pal Aur Unhe Humaari Fikkr Thodi Bhi Nahi”
Sab Kuch Khoo Ke Humne Jisko Paaya Tha Apni Maut Ka Samaan Woh Hi Laaya That Dete Hain Tasalli Ab Ye Keh Ke Farishtay Ke Teri Laash Ko Jalane Woh Bhi Aaya Tha
Bar – Bar Koi Dil Mein Dard De Jata Hai, Nadan Dil Phir Bhi Muskrata Hai , Zakham Hi Zakham Mile Jis Rishte Se Humein, Jane Kyon Wahi Rishta Dil Phir Apnana Chahta Hai.
Gaye Mohabbat To Syasat Ka Chlan Chod Dia.. Hum Ager Pyaar Na Kertey To Hakumat Kertay.
Ankhon Ka Barasna Tum Kya Jano Dil Ka Tadapna Tum Kya Jano Tum Ko Tu Aadat Hai Dilon Se Khelne Ki Muhabbat Main Mar Mit Jana Tum Kya Jano
Badh Mudat Kay Badh Hassen Fizza Aaie Hai Hotow Par Phir Teere Salamti Ki Duya Aaie Hai Ek Umar Hoie Hai Tuzsay Bichray Hooie Teere Salamti Ki Labow Pay Duya Aaie Hai
Wafa Jin Se Ki Bewafa Ho Gaye, Chhod Key Hummra Saath Kisi Aur Ke Saath Ho Gaye Dukh Es Baath Ka Nahi Key Us Ney Haaa Nahi Ki Dukh To Es Baath Ka Hein Key Us Ne Naa Bahi Nahi Ki
Jo Waqt Aaya Jalne Ka Fir Se Khamosh Thi Meri Zindagi, Jis Yakeen Ka Bhi Kiya Quatl Shameem Meri Hamsafar Thi Meri Zindagi
Ashkon Se Likhi Hamari Eh Kahani Eh Mohabbat Our Iss Ke Meharbani Ekk Ekk Kissa Kis Kis Ko Samjhani Tumhari Eh Bawafai Kee Zindagani Khun Se Rang Ke Hum Ko Hain Bitani !
Kaisey Mein Jaauun Kaheen Chhorh Desh, Ghar-Dwaar? Gruhlakshmee Ka Aap Kee Sir Par Hai Guru Bhaar
Wada To Karte Hai Yeh, Karke Nibha Nahi Sakte Yeh Woh Buzdeel Hai, Jo Sar Ko Kata Nahi Sakte.
Wadaa Woh Kar Gaye The Suno Mujhse Shaam Ka Kaise Katenge Chaar Pahar Intezaar Ke Kiya Tha Wadaa Ki Aayenge Woh Chiraagh Jale, Tamaam Raat Chiraaghon Se Dil Ke Daagh Jale
Bhigati Hai Unaki Palke.N Ashko.N Se To Dil Me Ek Shikayat Si Hoti Hai, E Khuda Kyo Banaya Tune Aasma, Jiske Sath Shabnam Bhi Roti Hai.
Sapne Me Tum Aaye Ijhar Mene Kar Diya Tumne Bhi Ha Kar Di Hum Ne Tum Ko Pa Liya Fir Sapna Aesa Tuta Jese Kanck Ki Diwar Thi Tumne Hath Chuda Liya Me Tanha Reh Gaya
Dil Ka Zakhm Zuban Par Laaya Nahin Karte, Hum Apni Aankhon Se Aansoo Bahaya Nahin Karte, Zakhm Kitne Hi Gehre Kyon Na Ho, Hum Apne Honton Se Muskurahat Hataya Nahin Karte.
Bhul Gaya Rasta Registaan Main To Kya Meri Taqdir Main Shyad Koi Kami Hain Registaan Main Naa Miltaa Ho Paani Magar Meri Palko Main Baarish Kee Nami Hain
Lahron Mein Doobtey Rahe Darya Nahi Mila, Tumse Bichad Ke Phir Koi Tumsa Nahi Mila. Kuch Log Thodi Der To Ache Lagey Magar, Hum Jiske Ho Sakein Koi Aisa Nahi Mila.
Other Popular Dard Bhari Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Dost Dosti Or Dostana,Yeh Sab Aajkal Hain Sabka Kehna Par Agar Ise Jehen Main Laya Jaya To Hain Bahut Mushkil Par Phire Bhi Tum Na Ghabrana Chalna Dosti Ki Rah Par Nibhana Dosti Dosto Ke Sang Kabhi Na Kabhi Ayenge Hum Bhi Tumhre Sang
Intezaar Ker Rahi Hu,Kya Karti Rahugi, Asse Kuchh Tao Jawab De. Dil Udas Tha Kal,Yeh Aaj Bhee Udas Hain, Yeh Kab Tak Rehega,Kuch Tao Jawab De
Kya Aasmaan Mein Baadal Khatam Ho Gaye Hain, Jo Khuda Tune Baadalon Kii Jagah Meri Aankhoon Se Baarish Kar Di Hain Kya Suraj Mein Aag Khatam Ho Gayi Hain, Jo Tune Roshni Karne Ke Liye Mere Dil Mein Aag Laga Di Hain
Haar Jaane Par Bhii Hausla Kam Naa Ho Chot Kha Ke Bhii Muskuraa Deejiye
Khushi Se Vaasta Kya Rakhna Jab Gamo Kii Gaharaiyo Mein Doob Gaye ; Aap Ke Dil Se Kya Vaasta Rakhna Jab Aapki Inkari Se Hum Doob Gaye
Nahii Milte Yaha Mohabbat Dilwalo Ko Kabhii To Kyon Mohabbat Mein Diwana Banaya Kartee Hain Nahii Nihba Sakte Sath To Kyon Nazare Milaya Kartee Hain
Kal Raat Unka Unka Tabsum Thaa Itna Ki Neend Aayi To Ankhon Ne Bura Maan Liya Unki Yaadon Ki Adat Si Ho Gayi Thi Maut Aayi To Sanson Ne Bura Maan Liya.
Hume Jise Chaha Bhee Us Se Izhaar Karna Na Aaya Kat Gayi Saari Umar Hume Pyaar Karna Na Aaya Usne Maanga Kuch Bhee To Judai Maangi Aur Hume Inkaar Karna Na Aaya
Insano Ne Mujhe Khaulte Tel Mein Dal Diya, Auron Ne Kya Khuda Ne Bhii Mere Saath Chhal Kiya, Jis Bhii Ghar Mein Gaya Main Sar Chipane Ko, Har Wo Ghar Hii Poora Jal Gaya
Aaj Kii Khamosh Raat Koi Qayaamat Se Kam Nahii Suna Hain Us Bewafa Ko Koi Khushi Naseeb Nahii, Puchte Hain Sab Ke Hum Jashn Manate Kyu Nahii, Ab Kya Kahein Ke Unjaise Bemurawat Hum Nahii
Dhoondta Hain Dar-B-Dar Bichhre Huye Yaar Ko Koi To Samjhao Dil-E-Beqaraar Ko Naqsh Bhii Kyon Rahe Jahaan Mein Imaan Kaa Funk Daalo Duniya Waalo Mere Mazaar Ko
Kuhasa Aasmaan Per Chha Raha Hain Aur Hum Chup Hain Andhera Dhoop Ko Dhamka Raha Hain Aur Hum Chup Hain
Zeest Kaa Sard Falsafaa Hai Tu! Koun Kahtaa Hai Be-Wafaa Hai Tu? Raqeeb Hai Woh, Magar Gair Naheen ! Bey-Wajah Yun Hi Kyon Khafaa Hai Tu? Uski Murzee Hai Woh Aaye, Jaaye ! Itna Kafee Hai Be Wafaa Hai Tu!!
Marne Ke Baad Kuchh Is Tarah Bharri Parah Main Dostoon Par Ke Mera Janaza Kabarstan Pohcha Kanda Badal Badal Kar
Aaj Phir Dil Se Awaaz Aai Hain Iss Liye Humne Ye Shayari Bnai Hain Aapko Bhulane Kee Koshish Kaise Karen Hum Nas Nas Mein Teri Yaad Samaai Hain
Hum Se Shair Sunoge? Hamare Shair Mai Bahut Tadpan Hai, Aankhon Se Aansun Aajaenge, Hamare Shair Mai Woh Chubhan Hai
Zindgi Ko Dekhna Hai To Khud Ko Jala Kar Dekho Soye Hue Armaano Ko Jaaga Kar Dekho Na Zindgi Ho Jaaye Tumhari To Kahna Per Ek Baar Gumo Ko Dil Se Laga Kar To Dekho
Nasib Hi Jab Mera Daga De Gaya Kya Chaha Tha Mene, Ye Kya De Gaya Mene Toh Khushi Maangi Thi, Bas Pal Do Pal Ke Liye Wo Meri Aankhon Ko Gumo Ka Jahan De Gaya
Kuch Na Kisi Se Kah Lenge Hum Yaad Teri Ayi To Rolenge Hum Neend To Hum Ko Kiya Aayegizalim Ha Maut Agar Ayi To Zarur Solenge Hum
Un Ke Ankhe Thi Ek Sumandar Maein Bar Bar Dubke Dekha Dam Nikalte Nehi Koi Jism Nehi Nazarme Hazaro Ankhe Hai Charo Taraf.
Gum Kee Aahat Naa Aaye Apke Dar Par Pyaar Ke Samandar Kaa Aap Kinara Ho Bhool Se Tapke Aapki Aankh Se Jo Aansoon Use Thaame Who Jo Aapko Sabse Pyara Ho
Baal Faila Kar Jab Koi Mehbooba Kabar Par Roti Hain Tab Mehsoos Hota Hain Ke Mout Kitni Haseen Hoti Hain
Khuda Ka Pata Mile Na Khabar Yaar Ki Mile Dushman Ko Bhi Na Aisi Saza Pyar Ki Mile Door Nigaahon Se Anso Bahaata Hai Koi Kaise Na Jaon Main Mujh Ko Bulata Hai Koi!
Koi Chahta Hai Koi Batata Hai, Koi Rulata Hai To Koi Hasata Hai, Mohabat Ko Har Kisi Ko Kisi Se Hai, Fark Itna Hai Koi Aazmata Hai Or Koi Nibhata Hai. By Mandhari “Kaleshi”
Maan-Baap Hamesha Kis Ke Saath Rahate Hain, Kuchh Samaya Zameen Pe Baki Dil Mein Rahate Hain. By Pramod Kumar Sharma
Hamar Asme Jaban Inn, Maujhon Ke Raolon Se Nahin Darta, Jaante Hain Ki Bala Se Door Hai, Mohabbat Ki Manzil Aur Manzil Se Door Hain Hum. By K K Singhaa
Yaadon Ke Samunder Se Baahar, Aake Haqeeqat Ko Pahachaan. Dono Haathon Ko Kaam Me Le, Tab Khuda Hoga Meharbaan. By Pramod Kumar Sharma
Maine Dil Se Pyar Kiya Hai, Tera Kitna Intezar Kiya Hai, Tujhe Kitna Yaad Kiya Hai, Khud Se Jyada Aitbaar Kiya Hai. By Jakhmi Shayar “Sagar”
Bagawat Kisi Insaan Se Nahin, Uske Khyalat Se Hoti Hai. Chot Jab Dil Pe Padti Hai, Aankhon Se Nafrat Ban Ke Nikalti Hai. By Pramod Kumar Sharma
Kabhi Dildaar Kabhi Dil Hi, Mujhe Mazboor Kartaa Rahaa. Es Haath To Kabhi Us Haath, Katputli Saa Nachaata Rahaa. By Pramod Kumar Sharma
Raftaar Se Ab Tak Kisko Kya Haasil Hua Hai, Raftah-Raftah‚Â Chalne‚Â Wala Kamyab Hua Hai. By Pramod Kumar Sharma
Ek Parinde Ka Dard Bhara Fasana Tha Tute The Pankh Or Udte Hue Jana Tha Tufan To Jhel Gya Par Hua Ek Afsos Wahi Daal Tooti Jispe Uska Ashiyana Tha
Sach Kehte Hain Ye Shayar, Yeh Haseen Jinke Dil Mein Rehte Hain, Ye Unhi Ki Jaan Lete Hain. By K K Singhaa
Tanha Chhod Kar Humko Honsla Bhi Dete Ho, Saans Chheen Kar Jine Ki Dua Bhi Dete Ho. Ek Taraf Judai Ka Gam Bhi Jaari Hai, Aur Muskarane Ka Mashwara Bhi Dete Ho. By Sunil Saini
Naseeb Par Zindagi Kheli Jaati Hai, Haathon Ki Lakeeron Par Taqdeer Paye Jaati Hai, Khush Qismaat Hote Hain Woh, Jin Ke Diloon Main Doston Ki Tasveer Paye Jaati Hai. By‚Â Anand
Wo Muskurana Aapka, Haya Se Nazren Jhukana Aapka. Bahot Yaad Aata Hai, Wo Ruthna Manana Aapka. By Sahil Verma
Dua Hai Aap Hamesha Muskurana, Ankhon Mein Kabhi Nami Na Lana, Zindagi Ki Rahon Mein Kuch Kaante Ho To Batana, Hum Hath Rakh Denge Aur Aap Nikal Jana.. By Shubham Sharma
Too Samajhti Hai Tere Sitam Se Main Toot Jauoonga. Main To Pagal Hoon Gam Mein Bhi Muskurauoonga. By Sahil Verma
Main Dar Raha Hoon Izhar Ke Anzam Se, Chahaton Ka Kaise Najara Wo Karen. Main Sochta Hoon Unki Nigahen Kuchh Kahen, Shayad Wo Sochte Hon Pahle Ishara Wo Karen. By Sahil Verma
Her Sahkhs Aaj Ashiq Hota, Her Shakhs Aaj Shayer Hota. Sharabi Na Kahata Shaher‚Â Humko, Ager Her Mohalle Mein Urka Ghar Hota. By Sahil Verma
Mere Ansoon Meri Ankhon Ka Sringar Hoga, Mujhe Gam Na De Mere Dil Ka Karar Hoga, Jisne Kheli Hai Patthro Se Umar Bhar, Woh Bhala Sise Se Kya Bejar Hoga. By Gopal Shaw
Arson Se Ik Paigam Likh Raha Hoon, Ya Mere Katil Tujhko Salam Likh Raha Hoon. Dil Diya Tha So Tod Diya Toone, Ab Tukde Bhi Vasiyat Mein Tere Nam Likh Raha Hoon. By Sahil Verma
Logon Se Keh Do Ki Vo Meri, Taqdeer Se Jalna Chhod De…. Are Hum To Vo Badnaseeb Hain, Jo Agar Kaffan Ki Dukaan Khole, To Log Marna Chhaod De… By Dactor “Dardi”
Takdeer Se Main Sataya Gaya Hun, Dosti Mein Har Tarah Se Main Rulaya Gaya Hu. Aaj Hum Gam Ke Musafir Hai, Magar Aisa Nahi Tha Main Aisa Banaya Gya Hun
Chaha To Zindagi Se Bahut Kuch, Magar Tujhe Pane Ki Ek Pyas Si Reh Jaayegi, Chah Kar Bhi Tujhe Pa Na Sakenge Hum, Bus Teri Meethi Si Yaad Reh Jaayegi-Â…
Humari Bebasi Ko Mazaak Banate Gaye Ek Hum The Jo Phir Bhi Muskurate Gaye Sar-E-Bazar Bik Raha Tha Pyar Humara Aur Ek Woh The Jo Humari Kimat Girate Gaye
Dil Ki Kya Sunao Dastan, Kanton Se Bhari Yeh Zindgani Hai. Kabhi Socha Na Tha Pyar Mein Aise Hota, Kabhi Socha Na Tha Yeh Dil Choor Choor Hota Hai.
Mere Dil Ki Mahfil Mai Teri Yaado Ka Yu Sarik Hona, Jaise Tere Aksar Na Hone Per Har Lamha Mere Karib Hona, Ye Zindagi Us Khuda Se Khuch Or Na Chahe Ki Mere Mukadder Mai Tera Nasib Hona
Hawa Mein Kho Gaaye Hai, Voh Pal Nahi Milenge, Sayh Liye Hai Duriya, Thora Aur Sayh Lenge, Lekin Ab Milaana Hoga Hume Har Janam Mein, Ya Toh Kasam Unse Hum Dushmani Kar Lenge.
Dil Jalta Hai Aur Dhuaa Uthata Hai, Yaad Jalim Tumhari Jaati Nahi Seenese Dil ne Kaha Sahara Le Sharab Ka, Yaad Kum Nahi Hui Jam Pe Jam Peenese
Raaj Hai Meri Jindgi Ka Ki Tadap Mera Nasib Hai Mere Dil Main Tum Ho Tumhare Dil Main Koi Aor Hai
Tera Aana Do Pal Ka Din Bhar Intezar Karata Hai. Aate Hi Tera Lout Jaana Kitna Hume Tadpata Hai.
Ane Kyon Ye Dil Jhoot Per Aitbar Karta Hai Tum Ayogi Nahi Phir Bhi Intezar Karta Hai
Woh Nahi Milti Fir Bhi Intezaar Kyu Hai Uskey Liye Yeh Dil Be-Karaar Kyu Hai Waisey To Duniya Mein Kafi Chizey Pyari Hai Fir Joh Nahi Milta Usi Sey Pyar Ku Hai
Usko Kya Saaza Dun Jisne Muhabbat Mein Humara Dil Tor Diya Gunah To Humne Kiya Jo Uski Baanton Ko Muhabbat Ka Rang Diya
Kabil Tareef Nahi Hain Hum Bas Jab Aankhen Hoti Hain Num To Bas Rukh Jaate Hain Kadam Aur Chal Parti Hai Kalam
Ashkon Ke Kafan Mein Khwaishe Lapetli Humne, Tumhari Yaad Mein Jaan Shyar To Na Ban Sake, Magar Kagaj Ke Chand Panno Mein Jindagi Lapetli Humne.
Tanhaion Ke Shahar Mein Ek Ghar Bana Liya Ruswaiyon Ko Apna Muqadar Bana Liya Dekha Hai Yahan Patharon Ko Pojte Hain Log Bas Isliye Apne Dil Ko Pather Bana Liya
Woh Baat Abhi Baaki Hai Raat Bhi Abhi Baaki Hai Baat Baat Bhi Na Thi Woh Saath Kyon Na Thi
Main Sach Kahoongi Magar Phir Bhi Haar Jaaongi Wo Jhoot Bolega Aur Lajawaab Kar Dega Meri Tarah Se Kaun Hai Jo Zindagi Apni Tumhaari Yaadon Ka Naam Intesaab Kar Dega
Wade Bhi Dosto Ne Kya Khub Nibhaye Zakham Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye Is Se Bhadhkar Wafadari Ki Misaal Kya Hogi Ke Maut Se Pahele Dost Kafan Le Aaye.
Hum Ne Thokar Khaa Kar Chalna Seekhaa Hai Aur Hain Woh Jo Thokar Khaa Kar Girte Hain Rone Waale Ye Tujh Ko Maaloom Nahi Tere Aanso Mere Dil Par Girte Hain
Yeh Ajeeb Hai Mohabbat Ke Zamanna Janta Hai Na Main Us Ki Manta Hoo Na Woh Meri Manta Hai Koi Us Se Ja Ke Pochay Kiya Mila Ussey Bicher Ker Main Bhi Khaaak Chanta Ho Woh Bhi Khaak Chanta Hai
Meri Wafaon Ka Ye Silsila Hoga. Teri Purchaiyon Se Bhi Juda Mera Nissan Hoga. Apni To Adat Hai Rahe E Zindagi Mein Tanha Chalne Ki. Kafilon Ka Karwan To App Ka Hoga.
Dard Kitna Hai, Bataa Nahi Sakta Zakham Kitna Hai, Dikha Nahi Sakta Ankhon Se Samajh Sako To Samajh Lo Gire Hai Kitne Ankhon Se Moti, Gina Nahi Sakta
Neend To Use Aati Hai Shan Jo Raaton Main Kaalik Ko Dhoondte Hain, Apni To Ye Haalat Hai Ki, Darakht Ke Saaye Mein Bhi Azaab Nazar Aata Hai.
Gairo Ne Nahin Humein Apno Ne Thukraya Hai Gum Ne Nahin Humein Khushi Ne Sataya Hai Tanhai Ne Nahin Mehfil Ne Humein Rulaaya Hai Maut Ne Nahin Zindagi Ne Humein Maara Hai
Yahan Sirf Mein Aur Meri Tanhai Hai Kisi Unjaane Jurm Ki Meine Yehi Saza Paayi Hai Har Din Yaadon Ki Barsaat Har Raat Parchaiyon Ki Baraat Kismet Ne Meri Yeh Haalat Banai Hai
Is Dil Mein Hai Tere Pyar Ka Gum Kyon Ho Jati Hai Teri Yaad Mein Yeh Aankhein Nam Hai Is Dil Ko Teri Zaroorat Sanam Jab Dur He Rahana Tha To Kyon Mile The Hum
Khaber Dil Ki Jara Rakhte Nahin Aur Dill Mein Rehte Hai, Use Menjil Se Nawakif Hai Jes Menjil Mein Rehte Hai, Hajaro Hesrate Wo Hai Jo Rokye Nahen Rukti, Bahut Armaan Aayse Hai To Dill Kye Dill Main Rehte Hai
Tere Joote Vade Ko Hi Sath Lekar Hum Apni Zindagi Guzar Lete Ruk Jata Aaj Marne Se Deewana Ager Zoota Hi Hume Pyre Dete
Sahil-E-Nazar Nahi Aur Yeh Zindagi Gum Mein Kho Rahi Hai Ay Raat Terey Kitney Kinarey Hain Aur Ek Tu Hi Humein Doobo Rahi Hai
Apni Haseen Kam Gahri Palkon Par Khwab Pirone Wali Larki Aaj Na Jane Kiyo Apne Ansoon Se Apnay Hatoon Ki Mahndi Dho Rahi Thi?
Hume Kya Khabar Thi Teri Ulfat Mein Yeh Anjaam Hoga Raah Chaltey, Yeh Din Bhi Kabhi Shaam Hoga Aap Nahi Magar Yeh Zindagi To Hai, Per Ab To Yeh Sochtey Hai Yeh Zindagi Ka Kissa Na Jaaney Kab Tamaam Hoga
E Jindagi E Jindagi, Ye Kya Waqt Hai Kya Bebasi Jo Kabhi Jite The Hamare Naam Par Aaj Unhi Ke Dil Me Itnii Berukhi?? Jab Aawaj Di Hamne Raho Me Puchhne Lage Kaun Hai Ye Ajnabee
Ab Aur Main Kaya Kahun Apne Aap Se Bhi Main Pareshan Hoon Tum Na Hona Mujh Se Khafa Main Chand Lamhon Ka Mehman Hoon
Wo Jo Mila Hi Nahi Abtak Us Ke Kho Jaane Se Dar Jaata Hai, Jamaana Kehta Hai Ke Samajhdaar Hai Wo Hame To Ye Naadan Bhi Kisi Chaand Ke Khaatir Rota Nazar Aata Hai.
Tera Diya Hua Dard Bhi Ajeeb Hai Sab Hasthe Hai Aur Main Rota Hoon Sab Raatonkon Sothe Hai Aur Dinko Jaagthe Hai Aur Main Raatonkon Jaagtha Hoon Aur Dinko Sootha Hoon
Teri Mohabbat Pe Shak Nahi Mujhe Teri Wafau Ko Bhi Manta Hu Mai Magar Tujhe Aarzoo Hai Kisi Aur Ki Ye Haqeeqat Bhi Janta Hu Mai
Chot Khaa Ke Bhi Tasali Kar Lete Hai Hum Ki Kabhi Unhein Bhi Ise Dard Ka Ehsaas Hoga Tabhi Samjhengi Who Mere Pyar Ko Jab Unko Koi Humsafar Unke Sath Na Hoga
Tumko Dikha Sake Apna Haal Isliye Sapno Mein Aksar Tumko Bulathe Hai Dard Ke Maare Yaaron Raat Bhar Hum Khud Apne Dil Ko Dabathe Hai
Dil Ke Zakhmon Koi Koi Shayri Kahe To Parwah Nahi , Dard To Tab Hota Hai Jab Koi Wah Wah Kare
Ye Mera Dard-E-Dil Hai Mujh Tak Dard Ye Rehne Do, Agar Ankho Se Paani Behta Hai To Behne Do, Waqt Ne Dil Yu Toda Muje Duniya Ne Me Hu Gham Ke Kabil Muje Gham Me Rehne Do.
Ghar Me Ek Aaina Hai Kaise Kahe Ke Thanha Hai Khud Se Hi Rooz Milte Hai Khud Se Hi Roz Bicharte Hai
Ya Raab Gam-E-Hijra Mein Itna To Kiya Hota Jo Haath Dil Pe Hai Woh Dast-E-Dua Hota Ek To Ye Ishq Ka Gam Afat Us Pe Ye Dil Afat Ya Dil Na Diya Hota Ya Gam Na Diya Hota
Is Jahan Mein Nahi Milta Dil Ko Sukoon Marna Hi Parta Hai Azaadi Key Liye Khayaalon Mein Hi Khushiyan Milti Hain Asliyat To Hai Bas Barbaadi Key Liye
Kuch Loag Jinhen Bhool Ker Hum Khush Nahin Hote Kuch Zakham Hain Bhar Jaate Hain Maloom Nahin Kiyon Har Subha Tujhe Dil Se Bhoolane Ka Hai Waada Kiya Har Shaam Mukar Jaate Hain Maloom Nahin Kiyon
Barsoon Main Pirooee Huee Zanjeer Hay Apni Ik Pal Main Na Suljhay Gee Yeh Taqdeer Hay Apni Kuch Yaadain Tumhaari Jo Kafan Ourhay Paree Hain Bas Is Kay Siwaa Aur Kiya Jageer Hay Apni
Tujhko Kho Kar Bhi Na Hoga Khatam Tera Intezaar Dil Ke Darwaaze Pe Teri Dastake Reh Jayengi
Na Dekho Khwaab Itnay Suhanay K Yeh To Phooloun Ki Tarah Hain Pul Bhur Mein Lubha Detay Hain Eik Pul Mein Murjha Jaatay Hain
Pyar Ne Tere Mujko Yeh Ehsaas Dilaya Hai Ke Pyar Ek Dhoka Hai Jisne Aashiq Ko Sirf Rulaya Hai
Pyar Me Dhoka Khaya Humne Aur Aap Kethehe Ke Bewafa Hum He Bewafa Hum Nahi Bewafa To Who Hai Jo Hum Ko Chod Ke Chale Jate Hai
Suna Tha Ki Pyar Se Patthar Bhi Pighal Jate Hain, To Hamne Aapne Pyar Ki Tapish Badha Di, Us Bewafa Pe To Kuch Aasar Na Hua Mere Pyar Ka, Aur Is Tapish Mein Maine Aapni Zindagi Jala Di.
Bhulne Waale Hume Bhul Jaate Hai Dil Se Unke Hum Nikal Jaate Hai Jab Tak Hoti Nahi Zarurat Humari Logon Ko Hum Kahan Kissi Ko Yaad Aate Hai
Mere Ajeej Mujhse Ajab Sawal Puchte Hai, Dekhke Udhaasi, Bechaini Ka Sabab Puchte Hai, Tum Toh Bewafa Na The, Phir Kyon Mili Bewafai, Kisne Dhaya Mujh Par, Yeh Gajab Puchte Hai…
Mohabbat Karne Ka Mujhai Tune Yeh Dard Deya Hai Is Dard Ki Har Saas Mei Bas Tera Hi Naam Likha Hai
Aye Yaar Khwaaboun Ko Haqeeqat Mut Sumujh Ankhein Kholeen To In Ka Saath Na Pao Gay Dil Ki Raahoun Mein Na Jana Tum Ulujh Munzil Tuk Na Pohnchay To Kahan Jao Gay
Zindagi Jeete Huey Ghutan Mahsoos Hoti Hai Jaise Aag Pe Chalte Huey Jalan Mahsoos Hoti Hai Per Ab Yeh Daur Khatam Hone Ko Aaya Hai Haan, Mujhe Maut Ki Chubhan Mahsoos Hoti Hai
Woh Aie The To Ajnabi, Gaie To Jaan Ban Kar Sanam Ko Loot Liya Hai Usnay Mehmaan Ban Kar Badnaseebi Hai Meri Ya Meri Kambakhati Hai Dil Main Jo Haan Hai, Zubaan Pay Ati Hai Naan Ban Kar
Itna Mushkil Na Tha Ye Zindagi Ka Safar Jo Toone Rukhsat Na Lee Hote Kya Kahein Ke Hamara Naseeb Hi Kucch Aisaa Tha Accha Hota Gar Tune Kuch Fursat Dee Hote
Mohabat Mohabat Kehte Hain Sab Log , Lekin Yeh To Ek Dokha Hai, Aaj Kal Ke Jamane Mein, Kaun Kisi Ka Hota Hai
Hum Aas Lagaye Rehtay Hain Tum Dil Ko Jalatay Phirtay Ho Hum Ashqoun Ko Chupaye Rehtay Hain Kyoun Aisay Puthur Dil Buntay Ho
Mere Insaan Hone Ki Gurur Nahin Hai Mujhe Dusron Ke Jajbaat Se Aksar Khelta Raha Hoon Main Mujhse Pyar Paane Ki Arzoo Nahin Hai Kishi Ki Nafrat Ke Solon Mein Aksar Jalta Raha Hoon Main
Jiske Liye Jite Hai Hum Ajj Usko Hi Rula Diya Jaan Se Pyari Apni Jaan Ka Dil Dukha Diya Soch Bhi Nahi Sakte Jiske Bina Hum Jindgi Ke Bare Mein Usi Ko Apne App Se Naraj Kara Liya
Uthte Uthte Ruk Jate Hai Kadam Unki Raho Mein Kabhi To Awo Mere Sanam Meri En Baho Mein Diya Jalaye Bethe Hai Tere Intzar Mein Jab Bhi Uthe Rosni Mile Tujhe Mere Pyar Mein
Gairo Ki Chhodo Tumne Kya Diya Hume Mere Pyar Ke Badle Har Raat Rulaya Mukhe Tu Woh Hai Jiska Hum Intzar Sada Kerte Hai Sak Kerke Mujpe Yeh Kaisa Sila Diya Hume
Ab Na Khaka Ubhrega Is Dil Ki Deewar Par Ke Teri Tasveer Banakar Kalam Ko Tod Diya Maine
Jab Se Teri Khushboo Meri Saans Mehkaati Nahin Aankhen To Band Karta Hoon Neend Par Aati Nahin
Ae Dil Palat Ke Dekh Naa Jaate Huye Unko Warna Wo Samajh Lenge Kii Tu Toot Gaya Hain
Kaash Ye Meeloon K Faasle Na Hote Darmeyaan To Hum Bhi Apne Sanam Ka Deedaar Karne Jaate Pyar K Agar Nahi To Nafrat K Bahaane Hi Sahi Kuch Nazdekiyaan Paida Karne Kuch Uljhne Suljhaane Jaate
Jab Bhi Chahe Mere Khyalon Mein Chali Aati Ho Tum Aag Meethi Si Is Dil Mein Laga Jaati Ho Tum Hazar Koshishey Tumko Bhulne Ki Karta Hoon Mein Aur Shiddat Phir Mujhko Yaad Aati Ho Tum
Diya Hai Dard, Inn Mushkilo Ne Mujhe Dard Se Maine Jana Hai Tujhe Iss Liye Dard Bhi Hai Aziz Mujhko Tujhko Hi Nahi Khud Ko Bhi Pehchana Hai Maine
Bata To Doo K Humien Chorh Kar Konsa Sagar Pa Rahe Ho Sagar To Hi Hai Meri Zindagi Bhii Ab Kisko Sagar Bana Rahe Hooo Na Jao Kahien Ke Ab To Hai Andaz E Ravan Aur
Phul Ho Ya Karte Ho Zakham Dono Hi De Dete Hai Khasiyat Yahi Hai Ki Kanto Se Mili Zakhm Waqt Ke Saath Bhar Jaate Hai Par Phulo Se Mili Zakhm Jite Ji Toh Kya Marte Waqt Bhi Saath Nahi Choorti Hai
Meri Aankhon Se Koi Mujhe Dekh Raha Hai, Meri Hasi Se Koi Anjaan Mushkura Raha Hai, Meri Saanso Se Dil Kisi Ka Dhadak Raha Hai, Meri Kahaani Sunaa Ke Koi Haal Puchh Raha Hai..
Tu Badli Lakh War Aasi Ik Vaar Vi Ni Badle Tere Wango Bedarde Assi Yaar Nahi Badle
Khushi Main Phool Ki Jaaanib Abhi Badhaaa Bhi Naa Tha Sahaara Lagzish-E-Paa Ko Abhi Milaa Bhi Naaa Tha Kuch Aaansoo Aaakay Rukay Meray Nook-E-Mishgaan Per Zubaaan Nay Naaam-E-Mohabbat Abhi Liyaa Bhi Nahi Tha
Dua Hai Rab Se Ki Teri Raho Main Hamesha Roshni Ho Jab Kabhi Teri Raho Main Andhera Ho To Rab Mujko Zala Ke Ujala Kare
Kyun Diyaa Mujhe Pyaar Mein Tune Dhokha Tum To Mere Dil Ke Pas Thee Unhe Laga Ki Intzar Mein Baitha Hun Tere Per Woh To Meri Zindaa Laash Thi
Waqt Ka Aagar Jo Hume Sahara Hota To Jamaane Se Hume Yu Gila Na Hota Ham Ne Kya Payaa Kyaa Khoya Woh Hum Jante Hai Par Kisise Kah Nahi Pate Hai
Pyaar Pa Saku Uska Meri Kismat Nahi Zindgi Hai Us Se Magar Uski Rehmat Nahi Aaj Wo Is Kadar Khus Hain Ki Shayed Use Meri Zarurat Nahi
Hum Ne Jise Chahaa Wo Bewafaa Nikle Hum Ne Sochaa Tha Kyaa Aur Woh Kyaa Nikle Dil Tod Ke Woh Chali Gayee Meraa Jaate Jaate Bhi Has Ke Nikle
Maine Poonchha Kya Hua Woh Aap Ka Husn-O-Shabaab Hans Ke Bola Wo Sanam Shaan-E-Khuda Thii, Main Naa Tha Main Sisakta Rah Gaya Aur Mar Gaye Farhaad-O-Qais Kya Unhi Dono Ke Hisse Mei Qazaa Thii, Main Naa Tha
Zindaagi Kii Har Aarzoo Mukmal Ho Khuda Isi Chahat Mein Banta Hain. Aab Khuda Bada Hain Ja Zindagii Yeh To Waqt Hi Btayega.
Dil Ko Jala Jala Kei Main Likhta Hoon Haal-E-Dil Tanhaaiyon Main Kaat Raha Hoon Main Raat Din Afsos Yeh Pata Naa Chala Ishq Kab Hua Warna Kabhi Naa Deta Main Ekk Bewafa Ko Dil
Main Aksar Pura Sa Nazar Aata Thaa Ey Sheher Tujhse Pehchaan Se Pehle, Is Beemaar Tabiyat Se Anjaan Thaa Ye Chaand Kuchh Kar Gujarne Ke Armaan Se Pehle
Tujhse Dil Lagake Bahut Pachhta Rahen Hai, Tujhe Yaad Kar Kar Ke Ansoon Baha Rahen Hai
Jid Karna Meri Aadat Naa Thii, Mila Kuch Nahi Fir Bhi Koi Chaht Naa Thii, Aaj Rota Huu Apni Taqdeer Pe Main Kahi Wo Ishq Ke Badale Mere Liye Koi Kayamat To Naa Thii
Aaj Fir Zindgi Udas Hai Pass Hokar Bhi Na Mere Pass Hai Aaj Fir Khushiyan Chali Gai Hai Mujhe Ab To Bas Maut Ki Hi Aas Hai
Har Dil Me Gharaz Ek Khwahish Hai Ummeed Ka Sagar Bharne Ki Har Shae Ki Tadapti Fitrat Me Khwahish Hai Tarakki Karne Ki
Chot To Dil Ko Khane Ki Aadat Si Ho Hi Gayi Hai Hal Pal Rone Ki Bhi Aadat Si Ho Hi Gayi Hai Lekin Jo Jazbaat The Daba Hueaaj Kyun Ubhar Aaye Hain Lekin Jo Khwab The Bhule Hueaaj Kyun Ubhar Aaye Hain
Rona Kaun Kambakht Chaahta Hai Yeh To Zakhmo Ko Dekh Kar Aankh Nam Ho Jaaye To Main Kya Karun? Hasna Chaahti Hun Sabke Saath Khushi Mein Bhi Lab Na Muskraaye Ab To Main Kya Karun?
Dhoka Kyu Diya Tujh Per Aitbaar Bahut Tha Dil Teri Chaahat Ka Talabgaar Bahut Tha, Tujhe Ne Dekhtay The Toh Dikhai Kuch Nahi Deta Tha Ab Kya Karte Ke Tujh Se Hame Pyar Bahut Tha
Aankho Se Ashq Bah Rahe Hai, Par Mai Ro Nahin Raha Dil Mein Dard Ho Raha Hai, Par Mai Ro Nahin Raha Gairo Se Ranj Kaisa, Jab Apno Se Dard Paya Ho Par Main Ro Nahin Raha
Apka Intezar Karne Ko Hum Umar Bhar Taiyar Hain, Umar Bhar To Kya Har Janm Taiyar Hai, Agar Jine Ko Mile Ek Din Apke Sath, To Apke Sath To Har Janm Marne Ko Taiyar Hai.
Gum Ke Saaye Mein Pale Hai Hum, Ek Khushi Paane Ko Tarse Hai Hum, Bewafayon Ki Duniya Mein E Ashiq, In Jazbaat Ton Ki Koi Keemat Nahi Hoti.
Zindagi Mein Jeena Hai Tu Pyar Zaroor Karna Pyar Karna Tu Yar Ka Dedar Zaroor Karna Yar Ka Dedar Karna Tu Yar Ka Aetbaar Zaroor Arna Aur Maut Ka Saya Jo Aaye Kabhi Tu Yar Ke Dupatte Ka Intezar Zaroor Karna Ki Phir Na Kehna Yaad Tu Kabhi Na Hume Karna
Dhundhati Hai Tujhe Koo Meri Yeh Nazar. Keya Hoo Gaya Hai Abb Nahi Hai Khabar. Tanhaiyon Main Rahnay Laga Hun Main. Bas Mill Jaye Kaheen Mujhe, Mera Humsafar.
Jo Bharta Nahin Woh Zakhm Diya Hai Mujhko Nahin Pyar Ko Badnaam Tune Kiya Hai Jise Maine Pooja Maseeha Bana Ke Na Tha Yeh Pata Pattharo Ka Bana Hai
Lahoo Mein Rang Ki Soorat Basa Hai Tera Khayal Mein Kis Tarha Teri Yaadon Se Faasla Rakhoon Kisi Bhi Shakhes Se Koi Gharaze Naheen Mujhe. Mein Sirf Tere Liye Sab Se Waasta Rakhoon.
Hu Naa Main Badel,Jo Garez Ker Khamush Hu Jaye, N Hu Veh Patang Shma Per Jo Shaheed Hu Jaye, Mey Hu Rakh Key Dheyr Mey Dabhi Ek Maus Shula, Andhi Chum Ley Jis Ko To Vo Angaar Hu Jaye.
Tere Ishq Mein Jab Jee Raha Tha Mein. Apne Hee Aansu Pee Raha Tha Mein. Aaj Juda Hu Tou Kyun Palkhe Bhigoti Ho Tere Aansu Mein Baske Hee Tou Jee Raha Tha Mein.
Aagse Nata Narise Rista Kahe Maan Samajna Paya , Muje Kya Hua Tha Ek Bewafape Hae Muje Kyon Pyaar Aya Meri Bewafaipe Hase Jug Sara Gali Gali Gujara Jahaanse
Ghayal Dil Ka Fasana To Sun Kar Dekho-Â… Tadaptey Dil Ko Pyaar Bhari Nighao Se Dekho-Â… Is Bebas Dil Me Kya Dard Samaya Hai-Â… Is Dil Se Mohbbat Karkey To Dekho
Shayad Yahi Nasib Mein Hain Tere Pyar Ke Liye Taraste Rahe-Â… Na Jane Kitne Savan In Aankhose Baraste Rahe
Haseen The Woh Pal Jo Sang Guzare The, Tadap Uthte Hai Ab Unhi Lamho Pe, Bula Liya Us Khuda Ne Tujhe Apni Baargaah Mein, Jalta Chor Diya Mujhe Is Duniya Mein
Tarpa Gai Rula Gai Humain Pyar Sikha Gai Us Ki Bewafai Ki Ada Ne Humain Zindagi Ka Sabaq Sikha Gai
Galat Hum Bhi The-Â…Galat Vo Bhi The Phir Bhi Akele Kyon Aag Mein Jal Rahe Hain Hum Shikayat To Bahot Hain Unse Phir Bhi Dur Jane Ka Kyon Sata Raha Hain Gum
Mangi Thi Mohabbat Wo Dil Ko Aahee’n De Gya, Thndi Aahoo’n Mei Jlne Ki Hme Duaee’n De Gya. Khud Zindgi Ko Apni Dushwar Kr Betthe, Bhek Gye The Hm Jo Usse Pyar Kr Betthe.
Kisi Ko Bhi Chaho Bas Hadon Se Par Chaho, Darya-E-Mahubbat Ke Kinaree Jo Naheen Hote.