Jo tu chaahe wo tera ho roshan






Related SMS
- Aansu ankh se kabhi girn na paye
- Meri zindagi ka sahara nahi hai is
- Sagar mein jitna paani hai gadhe bhar
- Kar dost tu dosti ka naam aisa
- Na ho dosto mein dushmani ye chahate
- Dosti ke liye dost hue hai qurban
- Dosto ki kami ko pehchante hain hum
- Jab bhi ae dost teri yaad humein
- Teri dosti ne bohut kuch sikha diya
- Jaan hai mujhko zindagi se pyari ke
- Har raat diyon se saja rakhi hai
- Bakshi khuda ne zindagi ise sawara dost
- Yaadon ke sahare duniya nahi chalti bina
- Dil ko mila sukun koi hamein yaad
- Saal badle sadi badle rang gulshan ki
- Har rang aur gham ki dava hai
- Zindagi ki taiyaari shikhi hai tumse dil
- Tum jo keh do to hans den
- Dosti ki riyasat nahi hoti zindagi kisi
- Woh dost hain kartey the roz rasm
- Mahoobat mein ae dost dikhava na dikha 76 views
- Dosti ke bagiche mein khila hai gulab 33 views
- Hothon par dosti kei fasane nahin ate 31 views
- Wa mohabbat zindagi ka maza lo yaro zamane 31 views
- Dost ko dosti ki kadar na rahi 29 views
- Dosti aur majboori dono ek sath nahin 24 views
- Sabse loving kaun tum sweet cute in 24 views
- Dost hote hai zindgi bhar sath nibhane 23 views
- Faasle mita ker aapas mein pyaar rakhna 18 views
- Neer na hoti to nadiya kis kam 18 views
- As long we have memories yesterday remains 17 views
- Koi dosti me pyar dhundhta hen hein 17 views
- Agar nahi hum dosti ke kabil zalim 17 views
- Ye safar dosti ka kabhi khatm na 16 views
- Dil mai ab darde dosti kai siwa 15 views
- Tu salamat rahe yehi duwa hai hamari 15 views
- Tum hamesha khush raho aisi wish hain 14 views
- Jhuthi hi sahimagar hakikat banii rahe ya 14 views
- Dosto ka yehi ho kaam hamesha yaad 14 views
- Apni dosti phoolon ki tarah na ho 14 views
- Dosti pe mere kabhi be yaqin tum na
- Sitaron ki pehchaan chand se hoti hai
- Apni dosti phoolon ki tarah na ho
- Na gila karge sikwa karge tum
- Khawaish hi nahi alfaaz ki chahat ko
- Ab patta challa hai dost ke door
- Zindagi udaas hone ka naam nahi dosti
- Roz ek nayi shikayat hai apse najane
- Dood me pake chawal to kheer kahate
- Tum na mano ye haqikat hai dosti
- Kaya kahu dosto ke barey mai meri
- Neer na hoti to nadiya kis kam
- Har kali tujse kushbu udhar maange aaftaab
- Deewano ki is duniya mein ek aur
- Dost kalos atmad pyar aur mohbbat ke
- Dil todna saza e mohabbat hai jodna
- Khushbu bina phool bekaar chandni chand bekar
- Hasraton ki nigaho pe sakht pehra hai
- People like u are found only once
- Words begin with abc number with123 music
- Aap ki hansi hame sabse pyari lagati
- Zindagi ke toofano ka sahil hai teri
- Jhonkey mein hawaa key har teyrey jism
- Sabse loving kaun tum sweet cute in
- Karoge yaad to har baat aayegi suhane
- Dost ka pyaar dua se kam nahi
- Dua karte hain sar zukaye dost apni
- Yaad na karoge to satayenge ruthoge manayenge
- Yakin nahi tujhe agar to aajmaa ke
- Din beet jate hain suhani yaadein banker
- Dosti ka hum hak yun ada karte
- Subah ka ujala sada sath ho har
- Dosti wo anmol ratan hai jo bade
- Dosti aur majboori dono ek sath nahin
- Sms bhejun to kaise poore ghar mein
- Dosti main jiyo marjo himmat na hoy
- Jannat se bhi achhi mujhko wo teri
- Hum apni dosti ko yaadon mein sajayenge
- Khushi ke ye pal aap yu hi
- Hamne har ek dost ko dil me
- Tufaan ka jhonka jo ujadta hai basti
- Dosti ke bagiche mein khila hai gulab
- Aasmaan se tod kar tara diya hai
- You make 10 friends laugh with 9
- Ab aur manzil pane ki hasrat nahi
- Apko dekhne ki hasrat si ho gayi
- Gadha jo khaye wo ghas ho tum
- Rishto ne har qadam pe imtehaan liya
- Dosti mein choti choti baaton se shikva na
- Aaj ke baad tum mujhe call mat
- Khushbu ki tarah fizao mein rehna khushia
- Dosti ki mahek ishq se kam nahi
- Palak jhukakar salam karte hai iss dil
- Agar manzil paani hai to hausla saath
- Mann mein apke har baat rahegi basti
- Ishq aur dosti meri zindagi ka guman
- Tumhari is ada ka kya jawab du
- Dil kabhi se juda nahi hote yuhi
- Ek khwab khayal haquikat ho tum dosti
- Haqiqat samjho ya afsana begana kaho deewana
- Dosti ka pehala pegam aapke naam zindagi
- Sawaal paani ka nahi pyaas hai maut
- Hamne jab kabhi khushi mahsoos ki har
- Har aahat ehsaas hamara dilaayegi hawa khushbu
- Un kee khushee mein meyraa gam bhi
- Dost hi ka sath diya karte hai
- Har dost sachha yaar nahi hota aashiq
- Aankhon main armaan diya kertay hain hum
- Nazar mila ker hum say chura na
- Kaho usise jo na kahe kisise maango
- Is dunya main dosti kernay walay kam
- Teri yaadon pe hamara pehra hain tera
- Sms karenge hum ek duje ko bari
- Woh bhi dil dukha gaye yeh dushmano
- Aasman se uteri hai taaron sajayi chand
- Har ikk layi dua na mangi jaandi
- Is pahar jo mila fir wo us
- Har gulshan gulzar hota hai full khushbudar
- Aashman se barse moti jo bikhrne toot
- Her geet ke piche saz hota hai
- Salam alikum tamam dost o ahbab ummid he sab
- Gul ko zamane mein gul e nayaab kehte hai
- Yu khoye naa raha karo doston
- Zindagi kisiki mohtaj nahi hoti dosti sirf
- Zindagi aisi ho jo jine ko majboor
- Dosti k chaman main aik phool sa
- Main tujhko bhi khatavaar kyon kahu mere
- Ajanabi do insaano mein ek rishta phir
- Sapne the sapno k aap sahil hue
- Oh umar vi kis kam di jehdi
- Jindgi jina asan nahi hai mere dost
- Dosti ke bich koi gher na aye
- Totay hoye khawab aankhon mein basaye nahi
- Ek dost hai duniya me jise hum
- Dekhi hai rasme zamane ki parwah nahi
- Log milenge tujhe hazar par sabke dil
- Tum ne musam baadal te dekha hum
- Yaar saada hai baharaan warga dil de
- Dil mai ab darde dosti kai siwa
- Aye dost ye duwa meri tohfa hai
- Thoda socha hai humne jaana mushkil se
- Jindagi ki asli udan baki hai aapke
- It8217s older than the birds and trees
- Aankhe band kar loge to dil me
- Keh de yaar dost se bewafa na
- Kuch raaz aise hote hain jo kahe
- Jo aasani se miley woh hai ghum
- Us ne kahaa itanii mulaaqaat bahut hai
- Koi dosti me pyar dhundhta hen hein
- Door hain kitney magar dil key paas
- Woh mera dost hain saare jahaan ko
- Nazar e karam to aap pai ham khudaa ki
- Aashiqe ka janaaza hai to jara juton
- Aap kahtey hain jo ham maantey naheen
- Khabar sunkar mere marne kii wo bole
- Hume yaad rakhna na kabhi bhulana bas
- Dniya mein dost to bahut milenge dosti
- Mujhe dawa nahii duwao kii jaaroorat hain
- Sher achhe hain funn accha kamaal achha
- Faasle mita ker aapas mein pyaar rakhna
- Mausam ki bahaar acchi ho phoolo kaliya
- Aye dost teri dosti uss ghadi tadpaayegi
- Yakin pe dilate hain dost raah chalte
- Dil se mangoge mile ga dhoop main
- Phul khilte rahein zindagi ki raah mein
- Doston ke bina zindagi phizul hain par
- Dekhi hazaaro mehfile par ye fizaa kuch
- As long we have memories yesterday remains
- Dost milte hain magar har kisi ka
- Agar murjane kii himat hain to hii
- Jeewan mein her din aapki zindaagi rango
- Hothon par dosti kei fasane nahin ate
- Kuch pal ka tha jo sath tumhara
- Muskile dilo kii iradey azmayegi khwabon ke
- Beinteha pyar karte hai hum aap se
- Koi sach ki raah pe chalta hai
- Koii tadbir kii naa koshish khud baa
- Chahhahati dhun me mobile mera shor kare
- Wo pyari baate sang hasna khelna karnaa
- Dost hi say khafa nahii hotay kabhi
- Log kahte hain ki pyaar dosti hai
- Bin sawan barsaat nahi hoti suraj dube
- Aagar zindaagi ke naam kuchh karnaa hai
- Such boltaa hoon jhoot ki aadat nahi
- Aankhe to dosti ke zuban hotii hain
- Dost banane mei aahtiyat baratna dosti nibhane
- Jhuthi hi sahimagar hakikat banii rahe ya
- Kuchh kehte hai dosti pyaar zindagi hum
- Sheshe kaa makan tum ne bana to
- Chal to rahe the hum zindagi ke
Aansu Ankh Se Kabhi Girn Na Paye Na Dard Ho Aapko, Na Kabhi Zakhym Aaye Mere Hisse Mein Khushiyan Zyada To Nehi Par Joh Hai Khuda Kare Voh Bhi Aapko Mil Jaye
Meri Zindagi Ka Sahara Nahi Hai, Is Jahan Mein Koi Humara Nahi Hai. Chhua Unka Daaman To wo Haskar Bole, Dost Yeh Daaman Tumhara Nahi Hai.
Sagar Mein Jitna Paani Hai, Gadhe Mein Bhar Nahi Sakhte Hum Ko Tum Se Kitna Pyar Hai Dost Ye Chiithi‚Â Mein Nahi Likh sakhte
Kar Dost Tu Dosti Ka Naam Aisa Ho Na Kisi Ke Haath Mein Dushmani Ka Naam Kabhi, Roshan Ho Duniya Teri Dosti Ke Dum Per , Ho Na Dosti Teri Badnaam Kahi,
Na Ho Dosto Mein Dushmani Ye Chahate Hai Hum, Na Aaye Koi Dosto Ke Bich Ye Chahate Hai Hum, Aagar Hota Hai Dukh Dost Ko To Aapni Khushiya Use Deker Gum Uska Batate(Shere) Hai Hum,
Dosti Ke Liye Dost Hue Hai Qurban, Dost Hi Hote Hai Dosti Ki Shan, Jo Na Kare Dosti Wo Hota Hai Pareshan, Kyuki Ye Dosti Hi Zindigi Hai Meri Jaan,
Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum. Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum. Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare. Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum
Jab Bhi Ae Dost Teri Yaad Humein Aati Hai Teri Tasveer Tasavur Mein Ubhar Aati Hai
Teri Dosti Ne Bohut Kuch Sikha Diya. Jaise Meri Zindagi Ko Phir Se Hasan Diya! Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ki. Jisne Mujhe Aap Jaise Dost Se Mila Diya!
Jaan Hai Mujhko Zindagi Se Pyari, Jaan Ke Liye Kar Doon Kurbaan Yaari, Jaan Ke Liye Tod Doon Dosti Tumhaari, Ab Tumse Kya Chupana Tum Hi To Ho Jaan Hamaari
Har Raat Diyon Se Saja Rakhi Hai Har Hawa Se Shart Laga Rakhi Hai Najane Kis Gali Se Guzre Ga Dost Hamara . Har Gali Phoolon Se Saja Rakhi Hai.
Bakshi Khuda Ne Zindagi Ise Sawara Dost Ne, Dil Tha Ek Sookha Gulaab Ise Nikhara Dost Ne, Meharbaani Ki Khuda Ne Jo Dosti Ka Rishta Banaya, Adhoori Thi Zindagi Isko Diya Jeene Ka Sahara Dost Ne
Yaadon Ke Sahare Duniya Nahi Chalti, Bina Kisi Shayar Ke Mehfil Nahi Banti, Ek Baar Pukaaro To Aye Doston, Kyon Ki Doston Ke Bina Ye Dhadkne Nahi Chalti. By Ruhin Shaikh “Rohi”
Dil Ko Mila Sukun Koi Hamein Yaad To Karta Hai, Yaad Na Sahi Fariyaad To Karta Hai, Aankhon Ne Dundh Liya Hai Aisa Dost, Jo Baat Na Sahi SMS To Karta Hai.
Saal Badle; Sadi Badle, Rang Gulshan Ki Her Kali Badle. Badle To Badal Jaye Her Cheez Zamane Ki, Khuda Na Kare Apni Dosti Badle. By Sahil Verma
Har Rang Aur Gham Ki Dava Hai Dosti, Kuchh Kahi Unkahi Baaton Ki Razaa Hai Dosti, Kami Hai Dunia Me Poojne Vaalo Ki , Varna To Is Jahan Me Khuda Hai Dosti
Zindagi Ki Taiyaari Shikhi Hai Tumse, Dil Ki Baaten Saari Sikhi Hain Tumse, Kaise Keh Den Hum Tumko Bewafa, Humne To Ye Yaari Sikhi Tumse Hai.
Tum Jo Keh Do To Hans Den Gein Werna Dost Gham Khushi Dushman Ban Gai Yahaan
Dosti Ki Riyasat Nahi Hoti, Zindagi Kisi Ki Amanat Nahi Hoti, Hamari Saltanat Mein Dekh Kar Kadam Rakhna, Hamari Dosti Qaid Me Zamaanat Nahi Hoti.
Woh Dost Hain Kartey The Roz Rasm Adaaye! Sunta Tha YahI Roz Kaho Theek Ho Bhaye? Mera Jawaab Bhi Yahee Hota Tha Theek Hoon! Khaamosh Hoon DeteyU nhain Kaandhoun Pai Bidaayee!
Other Popular Friendship Shayari Messages
Dosti Pe Mere Kabhi Be-Yaqin Tum Na Hona, Door Ho Jaaye Duniya Par Door Tum Na Hona, Pa Ke Tujhe Payi Hai Duniya Ki Har Nemat, Rooth Na Jaana Kabhi, Kabhi Juda Tum Na Hona.
Sitaron Ki Pehchaan Chand Se Hoti Hai Phoolon Ki Pehchaan Uski Khushboo Se Hoti Hai Per Ae Dost Hamari Pehchaan Tumhari Dosti Se Hoti Hai
Apni Dosti Phoolon Ki Tarah Na Ho Jo Ek Barr Khilai Or Phir Murja Jayai, Yah To Kanton Ki Tarah Ho, Jo Ek Barr Chubhai ……. Aur Barr Barr Teri Yadd Dai Jayai.
Na Gila Karge‚Â Na Sikwa Karge ! Tum Salmat Raho Yahi Duaa Hum Karge
Khawaish Hi Nahi Alfaaz Ki, Chahat Ko To Zarurat Hai Bas Ehsaas Ki, Paas Hote To Manzar Hi Kya Hota, Door Se Khabar Hai Hume Aapki Har Saans Ki
Ab Patta Challa Hai Dost Ke Door Janne Kam Gaam Kya Hota Hai, Abhi To Vo Humari Gali Se Aachi Tarah Ruksat Bhi Nahi Huye The Ke, Kambhakat Aankh Se Aansoo Pehle Tapak Pada.
Zindagi Udaas Hone Ka Naam Nahi Dosti Sirf Paas Hone Ka Naam Nahi Dur Rah Kar Bhi Agar Hum Aap Ko Yaad Aaye Toh Is Se Badkar Humare Liye Koi Enaam Nahi
Roz Ek Nayi Shikayat Hai Apse; Najane Yeh Kaisi Chahta Hai Apse; Dost Toh Bohut Hai Duniya Mein Lekin; Dil Ko Najane Kaisi Rahat Hai Apse-‘
Dood Me Pake Chawal To Kheer Kahate Hai Aap Jese Yaar Mile To Takdeer Kahte Hai
Tum Na Mano Ye Haqikat Hai. Dosti Insan Ki Zarurat Hai. Kisi Din Aao Hamari Mehfil Me, Jan Jaoge Zindagi Kitni Khubsurat Hai.
Kaya Kahu Dosto Ke Barey Mai, Meri Kismat Ke Phool Hai Yeh Log, Jab Detey Hai Dard Hi Detey Hai, Kitney Be-Aasool Hai Yeh Log
Neer Na Hoti To Nadiya Kis Kam Ki Aasun Na Hoto Ankhia Kis Kam Ki Dil Na Hoto Dhadkan Kis Kam Ki Aap Jaise Dost Na To Jindagi Kis
Har Kali Tujse Kushbu Udhar Maange, Aaftaab Bhi Tujsae Nuur Maangae, Khuda Karae Teri-Meri Dosti Aisae Ho, Ki Log Mujhsae Teri Dosti Udhar Maangae.
Deewano Ki Is Duniya Mein Ek Aur Deewana Aa Gaya, Mere Hone Wale Doston . Tum Logo Ka Dil Behlane Sandeep Parker Aa Gaya
Dost Kalos Atmad Pyar Aur Mohbbat Ke Pyase Hote Hai Dasti Ka Rishta Khon Ke Rishto Se Zayeda Mazbot Hota Hai Acha Dost Soo Bar Bhi Rothe To Mnaa Lo Kyu Ki Be Wafa Dost keemti Heere Se Kam Nahi Hota
Dil Todna Saza E Mohabbat Hai, Dil Jodna Ada E Dosti Hai, Mangti Hai Mohabbat Har Pal Qurbaniyan, Bina Mange Hojo Qurban Wo Dosti Hai
Khushbu Bina Phool Bekaar, Chandni Bina Chand Bekar, Dharkan Bina Dil Bekaar, Mere Sms Ke Bina Tera Mobile Bekaar
Hasraton Ki Nigaho Pe Sakht Pehra Hai, Na Jane Kis Umeed Pe Ye Dil Thehra Hai, Teri Chahton Ki Kasam Ae Dost, Apni Dosti Ka Rishta Pyar Se Bahut Zyada Gehra Hai
People Like U Are Found Only Once In A Lifetime. So U Better Take Care Of Yourself Because I Don T Want To Waste Another Lifetime To Find A Such A Sweet Friend.
Words Begin With -Â….A-Â….B-Â….C-Â…. Number Begin With-Â….1-Â….2-Â….3-Â…. Music Begin With-Â….Sa-Â….Re-Â….Ga-Â…. But-Â….? Friendship Begins With-Â….-‘ -Ë— You & Me -Â
Aap Ki Hansi Hame Sabse Pyari Lagati Hai, Aap Ki Har Khushi Hame Hamari Lagati Hai, Kabhi Dur Nakaran Khud Se Hame Jan Se Bhi Pyari Aap Ki Yari Lagati Hai
Zindagi Ke Toofano Ka Sahil Hai Teri Dosti. Dil Ke Aarmano Ki Manzil Hai Teri Dosti. Zindagi Ban Jayegi Jannat , Aagar Maut Tak Saath Rahegi Teri Dosti.
Jhonkey Mein Hawaa Key Har Teyrey Jism Ki Khushboo Hai Par Too Yahaan Naheen Hai Aankhoun Mein Justjoo Hai Yeh Kyaa Huaa Hai Mujh Ko Is Par Bhi Har Lamhey Mein Lagtaa Hai Dost Meyrey Har Simt Too Hi Too Hai
Sabse Loving Kaun: TUM, Sabse Sweet Kaun: TUM, Sabse Cute Kaun: TUM, In Sab Me Tum Se Zyada Kaun: HUM Lekin Duniya Me Sabse Acche Dost Kaun: HUM TUM By Nru Singha
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Suhane Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi Talaash Karoge Jo Humse Behtar Dost Nazar Dur Tak Jaakar Laut Aayegi
Dost Ka Pyaar Dua Se Kam Nahi Hota Wo Chahe Door Bhi Ho To Ghum Nahi Hota Pyaar Mein Aksar Dosti Kam Ho Jati Hai Dosti Mein Pyaar Kabhi Kam Nahi Hota
Dua Karte Hain Sar Zukaye Dost Apni Har Manzil Ko Paye Agar Teri Raho Main Kahi Andhera Aye To Khuda Roshani Ke Liye Hame Jalaye
Yaad Na Karoge To Satayenge Ruthoge To Manayenge Royoge To Hasayenge Dost Hai Hum Saya Nehi Jo Andhere Mein Saath Chor Jayenge
Yakin Nahi Tujhe Agar, To Aajmaa Ke Dekh Le, Ek Baar Tu, Jara, Muskura ke Dekh Le Jo Na Socha Hoga Tune, Wo Milega Tujhko Bhi, Ek Baar Apne Kadam, Ko Badha Ke Dekh Le.
Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker, Bate Rah Jati Hain Kahani Bankar, Par Pyar To Hamesha Dil Ke Karib Rahega, Kabhi Muskaan To Kabhi Ankhon Mein Pani Bankar.
Dosti Ka Hum Hak Yun Ada Karte Hain, Tere Naam Par Ye Jaan Fida Karte Hain, Phool Sa Bhi Jakham Na Aaye Mere Dost Ko Bas Khuda Se Yehi Dua Karte‚Â Hain.
Subah Ka Ujala Sada Sath Ho, Har Din Har Pal Aapke Liye Khas Ho, Dil Se Dua Nikalti Hain Aap Ke Liye, Sari Khushiya Bas Aapke Hi Pas Ho.
Dosti Wo Anmol Ratan Hai Jo Bade Yatno Se Khoji Jati Hai Prem Mukt Komal Dhage Mein Piro Kar Moti Haar Gale Ka Ban Jati Hai
Dosti Aur Majboori Dono Ek Sath Nahin Chalti Ye Wo Shamma Hai Jo Aandhion Ki Parwah Nahin Karti Pramod Kumar Sharma
SMS Bhejun To Kaise Bhejun Poore Ghar Mein Ek Mobile Hai Iss Se To Khat Ki Duniyaa Hi Bhali Jisme Koi Rukawat Na Ruswai Hai Pramod Kumar Sharma
Dosti Main Jiyo, Dosti Main Marjo, Himmat Na Hoy To Dosti Na Karjo, Zindagi Nathi Amne Dosto Thi Pyari, Dosto Mate J 6e Jindagi Amari. By Kalpesh
Jannat Se Bhi Achhi Mujhko Wo Teri Basti Lagi, Sare Logo Se Mujhe Teri Dosti Achhi Lagi, Kha Raha Hoon Thokaren Mein Amiron Ke Sahar Mein, Sath Tere Rah K Mujhe Meri Muflishi Achhi Lagi. By K.K.Upadhyay
Hum Apni Dosti Ko Yaadon Mein Sajayenge, Door Rehkar Bhi Band Ankhon Mein Nazar Ayenge, Hum Koi Waqt Nahi Jo Beet Jaayenge, Jab Yaad Karoge Tab Chale Aayenge. By Vijay Thakur
Khushi Ke Ye Pal Aap Yu Hi Sambhale Rakhna, Ye Kaliyon Se Pyari Muskan Yu Hi Khilaye Rakhna, Pyar Ki Yeh Mehfil Yu Hi Sajaye Rakhna, Aur Dosti Ki Ye Khushboo Yu Hi Mehkaye Rakhna. By Mohit Bhatt
Hamne Har Ek Dost Ko Dil Me Bitha Ke Rakha Hai, Na Kisi Ko Bura Samjha Hai, Na Kisiko Jhuta Samjha Hai, Hamne Tume Ek Acha Dost Bolke Samjha Hai, Hamne Tumko Dil Me Sajake Rakha Hai. By Sawood 4 Ifa
Tufaan Ka Jhonka Jo Ujadta Hai Basti, Vo To Fir Bas Jaati Hai, Is Jahaan Me Har Patjhad Ke Baad Bhi, Bahaar Aa Jati Hai, Magar E Bekadar Dost Tu Kyaa Jaane, Dosti Ki Kadar, Kyonki Tu To Iss Sone Ko Ret Samajh Ke, Hawa Mein Udaati Hai. By Anil Rajput
Dosti Ke Bagiche Mein Khila Hai Gulab, Saath Unke Pura Hota Hai Dil Ka Har Khawab, Khushi Ho Ya Gum Na Rakhte Hai Uska Hisab, In Palo Ki Khushboo Toh Bas Lagti Hai Nayab. By Mohit Bhatt
Aasmaan Se Tod Kar Tara Diya Hai, Aalam E Tanhai Mein 1 Sahara Diya Hai, Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujpe, Khuda Ne Dost Hi Itna Pyara Diya Hai. By Nasim
You Make 10 Friends, Laugh With 9, Meet 8 Of Them, Talk To 7, Celebrate With 6, Share Secrets With 5, Trust 4, Cry With 3, Take Help Of 2,But Never Forget 1 Like Mev
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi, Kisi Ki Yaad Main Mar Jane Ki Fitrat Nahi Aap Jaise Dost Jabse Mile, Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi.
Apko Dekhne Ki Hasrat Si Ho Gayi Hai, Ab Is Kadar Chahat Si Ho Gayi Hai, Ap Milo Na Milo Ae Dost , Apko Dil Mein Rakhna Adat Si Ho Gayi Hai.
Gadha Jo Khaye Wo Ghas Ho Tum, Buddhe Ka Chyawanprash Ho Tum, Idiot Stupid Bakwas Ho Tum, Par Jo Bhi Ho Yar, Dost Jhakaas Ho Tum.
Rishto Ne Har Qadam Pe Imtehaan Liya, Tanhai Ne Har Mod Pe Dhokha Diya. Zindagi Se Phir Bhi Shikayat Nahi Kyunki, Zindagi Ne -Å—Aap-Â Jaisa Dost Bhi To Diya
Dosti Mein Choti-Choti Baaton Se Shikva Na Karna, Gila Tab Karna Jab Hum Dosti Tod Dege Kyunki Aisa Tabhi Hoga Jab Hum Ye Duniya Chod Dege.
Aaj Ke Baad Tum Mujhe Call Mat Karana, Na Sms Karana, Baat Bhi Mat Karana, Milane Ki Koshish To Bhul Se Bhi Mat Karana, Kyonki Doctor Ne Mujhe Mithi Cheejo Se Dur Rahane Ko Kaha Hai
Khushbu Ki Tarah Fizao Mein Rehna, Khushia Bankar Hawao Mein Behna, Dosti Hoti Hai Rishto Ka Anmol Gehna, Isliye Is Dost Ko “Kabhi Alvida Na Kehna”
Dosti Ki Mahek Ishq Se Kam Nahi Hoti, Ishq Pe Hi Zindgi Khatm Nahi Hoti, Agar Sath Ho Zindgi Mein Achche Doston Ka, Zindagi Kisi Jannat Se Kam Nahi Hoti.
Palak Jhukakar Salam Karte Hai, Iss Dil Ki Dua Aapke Naam Karte Hai, Kabool Ho To Muskura Dena, Aapki Ek Muskuahat Par Ye Jahan Qurban Karte Hai
Agar Manzil Paani Hai To Hausla Saath Rakhna, Agar Pyar Paana Hai To Aitbaar Saath Rakhna, Aur Agar Hamesha Muskurana Hai To Sone Se Pehle, Humen Yaad Rakhna
Mann Mein Apke Har Baat Rahegi, Basti Chhoti Hai Magar Aabaad Rahegi, Chahe Hum Bhulade Zamane Ko, Magar Aapki Ye Pyari Si Dosti Hamesha Yaad Rahegi
Ishq Aur Dosti Meri Zindagi Ka Guman Hai, Ishq Meri Rooh Aur Dosti Mera Imaan Hai, Ishq Pe Qurbaan Meri Jaan Hai, Magar Dosti Pe Mera Ishq Bhi Qurbaan Hai.
Tumhari Is Ada Ka Kya Jawab Du, Apne Dost Ko Kya Uphar Du, Koi Accha Sa Phool Hota To Mali Se Mangvata, Jo Khud Gulab Hai Usko Kya Gulab Du.
Dil Kabhi Dil Se Juda Nahi Hote Yuhi Hum Kisi Par Fida Nahi Hote Pyar Se Bada To Dosti Ka Rishta Hai Kyuki Dost Kabhi Bewafa Nahi Hote
Ek Khwab Ek Khayal Ek Haquikat Ho Tum Dosti Main Padne Wali Har Zarorat Ho Tum Jisko Roz Miss Karo Are Yaar Aisi Shaqshiyat Ho Tum
Haqiqat Samjho Ya Afsana Begana Kaho Ya Deewana Suno Is Dil Ka Fasana Teri Dosti Hai Mere Jeene Ka Bahana
Dosti Ka Pehala Pegam Aapke Naam Zindagi Ki Akhari Sham Aapke Naam Iss Safar Main Humsafar Hain Hum Dono Is Dosti Ko Nibhana Hain Aapka Kaam
Sawaal Paani Ka Nahi Pyaas Ka Hai Sawaal Maut Ka Nahi Saans Ka Hai Dost To Duniya Mein Bahut Hai Magar Sawaal Dosti Ka Nahi Vishvaas Ka Hai
Hamne Jab Kabhi Khushi Mahsoos Ki, Har Kadam Pe Aapki Kami Mahsoos Ki, Door Rahkar Bhi Aapki Dosti Kam Na Hui, Ye Baat Hamane Dil Se Mahsoos Ki.
Har Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi Har Hawa Khushbu Hamari Laayegi Hum Dosti Aisi Nibhayenge Yaara Ki Hum Na Honge Aur Humhari Yaad Tumhe Sataayegi
Un Kee Khushee Mein Meyraa Gam Bhi Muskuraa Uthhaa Aankhoun Mein Chamak Deykh Huyee Dil Mein Roshnee Woh Khush Raheyn To Gam Mujhey Sataayegaa Naheen Taahashra Kaash Yaar Kee Khushee Rahey Banee
Dost Hi Dost Ka Sath Diya Karte Hai Dost Hi Dost Ka Gam Liya Karte Hai Jindagi Ke Kus Pal Aise Hi Aate Hai Dost Hi Dost Ko Badnam Kiya Karte Hai
Har Dost Sachha Yaar Nahi Hota, Har Aashiq Wafadar Nahi Hota. Ye To Dil Milne Ki Baat Hai Dost, Warna Saath Fhero Mein Bhi Pyaar Nahi Hota.
Aankhon Main Armaan Diya Kertay Hain Hum Sab Ki Neend Chura Lia Kertay Hain Hum Ab Se Jab Jab Aap Ki Palkain Jhapkaingi Samajh Lena Tab Tab Aap Ko Yaad Kia Kertay Hain Hum
Nazar Mila Ker Hum Say Nazar Chura Na Lena Dost Banaker Hum Ko Tum Ganwa Na Dena Maana Ke Hum Door Hain Aap Se Mager Usi Baat Ka Bahana Bana Ker Humain Bhula Na Dena
Kaho Usise Jo Na Kahe Kisise, Maango Usise Jo Dede Khushi Se, Chaho Use Jo Tumhe Mile Kismat Se, Dosti Karo Usise Jo Hamesa Nibhaye Hasi Se
Is Dunya Main Dosti Kernay Walay Kam Milaingay Is Dunya Main Sirf Gham Hi Gham Milain Gay Jahan Tumhay Hogi Zaroorat Is Dost Ki Wahan Ae Dost Tumhay Hum Milain Gay
Teri Yaadon Pe Hamara Pehra Hain, Tera Pyar Smundar Se Bhi Gehra Hain, Kabhi Ankhe Band Karke Mehsus Karna, Tere Dil Main Jo Ghar Hain Wo Mera Hain
Sms Karenge Hum Ek Duje Ko Bari Bari, Hame Lagti Hai Ye Rasam Badi Pyaari, Ye Sms Milte Hi Ek Sms Bhej Dena, Kyunki Hame Pasand Nahin Udhari.
Woh Bhi Dil Dukha Gaye Yeh Bhi Dil Dukha Gaye Dushmano Ka Zikar Tha Dekho Dost Yaad Agaye
Aasman Se Uteri Hai, Taaron Se Sajayi Hai, Chand Ki Chandni Se Nehlayi Hai, Mere Dost Sambhal Ke Rakhna! Ye Dosti Meri Zindigi Bhar Ki Kamayi Hai.”
Har Ikk Layi Dua Na Mangi Jaandi, Te Har Ikk Di Dua Na Kabool Hundi, Dua Mangi Jandi Ohde Layi Jihde Naal Dil Laggda, Te Jehda Dil Laave Dua Ohdi Hi Kabool Hundi..
Is Pahar Jo Mila, Fir Wo Us Pahar Na Mila, Yani Jo Sham Mila Tha Wo Fir Sahar Na Mila, Umar Kehne Ko Hummaron Me Guzari Lekin- Ek Bhi Dost Umar Bhar Ka Umarbhar Na Mila
Har Gulshan Gulzar Hota Hai Har Full Khushbudar Hota Hai Hamne Ye Samjkar Badi Bhul Ki Hi Har Doast Vfadar Hota Hai
Aashman Se Barse Moti Jo Bikhrne Se Toot Na Jaye, Dosti Aisi Mat Karna Aaj Rahe Kal Toot Na Jaye.
Her Geet Ke Piche Saz Hota Hai Her Baat Ke Piche Raz Hota Hai Badnami Se Mat Darna Mera Dost Chamkta Chaand Me Bhi Daag Hota Hai.
Salam Alikum Tamam Dost-O-Ahbab Ummid He Sab Kheriyyat Se Honge Aapki Khidmat Men 1 Nazam Hazir He Aap Log Islah Karna Na Bholye Ga
Gul Ko Zamane Mein, Gul-E-Nayaab Kehte Hai, Kuchh Likhne Ke Pehle Aapko Aadaab Kehte Hai.
Yu Khoye – Khoye Naa Raha Karo Doston Se Dukh Dard Share Kiya Karo Raahen Jindagi Ki Aur Bhi Aasan Najar Aayengi Inhe Dosti Ki Najar Se Dekh Liya Karo
Zindagi Kisiki Mohtaj‚Â Nahi Hoti Dosti Sirf Jazbat Nahi Hoti Kuch To Khayal Aaya Hoga Khuda Ko Varna Yuhi Aapki Hamse Mulakat Nahi Hoti
Zindagi Aisi Ho Jo Jine Ko Majboor Kare Rahe Aisi Ho Jo Chalne Ko Majboor Kare Khushboo Kabhi Dosti Ki Kam Na Ho Dosti Aisi Ho Jo Milne Ko Majboor Kare
Dosti K Chaman Main Aik Phool Sa Khila Hai Hamain Apki Sorat Main Aik Dost Mila Hai Hum Khuda Ka Lakh Shukar Ada Karte Hai K Hamain Gunahoon Ka Sila Duniya Main Hi Mila Hai
Main Tujhko Bhi Khatavaar Kyon Kahu Mere Naseeb Mein Tera Pyaar Na Tha Apne-Aap Ko Tum Doshi Mat Kehna Mere Yaar Tu Kabhi Bhi Gunehgaar Na Tha
Ajanabi Do Insaano Mein Ek Rishta Phir Bhi Hota Hai Khudha Ke Baad Har Dard Mein Darwaza Dost Ka Hota Hai
Sapne The Sapno K Aap Sahil Hue Na Jane Kaise Hum Apki Dosti K Kabil Hue Karazdar Rahege Hum Us Hasin Pal K Jb Aap Hamari Zindagi Me Shamil Hue
Oh Umar Vi Kis Kam Di Jehdi Judai Vich Guzar Jave Yaar Tan Ohi Sacha Hunda Mitra Jehda J Kade Russ Ke Chala Vi Jaye Tan Manaya Mod Aave
Jindgi Jina Asan Nahi Hai Mere Dost Har Maud Per Pathar Hajar Milte Hai Na Ji Sakte Hai Na Mer Sakte Hai Aise Fase Hai Ke Kuch Bhi Nahi Ker Sakte Hai
Dosti Ke Bich Koi Gher Na Aye Yeh Hamara Esas Hai Esaso Ka Kya Mazla Dil Ke Pass Khud Ek Jaan Hai
Totay Hoye Khawab Aankhon Mein Basaye Nahi Jaty Bichry Hoye Yaar Bholaye Nahi Jaty Basty Hein Jo Ankhoon Mein Ashkon Ki Tahara Wo Mit Jaty Hein Nazron Se ,Yadoon Se Mitaye Nahi Jaty
Ek Dost Hai Duniya Me Jise Hum Khuda Mante Hai, Roz Jiske Liye Hum Dua Mangte Hai, Log Bhi Jalte Hai Muzse, Kyounki Wo Bhi Aap Jaisa Ek Dost Mangte Hai…….
Dekhi Hai Rasme Zamane Ki, Parwah Nahi Hume Begane Ki, Dua Karte Hai Aap Na Tode Hamari Dosti, Warna Aarzoo Na Rahegi Dost Banane Ki.
Log Milenge Tujhe Hazar, Par Sabke Dil Mein Vyapaar, Nahi Milega Tujhe Wo Pyar, Mai To Hoon Ek Kora Kagaz, Mujhpe Likh Dekh Tu Yaar
Tum Ne Musam Baadal Te Dekha Hum Ne Insaan Baadal Te Dekha Doob Rahi Thi Kashti Meri Sahil Pe Humne Doston Ko Haste Dekha
Yaar Saada Hai Baharaan Warga Dil De Dildara Warga Bahut Yaar Nai Rakhde Assi Saada Eko Yaar Hazaraa Warga
Dil Mai Ab Darde Dosti Kai Siwa Kuch Bhi Nahi Ab Yai Zindagi Meri Ebadat Kai Siwa Kuch Bhi Nahi Mein Teri Zindagi Mai Kya Pesh Karu Meri Jholi Mai To Mohabbat Kai Siwa Kuch Bhi Nahi
Aye Dost Ye Duwa Meri Tohfa Hai Pyar Ka Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana Bahar Ka
Thoda Socha Hai Humne Thoda Jaana Hai Humne Mushkil Se Magar Pehchana Hai Humne Koi Aap Jaisa Na Tha Na Hoga Isliye Dost Aapko Mana Hai Humne
Jindagi Ki Asli Udan Baki Hai Aapke Iradon Ka Imtihan Baki Hai Abhi To Naapi Hai Mutthi Bher Zameen Aagai Abhi Sara Aasman Baki Hai
It’s Older Than The Birds And The Trees It’s Deeper Than The Rivers And The Seas It’s Warmer Than The Sun And It’s Rays It’s Someting,No One Can Replace It Will Remain Till The End It’s My Love For You Dear “Friend
Aankhe Band Kar Loge To Dil Me Utar Jaayenge Dost Ye Lamhe Bahut Door Talak Jaayenge E Khuda Unhe Lambi Umr De,Her Baat Me Kehte Hai Tumhare Bina Mar Jaayenge
Keh De Yaar Dost Se Bewafa Na Samjhe Nazroan Se Dur Raha Dil Se Juda Na Samjhe Yaad Abhi Bhi Hai Uski Is Dil Me Basi Woh Mujhe Kisi Aur Pe Fida Na Samjhe
Kuch Raaz Aise Hote Hain Jo Kahe Nahi Jaate Kuch Dil Aise Hote Hain Jinhe Tode Nahi Jaate Aur Kuch Aap Jaise Dost Hote Hain Jo Chode Nahi Jaate
Jo Aasani Se Miley Woh Hai Ghum Jo Mushkil Se Miley Woh Hai Rum Or Jo Kisi Kisi Ko Mile Woh Hai Dum Or Jo Naseeb Waloon Ko Mile Woh Hai “Hum”
Us Ne Kahaa Itanii Mulaaqaat Bahut Hai Main Ne Kahaa Ruk Jaao Abhii Raat Bahut Hai Aansuu Mere Tham Jaaye.N To Phir Shauq Se Jaanaa Aise Me.N Kahaa.N Jaaoge Barasaat Bahuut Hai
Koi Dosti Me Pyar Dhundhta Hen Koi Pyar Me Dosti Dhundhta Hein Hum To Unme Se Hein Yaaro Dost Ko Aap Na Pyar Banaya Aab Wohi Pyar Aaj Hume Dost Kehta Hein
Door Hain Kitney, Magar, Dil Key Paas Hain Itney? Yeh Zarooree Naheen Hai: Door Rahain, Dost Na Hon! Door Rah Kar Bhi, Dil-O-Zehn Paas Hotey Hain; Koun Aisaa Hai Yahaan, Jiskey, Kaheen Dost Na Hon?
Woh Mera Dost Hain Saare Jahaan Ko Hain Maalooom Kii Woh Dagaa Kare Kisi Se To Sharm Aaye Mujhe
Nazar-E-Karam To Aap Pai, Ham Pai, Khudaa Ki Hai! Hum Dostee Kareyngey, To, Kuchh Baat Baneygee!! Ashaar-E-Bayaan Hongey To Aayegaa Aisaa Waqt: Jab Beech Mein Hamaarey Shab-O-Roz Chhaneygee!
Aashiqe Ka Janaaza Hai To Jara Juton Se Nikalo Dost Cum Se Cum Saat Janam Aashiqee Se Baaz Aaye
Aap Kahtey Hain Jo: Ham Maantey Naheen Hain Kab? Kyaa Jigar Mein Hai Yahaan? Dost, Jaantaa Hai Rab! Aap Rahtey Naheen Pahloo Mein: Neend Aatee Naheen: Mujh Ko Lagtaa Hai Har Lamhey, Ki, Bas, Aaougey Ab!!’
Khabar Sunkar Mere Marne Kii Wo Bole Raqeebo Se Khuda Bakhshe Bahut Se Khubiya Thii Marne Waale Main
Hume Yaad Rakhna Na Kabhi Bhulana Bas Ek Ye Ehsaan Dost Humpe Karna Hum Chale Jaye Kitne Bhi Door Tumse Tum Dil Mein Hamari Jagah Yuhi Banaye Rakhna
Dniya Mein Dost To Bahut Milenge Dosti Un Se Ker Lena Magar Do Pal Tanha Milen To Yaad Humein Bhee Ker Lena
Mujhe Dawa Nahii Duwao Kii Jaaroorat Hain, Rahem Nahii Mahobbat Kii Jaroorat Hain, Bewafa Kai Dekh Liye Is Jindaagi Mein, Aap Jese Dost Kii Jaroorat Hain
Sher Achhe Hain Funn Accha Hain Kamaal Achha Hain Dekhna Sab Kahenge Ke Khyal Achha Hain Dosto Tumhe Sunaunga Naye Sher Abhi Woh Alag Bandh Ke Rakha Hai Jo Maal Achha Hain
Faasle Mita Ker Aapas Mein Pyaar Rakhna Dosti Kaa Rishta Hamesha Barkaraar Rakhna Bichad Jaaye Kabhii Aap Se Hum To, Aankhon Mein Hamesha Humara Intezaar Rakhna
Mausam Ki Bahaar Acchi Ho, Phoolo Ki Kaliya Kacchi Ho, Hamari Yeh Bandghi Sacchi Ho, Rab Se Bas Ek Hi Duaa Hai Ki , Mere Dost Ki Har Subhah Acchi Ho
Aye Dost Teri Dosti Uss Ghadi Tadpaayegi Jab Zindagi Kahegi Alvda Aur Maut Bhi Naa Aayegi
Yakin Pe Yakin Dilate Hain Dost, Raah Chalte Ko Bewakoof Banate Hain Dost, Sharbat Bolkar Sharab Pilate Hain Dost, Kuch Bhee Kaho Saale Bahut Yaad Aate Hain Hasi Ye Dost.
Dil Se Mangoge Mile Ga, Dhoop Main Chaloge Saya Maira Mile Ga, Kabhi Rooh Se Pukara Hota Mujhko Bhii, Jab Bhii Ankhen Kholo Gi Saamne Dost Yeh Tumhara Milega…
Phul Khilte Rahein Zindagi Ki Raah Mein Hasi Chamakti Rahe Aapki Nigaah Mein Kadam Kadam Par Mile Khushi Ki Bahar Aapko Dil Deta Hai Yehi Dua Baar-Baar Aapko
Doston Ke Bina Zindagi Phizul Hain Par Dosti Ke Bhee Apne Usul Hain Kehte Hai Milti Hai Dosti Mein Bhee Takhlifen Par Aap Ho Dost To Sab Kabul Hain
Dekhi Hazaaro Mehfile Par Ye Fizaa Kuch Aur Hai Jalwe Dekhe Hazaaro Magar Aapki Ada Kuch Aur Hi Hai Waise To Peene Ko Hazaaro Jaam Hai Magar Aapki Dosti Ka Nashaa Kuch Aur Hi Hai
As Long As We Have Memories, Yesterday Remains; As Long As We Have Hope, Tomorrow Awaits. As Long As We Have Friendship, Each Day Is Never A Waste
Dost Milte Hain Magar Har Kisi Ka Saath Sacha Nahi Hota Per Aapka Aur Hamara Milna Aisa Bhi Har Baar Nahi Hota
Agar Murjane Kii Himat Hain To Hii Khila Karo Agar Dosti Nibhane Kii Himat Hain To Hi Dosti Karo Agar Sehne Kii Himat Hao To Hii Dusro Par Waar Kia Karo Are Kabhi To Kisi Kaa Khayal Kia Karo
Jeewan Mein Her Din Aapki Zindaagi Rango Sei Bheri Rahe Khubsurat Pal Bane Apane Apane Path Per Aap Sabhi Prgati Kei Marg Per Chalein…
Hothon Par Dosti Kei Fasane Nahin Ate, Sahil Par Samandaar Kei Khazane Nahin Aate, Udne Do Parindo Ko Sokh Hawaon Mei, Kyonki Laaut Kar Tumhare Saath Bitaaye Hue Jamane Nahin Aate.
Kuch Pal Ka Tha Jo Sath Tumhara. Us Pal Ne Meri Jindgi Sawar Di. Tere Liye To Reh Gaya Banke Bus Wo Ek Lamha. Humne Us Lamhe Ki Yaad Me Zindgi Gujar Di
Muskile Dilo Kii Iradey Azmayegi, Khwabon Ke Parde Nigahon Se Hatayege, Gir Kar Tujhe Hain Sambalna, Kyunki Ye Tokren Hi Tujhe Chalna Shikayegi.
Beinteha Pyar Karte Hai Hum Aap Se, Par Ishar Na Karenge Kabhi, Kuki Humne Kasam Khaye Hai Ke, Dubara Khud Ko Ruswa Na Karenge Kabhi.
Koi Sach Ki Raah Pe Chalta Hai Koi Jhoot Ki Rah Pe Chalta Hai Kiye Dost Ne Kuch Gunaah To Kya Eh Khudah Sunah Hai Ki Yeh Jahan Tere Hatho Se Chalta Hai
Koii Tadbir Kii Naa Koshish Kii Khud Baa Khud Chagayi The Shabanam Se Ek Sangat Hain, Ek Bandish Hain Dosti Apani Hain Tarnnum Se
Chahhahati Dhun Me Mobile Mera Shor Kare Button Dabaaun Main Aur Aankhe Meri Gaur Kare Message To Aaye, Par Jo Chaahu Wo Na Mile, Main Sochta Rahu Tuze, Aur Message Koi Aur Kare
Wo Pyari Pyari Baate Wo Sang Hasna Khelna Wo Karnaa Naak Main Kise Ke Dam Wo Kahene Sadaa Ke Yaar Hain Hum
Dost Hi Dost Say Khafa Nahii Hotay…. Kabhi Kisi Say Naraz Nahii Hotay…. Bhuladay Hamari Ghaltiyon Ko……… Kyu Kay Dost Insan Hoaty Hay Khudaa Nahii Hotay
Log Kahte Hain Ki Pyaar Dosti Hai Magar Her Dosti Pyaar Nahi Hoti To Pyaar Kya Hai? Pyar Aur Dosti Ke Bich Me Kya Farq Hai
Bin Sawan Barsaat Nahi Hoti Suraj Dube Bina Raat Nahi Hoti Aiye Dost Kisi Ka Dil Mat Todnaa Kyonki Dil Toot Ne Ki Awaaz Nahi Hoti
Aagar Zindaagi Ke Naam Kuchh Karnaa Hai Eh Dost Tu Khushi Kar Naam Gum Kyu Kartaa Hai Aagar Hamare Naam Kuch Karna Hai Eh Dost Milaan Kar Judaayi Kyu Karta Hai
Such Boltaa Hoon Jhoot Ki Aadat Nahi Mujhe Tere Sivaa Kisi Ki Bhi Chahat Nahi Dost Apne Baren Main Mein Sochon Kaise Ek Paal Ki Bhi Teri Yadon Se Fursat Nahi
Aankhe To Dosti Ke Zuban Hotii Hain Sachii Doti To Sada Bezuban Hotii Hain Dosti Mein Dard Bhee Mile To Kyaa Ghabrana Suna Hai Dard Se Dosti Jawan Hotii Hain
Dost Banane Mei Aahtiyat Baratna Dosti Nibhane Mei Yaadoin Ko Aapne Sath Rakhna. Gar Naa Ho Koi Sath To Sapno Ko Nazaroo Ke Pas Rakhna.
Jhuthi Hi Sahimagar Hakikat Banii Rahe Ya Khuda Iss Dosti Ke Keemat Banii Rahe Dosti Jab Kar Le To Duaa Mangte Hain Umar Bharhamari Dosti Banii Rahe
Kuchh Kehte Hai Dosti Hai Pyaar, Kuchh Kehte Hai Dosti Hai Zindagi, Hum Kehte Dosti Hai Dosti, Jisse Badkar Na Pyaar Na Zindagi.
Sheshe Kaa Makan Tum Ne Bana To Liya Aye Dost Lekin Waqt Ke Haath Kaa Pathar Nahi Dekha Bhaagte Roshni Kii Talash Mein Najane Kahan Kahan Afsoos Kii Apni Rooh Ke Andar Nahi Dekha Honton Pe Hassi Dekh Li Dil Ke Andar Nahi Dekha
Chal To Rahe The Hum Zindagi Ke Raaste Par Ke Achaanak Hume Ek Dost Mila Jise Hone Lagi Hamaari Kuch Kadar Waada To Kiya Tha Ke Hum Saath Hi Rahenge Par Jahaan Kismat Ne Saath Chod Diya Ho To Hum Kya Use Rokenge