Jinke Liye Sab Kuch Chhod Diya Humne Unke Liye Ajj Kam Jayada Jarori Ho Gaya
Jise Kehte The Woh Apna Kabhi Wohi Ajj Begana Ho Gaya
Kiska Aitbar Kare Kiska Nahi Yeh Samajhna Bada Muskil Ho Gaya
Jisme Rehti Hai Jaan Humari Wohi Saks Abb Begana Ho Gaya