Teri khushboo nahi milti tera lahja milta






Teri Khushboo Nahi Milti Tera Lahja Nahi Milta
Humain tu Shehar Main Koi Tere Jaisa Nahi Milta
Yeh Kaisi Dhundh Main Hum Tum Safar Kar Bethay
Tumhain Aankhain Nahi Milti Humain Chehra Nahi Milta
Tumbin Dil Nahi Lagta Tumhi Ko Yaad Karta Hai
Tumhara Naam Leta hai Bohat Samjati Hoon Is Ko
Magar Bechain Rehta Hai Mil Hi Jay Ga Kabi
Dil Ko Yakeen Rehta Hai Wo Isi Shahar Ki Galiyon Main Rehta Hai
Tumhare Bin Zindagi Achi Nahi Lagti
Koi Gam Ho Ya Khushi Achi Nahi Lagti
Bari Bay Khuwab Hain Aankain
Ye Meri Jagti Aankhain
Tumhari Rah Takti Hain Aankain
Tumhe Wapis Bulati Hain
Zabaan Khamoosh Hai Lekin
Dil Sadein Deta Hai
Shayad Kabi Tum Aao
Is Aas Main Hi Dharakta Hai
Mera Pyaar Tum Ko Bolata Hai
Ye Dil Tum Ko Bolata Hai
Suno…………….
Ab To Aao Naa
Ab To Aao Naa
Kash Ham Ko Bhi Nazar Aa Jay Ek Totha Sitara
Ham Un Ko Mang Lay Ek Khuahish Ki Tamana Ki Terhaan
Wo Hame Mil Jay Ek Haseen Nazaray Ki Tarhan
Jin Ko Ham Dil Main Basa Kar Umar Guzare
Aik Khush Naseeb Ki Tarhan
Un Ki Yadoon Main Rooz Nikal Partay Hain
Shayad Wo Kabhi Nazar Aa Jay Ek Ajnabi Ki Tarhan
Us Ko Kabi Aati Bhi Nahi Hogi Meri Yaad
Jis Shakahs Say Har Lamha Mera Dhiyan Bandha Hain
Related SMS
- Jale ko aag kehte hai bujhe
- Unhe aadat hai zakham dene ki
- Mushkil me hon to musakarana aasan
- Khyalo ko kisi aahat ki aas
- Eed ke din aap khadi na
- Apane rukh pe nigaah karane do
- Aankhon pe aasunon ki lakir si
- Suna he pyar karne wale ajib
- Logo ne dharati dekhi amber dekha
- font
- Gudluck to my gudluckmay life bring happiness
- Kissa e dil sunane se kya fayda
- Dil ka rishta hai humaradil ke
- Yun to aapko roj yad kiya
- Ittefaq se hum mile aap hamein
- Surakh aankho se woh jab hame dekhte
- Mehki baharo main tumhe foolo ki tarah
- Is subahki tanhaie se dardki gehrayie
- Ek dil mere ko jalan de gayazindagi
- Aankhou ki gehraayi ko samaj nahi
- Is kadar hum unki mohabbat mei
- Agar me mar bhi jaoo e
- Dard he dil mei par iska ehsaas
- Anjaan si mulakat pehchan ban gayi
- Aaina tutkar aks pe shak nahi karta
- Zulam ye hai k yakta teri begana
- Zooq e nighah aur baharon k darmian
- Zindagi to kaat gai qaid e tamana
- Zindagi mein kuch na de sako to
- Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda
- Dosti ka rishta kabhi purana nahi hota
- Gehrayi pyar mei ho to bewafayi nahi
- Har sapna khushi pana ka pura nahi
- Yaad karoge to yaad aaunga dekhna chahoge
- Tum udaas se lagte ho koi tarqeeb
- Tadap uthte hain unhe yaad karke
- Raat sapno mei aate ho tum
- Na chupana koi baat dil mei ho
- Majburi mei nahi dil se yaad karna
- Khushiyo ki aarzu me mukaddar so gaye
- Jiyo itna ki zindagi kam pad jaye
- Zinda rahen to kya hai jo mar
- Keh ke dekh liya chup reh
- Dard to bahut hoga jab huma
- Mitha intezar to intezar se yaar
- If god answers ur prayers he
- Aasman ko neend aaye to sulayeh
- Kash ye pal yahi ruk jatetuze
- Waqt ke dayare se hum nikal
- Pyaar to zindagi ka afsana hai
- Aap ko dekha to laga pariyo
- Maine aansuo se kaha tanhai me
- Badi nazuk hai yeh manzil mohabaat
- Lamhe ye sunhere kal sath ho
- Nazar ne nazar se mulaqat kar
- Bikhri hui zulfoon ko apni pehchaan
- Agar sawan ki ghata ghire hai
- Aansuo mein raatbhar rona pada
- A dost tu bhi likha kar
- Gar fanus ki jid hai bijliya
- Sukhe hue phool jab kitabo mein
- Itna dard hai ki ro bhi
- Aaj ham unhe bewafa bana ke
- Ishq ko ishq samjo to karodard
- Teri palko par khawaab rakh gaya
- Log samajhte hain humne unhe bhula
- Jisko humne samjha apna uske daaman
- Gagan ke tootey taro ka haal kisne
- Bahut ajeeb se lagte ho dur rehkar
- Tu kahin bhi rahe sar pe tere
- Dekha jidhar yeh payaa aalam hijaab ka
- Zindgi ke liye jina zaruri hai
- Sitam karo ya na karo hum
- Palkon ki is luka chhipi ko dil kehta
- Tum bin zindagi suni si lagti haihar
- Haanth mila lo to dost ban
- Jab se hua hai woh khwab
- Aapke husne deedaar ko hazaron log
- Khafa hamse hoge kaise door jaoge
- Na tha wasta kesee shair say
- Mere dil mai utar sako to
- Koi khwab in aankho ne sajaya
- Zakham itne gahere hai izhaar kiya
- Bahut kismat wale hote hai jisko
- Main kaheen gum hoon tum ho
- Ab kay bhi zabt laazim
- Pholon ne jab tera badan pehan lia
- parveen shakir ki ghazal ek hijr musalsal
- Jane kion pandara ka tanhaa aur odasi
- Be sabab to na thin teri yadain
- Ajj wo modat bad aii thi buss
- Sach pochieyeto apne bhi qaabil nahi thi
- Jab raat ki nagan dasti hai naas
- Akhiri tis azamane ko ji to chaha
- Hua tu kuch b nahe bus thora
- Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay
- Zikr e shab e firaaq se vahashat use bhii thii merii
- Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k
- Aao udaas raton main dil
- Aansi nikal pare kuch yaad
- Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra
- Aadat nhi hai sir jhukaany
- Ek jesi lagti hain8217 chooriyan or larkiyan
- Sochate to bhol jana is qadar mushkil
- Jo lamhe raas atey hain
- Apne maazi se jo virsay main mile
- Girifta dil hain bahut aaj tere diwane khuda
- Na shikva hoga na shikayat hogi jab
- Hamne jise dilo jaan se chaha us
- Gam e judai ka sabab muhabbat hai gam e ruswai muhabbat
- Wo adhure lafz jo tumhe kabhi bataye
- Main to yaadon ke sherago ko jalane
- Jakhm gahre na the tab dil ke
- Badal garajte hain lekin barsaat nahi hoti
- Kaise bataaye kitna pyaar karte hain hum
- Log aksar kehte hai jinda rhe toh
- Wo kah rahe the humein intezar ko
- Aapne kaha tha chand ko dekhkar sona
- Sab qarenay usi dildar kay rakh dety
- Dil mein hum aik hi jazbe ko
- Hasti ka aitbaar kiye bagair reh na
- Kuch ishq tha kuch majboori thee so
- Ab yeah sochoon to bhanwar zahan mein
- Taar e mazgaan nahee mil raha tha zakham kis
- تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸ تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸbr / Ø¯Ø±Ø¯Ù ØØ¯Ø§Ø
- Dil mein bikhray howay jaalon se pareshaan
- Dosti humari aap kbhi bhulana nahi humse
- Abb jo bichrey hain tou
- Dosari bar kisi aur ka hone na
- Chor gaya ye aur baat
- Chehkate bolte shehron ko kia hoa nasir
- Chandani raton me malom nahin muj ko
- Chand bhi tanha raat tanha
- Chalo apni subha ko jaga kay aatay
- Chala jata hon hansata khelta moj e
- Chahat per pabandi kyu hai
- Boht barasta tha na ye december bhi
- Dabo na de tumhen mojon ka aztarab
- Dard ke maron ne piya eid ka
- Dastaras me hai tera phol sa chehra
- Dobte chand me roi hain hazaron ankhen
- Doba hoa tha sheher to khosh thi
- Dil torne ke liye itna he kafi
- Dil ko loug seenay
- Dil k makeen jazbay badaltay
- Dil e nadan katib e taqdeer se kya shikwa
- Dhond kar laen kise uss se takabal
- Dekha mujhe to tark e taluq ke
- Bichar ke tujh se na dekha gaya
- Bhool gya w0 humein bh00l
- Angrayi pe angrayi leti hai
- Akela pan mein to ghazal suna
- Ajeeb lutaf hoa un ki yaad se
- Ajab saadi hai k be chehra ho
- Aisi be rukhi gham e aashqi
- Aik murghi ka kawway se rishta ho
- Agar ye jan8217na chaho koi kaisay bikharta
- Afsaana kisi ka afsaana mera
- Apna bna le maana k
- Apni yaadein apni baate yaadein
- Ay maah e ramzan aahista chal abhi
- Bewafa ki yaado ko bewafai
- Beedal labas zeest bara didaa zaib tha
- Be khawb zindagi ka parastaar kon tha
- Baz oqat dil ki dunia b
- Barish ki boond in boondun
- Bara ha dard ka rishta ye dil
- Badla waafa ka dein ge bari sadgi
- Baat be baat rothane wale
- Acha kiya wabasta meri yad
Jale ko aag kehte hai, Bujhe ko khak kehte hai. Aapme jo cheez missing hai,
Unhe aadat hai zakham dene ki. Apni toh fitrat hai gham chupane ki, ab toh aadat si padh gayi hai aasoon
mushkil me hon to musakarana aasan nahin hota, phir bhi agar ho chehhre per mushkaan ,
Khyalo ko kisi aahat ki aas rehti hai, nigah ko kisi surat ki pyaas rehti hai. Tere bin kisi cheez ki kam
Eed ke din aap khadi na hona chhat par Eed ke din aap khadi na hona chhat par ka
apane rukh pe nigaah karane do khuubasuurat gunaah karane do rukh se pardaa haTa
Aankhon pe aasunon ki lakir si bann gayi, Kabhi socha na tha aisi taqdeer bann gayi. Humne toh firayi thi
Suna he pyar karne wale ajib hote hai, khushi ke badle gam nasib hote hai, mere dost mohabba
Logo ne dharati dekhi, amber dekha, Mausam dekhe aur jivan bhi dekh liya; Humari yeh najre a
gudluck to my gudluck,may life bring happiness for her,and i will waiting for her,till my death.that is intezar (From:Akhilesh Kumar’s gudluck – Satna(M.P.))
Kissa E Dil Sunane Se Kya Fayda, Ilzam Hum Pe Lagane Se Kya FYda, Harbaar Tuta Mere Sapno Ka Mahel. Ret Ke Gharonde Banane Se Kya FYda. (From: – Surat)
Dil ka rishta hai humara,dil ke kone mein hai naam tumhara, har yaad mein hai chehra tumhara,saath nahin tho kya hua-
Yun to aapko roj yad kiya karte hai, man hi man me dekh lia karte hai, kya hua agarpas nahi
Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hamein pasand aaye, ittefaq se hum ne dosti banayi,
Surakh aankho se woh jab hame dekhte hain,Ham ghabrakar aankhein jhuka lete hain…Kaun milaaye un aankho se aankhein,Suna hai woh aankho se apna bana lete hain… (From:
mehki baharo main tumhe foolo ki tarah dekha hai,baraste sawan main tumhe boondo ki tarah dekha hai,saza rakhe hai jo khawab apni zindagi ki raho main, un raho main tumhe
Is subahki tanhaie se, Is dardki gehrayie se, Ye dil kuch baat kar raha hai… zara Samjho in Fizaoun ki jubanko, Aaj fir tumhe koi yaad kar RAHA HAI (From: – Surat))
Ek dil mere dil ko jalan de gaya,Zindagi mujhe jeene ka kafan de gaya…Laakho phulon me se ek phul chuna hamne,Jo kaanto se gehri chubhan de gaya…. (From:Vivek Manchan
Aankhou ki gehraayi ko samaj nahi paate, Hoth he magar kuch hum keh nahi paate, Apni dil ki baat kis tarah kahe tumse, Tum wahi ho jinke bina hum reh nahi paateh!:-???
Other Popular Random Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Is kadar hum unki mohabbat mei kho gaye, ki ek najar dekha, aur bus unhi ke hum ho gaye, Aan
Agar me mar bhi jaoo e dost,tum gum bhi na karna,asoon bhi na bahana,arthi bhi na uthana,bus Seedhe uper chale ana..
Dard he dil mei par iska ehsaas nahi hota, Rota he dil jab ow paas nahi hota, Marbaad ho gaye hum unki mohabbat mei, Aur wo kehta hain is tarah pyar nahi hota…!
Anjaan si mulakat pehchan ban gayi, 1 meethe se rishte ki jaan ba gayi, Do kadam hum chale, do kadam hum, Aur dosti ki ye raah kitni asaan ban gayi…!
Aaina tutkar aks pe shak nahi karta Bina gul ke gulshan mehka nahi karta Badnaseeb to seene mei chupa hua dil he Toot ke chur ho jata he, lekin uff bhi nahi karta
Zulam ye hai k hai yakta teri begana rawi Zulam ye hai k hai yakta teri begana rawi, Lutaf ye hai k me abb tak tujhe apna samjhon.
Zooq e nighah aur baharon k darmian Zooq e nighah aur baharon k darmian, Parde gire hain wo k na jin ko utha sakon.
Zindagi to kaat gai qaid e tamana me tamam Zindagi to kaat gai qaid e tamana me tamam, Abb tarado kia karain apni rahai k lie.
Zindagi mein kuch na de sako to Zindagi mein kuch na de sako to na sahi. Agr tum se pehle mar jaun to bakhshish ki dua zarur dena…!..
Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda, Aur to hai k sada aina khane mange.
Dosti Ka Rishta Kabhi Purana Nahi Hota, Isse Bada Koi Khazana Nahi Hota, Dosti To Pyar Se Bhi Pavitra Hai, Kyun ki Isme Koi Pagal Ya Deewana Nahi Hota…!
Gehrayi pyar mei ho to bewafayi nahi hoti Sachhe pyar mei kahi tanhayi nahi hoti Magar pyar zara sambhal kar karna mere dost Pyar ke zakhm ki koi dawa nahi hoti
Har sapna khushi pana ka pura nahi hota Koi kisike bina adhura nahi hota Jo chand roshan karta he sab raaton ko Wo bhi to har raat ko pura nahi hota
Yaad karoge to yaad aaunga, Dekhna chahoge to nazar aaunga, Magar kabhi bhulne ki koshish mat karna, Varna chup jaunga fir kabhi nazar nahi aaunga…!
Tum Udaas Udaas Se Lagte Ho, Koi Tarqeeb Batao manane Ki, Main Apni Zindagi Bhi Girvi Rakh Sakta Hu, Tum Keemat Batado Muskurane Ki…!
Tadap Uthte Hain Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hain Hume Tanha Karke, Ab To Itna Hi Taalluq Reh Gay He, Ki Ro Lete Hain Unhe Yaad Karke
Raat sapno mei aate ho tum, Kabhi haqeeqat mei saamne aake to dekho, Baaten to roz karte ho phone pe, Kabhi aakar apne seene se lagake to dekho
Na chupana koi baat dil mei ho agar Rakhna thoda bharosa tum ham par Hum nibhayenge har rishte ko is kadar Ki aap na bhool payenge hame zindagi bhar
Majburi mei nahi dil se yaad karna Duniya se fursat mile to baat karna Dua hai zamane ki har khushi pao aap Phir bhi aankh bhar aaye to hame yaad karna
Khushiyo ki aarzu me mukaddar so gaye, Aandhi aisi chali ki apne bhi kho gaye, Kya khub tha unka andaaz-e-mohabbat, Pyaar dene aaye the aur palke bhigo gaye..!
Jiyo Itna Ki Zindagi Kam Pad Jaye, Haso Itna Ki Rona Mushkil Ho Jaye, Kisi Ko Pana To Kismat Ki Baat He, Magar Chaho Itna Ki Khuda Dene Pe Majboor Ho Jaye…!
Zinda rahen to kya hai jo mar jayen ham to kya zinda rahen to kya hai jo mar jayen ham to kya duniya main khamoshi se guzar jayen ham to kya hasti hi apni kya hai zamane k samne ek khwab hain jahan main bikhar jayen ham to kya ab kaun muntazir hai hamare liye […]
Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya.
dard to bahut hoga jab huma aap se juda honge …..roenge hum magar aansoo na aaenge ……………jab saat
Mitha Intezar to intezar se yaar mitha, Mitha Yaar to
If GOD answers ur prayers ,he is increasing ur faith,If he delays he is increasing ur patience,and if he dosen
Aasman ko neend aaye to sulayeh kahan,Dharti ko maut aaye to dafnayein kahan. Sagar ki lehrein aaye to chupaye
Kash ye pal yahi ruk jate,Tuze milane ko hum daude chale aate, E-Khuda etna ek kaam to kiya hota, Ek dil i
Waqt ke dayare se hum nikal na jaaye,Aap ke dil se kahi hum utar
Pyaar To Zindagi Ka Afsana Hai , Iska Apna Hi Ek Tarana Hai , Pata Hai Sabko Milenge Sirf Aansu , Par Na Jaane Duniya Mein Har Koi Kyu Iska Diwana
aap ko dekha to laga pariyo ka koi sapna hoga! ab talak to aazad tha dil , magar ab bandh ke rakhna hoga! aap ke ras bhare honth maikash bhari aankho
maine aansuo se kaha tanhai me aaya karo, yu mehfil me mera mazak mat udaya karo, espar ek aansu tapak kar bola, itne logo me tumhe tnha pate hain, isliye
Badi Nazuk Hai Yeh Manzil Mohabaat Ka Safar Hai Dhadhak, Ahista Se E-Dil, Mohabaat Ka Safar Hai… Koi Sun Le Na Yeh Kissa Bahut Da
Lamhe ye sunhere kal sath ho na ho, kal me aaj jesi baat ho na ho, yaadon ke hasin
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rah dono khamosh par baat karli. Mohabbat ki fiza ko
Bikhri hui zulfoon ko apni pehchaan bana lo, rakhna hai mujhe qaid to zanjeer bana lo, kaagaz pe lakeeren to
Agar sawan ki ghata ghire hai to grajte-grajte baras jayega…Hogi dua uparwale ki to aapka naya saal haste
Aansuo mein raatbhar rona pada , Tere milan se to haath dhona pada , Tera milna tha khwaab mera ; Khwaab laa
A dost tu bhi likha kar shayari, Meri tarah tera bhi naam ho jaega… Jab tujh par bhi padenge ANDE, TAMAATA
gar fanus ki jid hai bijliya girani ki, to apni bhi jid hai ashiya yahi banani ki.
Sukhe Hue Phool Jab Kitabo Mein Mil Jayenge, Bhool Se P
Itna dard hai ki ro bhi nahi paa rahe hain, Hosh gum hain, nahi jaante kahan jaa rahe hain, Humne to tumhare
Aaj ham unhe bewafa bana ke aaye hai, unke khato ko pani me dubo ke aaye hai, koi nikal ke padh na le woh kh
Ishq ko ishq samjo to ishq karo,dard ko dard samjo to mohhabbat karo,wade ko wada samjo to pura karo,or humko apna samjo to roz sms karo..!
TERI PALKO PAR KHAWAAB RAKH GAYA KOI.TERI SAANSO PE NAAM LIKH GAYA KOI. CHALO WADA RAHA TUM SE. BHOOL JANA HUME AGAR HUMSE. BEHTAR DOST TUMHE MIL J
Log samajhte hain humne unhe bhula rakha hai,Woh kya jaane dil me chupa rakha hai… Dekhe na koi unhe meri aankhon me.Isliye palkon ko gira rakha hai…. (From:Vivek Ma
Jisko humne samjha apna uske daaman me daag tha,Hum mar rahe the ro-ro kar… Par us bewafa ke mann me Uska hi khayal tha…. (From:Vivek Manchanda – Lucknow U.P
GAGAN KE TOOTEY TARO KA HAAL KISNE PUCHA HAI,JANHA MEIN DEEVANO KA HAAL KIS NE PUCHA HAI ,SABHI NE PHULO KO CHAHA HAI SULAGTI RAKH PE DEEVANO KA HAAL KIS NE PUCHA HAI
Bahut Ajeeb Se Lagte Ho, Dur Rehkar Bhi Dil Ke Bahut Kareeb Lagte Ho… Malum Hai Tumhe Hum Paa Na Sakenge, Phir Kyun Tum Hume ,, Humare Naseeb Lagte Ho…. ((From:Raj –
Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai tere haathon ki lakiiron mein mera naam to hai ……. Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Khush
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zinda
Zindgi ke liye jina zaruri hai,, Jineke leye arman zaruri hai, Dil mein chahe hazaro gum ho,
Sitam Karo ya na karo na hum gila nahi karte, Virane me Phool kabhi khila nahi karte, Bas it
Palkon ki is luka-chhipi ko dil kehta hai main pyaar maan loon… Na keh ke woh hans deti hai,Kaise main inkaar maan loon…. (From:Vivek Manchanda – Lucknow U.P.(India)
Tum bin zindagi suni si lagti hai,Har pal adhuri si lagti hai… Ab to in saanson ko apni saanson se jod de,Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai… ((From:Vivek M
HAANTH MILA LO TO DOST BAN JATE HO, AATMA MILA LO TO EK BAN JATE HO, NAJREIN MILA LO TO ISHQ HO JATA HAI
Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah Khushbu Ke
aapke husne deedaar ko…. hazaron log taraste hain….humpe thodi si inayat kar deejiye …hum bhi aapk
Khafa hamse hoge kaise, door hamse jaoge kaise? hum ko tum bhulaoge kaise? H
Na tha wasta kesee shair say Na tha shairown say main ayashana tere dard nay tere yaad nay mughay shair
mere dil mai utar sako to shayad jaan lo, kitni khamosh mohabbat tumse karta hai koi!!!
Koi khwab in aankho ne sajaya hi nhi, Hmare dil ki gehrai ko koi smajh paya hi nhi. Kisi ko mehsus ho KA
ZAKHAM ITNE GAHERE HAI. IZHAAR KIYA KARE. HUM KHUD NISSANA BAN GAYE. WAAR KIYA KARE. MAR GAYE HUM. MAGAR
bahut kismat wale hote hai jisko sacha pyar milta hai, warna es duniya mein naseeb wale bahut kum aur sa
Main Kaheen Gum Hoon Tum Kaheen Gum Ho Phir Bhi Eysa Lagta Hai Har Jag
Ab kay bhi zabt laazim hai magar dukh hai qayamat ka Faraz zalim ab kay bhi na roye ga to marr jaye ga.
Pholon Ne Jab Tera Badan Pehan Lia Gham.e.Zindagi
“Parveen shakir ki ghazal” ek hijr musalsal hai aansu hain mairy saathi kuch khuaab puraany hain kuch pass naheen baqi tairy pass chali aaun taire neend chura loun mairy dil sy na jaany kyun ya khuaaesh naheen jaati din raat tumhain daikhun or pyar kiya jaaun maire aankhon sy mairy honton sy taire pyaas naheen […]
Jane kion pandara ka tanhaa Aur odasi pehne chand Mujh ko acha lagta hai Shaid yoon Choda to abb meri zid hai Kion k choda ka khosh chand Uss ko acha lagta tha
Be sabab to na thin teri yadain Teri yadon se kia nahin sekha Zabat ka hosala bharha laina Ansaon ko kahen chopa laina Kampati dobati sadaon ka Chop k chadar se dhanp kar rakhana Be sabab bhi kabhi kabhi hansana Jab bhi ho baat koi talkhi ki Mozon goftago badal daina Be sabab to nahin […]
Ajj wo modat bad aii thi Buss ye kehne Janna…. Mere sare khat lota do Sab tasveren kalam kitaben Wapis kar do sare tohfe Mujh se sub kuch mangane wali Jate jate Mere kamare ki chokhat par Chor gai hai –APANA APP–
Sach PochieyeTo Apne Bhi Qaabil Nahi Thi Mein… Acha Howa Jo Aap Ne Thukra Diya Mujhe….!!!
Jab raat ki nagan dasti hai Naas naas me zehar otarta hai Jab chand ki kirnain tezi se Uss dil ko cheer k ati hain Jab ankh k andar hi ansoo Zanjeron me bhand jate hain Sab jazbon par cha jate hain Tab yaad bahot tum ate ho Jab dard ki bhanjar bajati hai Jab […]
Akhiri Tis azamane ko ji to chaha tha muskurane ko Yaad itni bhi sakht jan to nahin ik gharaunda raha hai dahane ko sangrezon main dhal gaye ansu log hansate rahe dikhane ko zaKhm-e-nagma bhi lau to deta hai ik diya rah gaya jalane ko jalane vale to jal bujhe akhir kaun deta Khabar zamane […]
Hua tu kuch b nahe, Bus! Thora sa Maan toota ha, Thore se Log bichre hain, Thore se Khwab bikhre hain, Hua tu kuch b nahe, Bs! Thori c Nenden Urr gae hain, Thori c Khushian Chin gae hain, Hua tu kuch b nahe, Bs! Apna ap Ganwaya ha, Ankhon ko Brsna Sikhaya ha, Chahton […]
Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein.. ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai.. iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein…
Zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii Merii tarah kisii se muhabbat use bhii thii mujh ko bhii shauq thaa naye cheharo.n kii diid kaa rastaa badal ke chalane kii aadat use bhii thii us raat der tak vo rahaa mahv-e-guftaguu masruuf mai.n bhii kam thaa faraaGat use bhii thii sunataa thaa vo bhii sab se […]
Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k jahan Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k jahan, Zindagi raas na ae to qaza bhi na mile.
Aao udaas raton raton main Aao udaas raton main Dil ki basti mai a k dekho Har ek rasta har ek daricha Tumhari chahat ka muntazir hai Falak say takta hai chand tum ko Sitaray tum ko bula rahey hain Tumhari aamad k muntazir hain Mujhy yaqin hai tumharey dil mai Gaye dino k khayal […]
Aansi nikal pare kuch yaad kr k aankh se aansu nikal parhey itni muddat k baad guzrey jo us ki gali se hum
Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra mohsin, Aaj phir raat na guzrey gi suhaani apni…
Aadat nhi hai Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi hai, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat […]
EK Jesi Lagti Hain’ Chooriyan or Larkiyan, Hansti Hain’ Khanakti Hain’ Chooriyan or Larkiyan.. Nazuk Inteha ki’ Ek Zara-si Thais se, Toot-Kar Bikhrti Hain’ Chooriyan or Larkiyan.. UNKY Torrny-WaLy ko Ehsaas-tk Nahi Hota, Bikhr-k KAB SambhLti Hain’ Chooriyan or Larkiyan.. Apney Dukh ko Apney Andar Rakh k BhooL Jaati Hy, Bahir Muskuraati Hain ‘Chuooiyan or […]
Sochate to bhol jana is qadar mushkil nahin Sochate to bhol jana is qadar mushkil nahin, Kaam asan hai magar hum se kahan hone laga.
Jo lamhe raas atey hain jo lamhy raas atey hain,wohi bs khass hain mujh tak kahan phir gham,kahan sapny.kahan arman gulshan k
Apne maazi se jo virsay main mile hain hum ko In asoolon ki tijarat nahin hogi hum se Ehd-e-Hazir ki her ik baat humain dil se qabool Sirf toheen-eriwayat nahin hogi hum se Jhoot bhi bolain, sadaqat ke payambar bhi banain Hum ko bakhsho, ye siyasat nahin hogi hum se Zakhm bhi khayen, raqebon ko […]
Girifta-dil hain bahut aaj tere diwane Khuda kare koi tere siwa na pahchane miti miti si ummiden thake thake se khayal bujhe bujhe se nigahon main gham k afsane hazar shukr k ham ne zuban se kuch na kaha ye aur bat k pucha na ahal-e-duniya ne baqadr-e-tashnalabi pursish-e-wafa na hui chalak k rah gaye […]
Na shikva hoga na shikayat hogi, jab bhi dil dhadkega to yaadon ki aahat hogi, saans na loon phir bhi ye band na hogi, tujhse baatein na ho to zindagi jung hogi, AAdy ke jeewan mein umang hogi agar uski jaan uske sang hogi. MY Love Ekta AAdy
Hamne jise dilo jaan se chaha, Us bewafa ne kisi or ko chaha, Pata nahi ham ashiq Kyu unke liye faryad karte hai, Jabki pyar k bahane to wo hame barbad karte hai. By Himan
Gam-e-Judai ka sabab Muhabbat hai Gam-e-Ruswai ka sabab muhabbat hai Sabke Gharonde to huye ishq se abad Meri Tanhai ka sabab Muhabbat hai. by Tauseef Ahmed
Wo adhure lafz jo tumhe kabhi bataye nahi likha tha in ankho mei tum kyu samajh paye nahi kabhi dekha hota seene se lagkar hamare keh deti ye dhadkan tumse jo hum kabhi keh paye nahi…. I still love her rajender ahirwar
Main to yaadon ke sherago ko jalane main raha, Dil ke dehlez ko asko se sajane main laga raha, Mud gaye woh to sikko ki khanak sunkar, Main to gareboan ki lakero ko mitane main laga raha …
Jakhm gahre na the tab dil ke, dard main is kadar mithas na thi, aap hi ka yeh karz hai warna, jindgi is kadar udas na thi. Submitted By K K SHARMA
Badal garajte hain, Lekin barsaat nahi hoti, yaad teri aati hai bahut, lekin mulakaat nahi hoti… Submitted By Abrar Afzal
Kaise bataaye kitna pyaar karte hain hum tumse, ye bhi nahi jaante hum kitni khafaa ho humse aaogi humaare paas aur dogi jawaab to mar jaaenge hum khushi se na aaogi to rote rote mar jaaenge hum tere ghum se kisi aashiq ki mazaar ke wahaan khadaa hua aur uski kabr ka darwaaza khatkhataaya thodi […]
Log aksar kehte hai jinda rhe toh phir milenge………….. Magar Iss dil ne mehsus kiya hai agar milenge toh hi shayad Jinda rhenge. Mohit
Wo kah rahe the humein intezar ko, humne har lamha kasmakash me gujar diya.. Jab na aayi unki khabar to socha… –Udne do parindon ko fizao me hamare honge to laut ayenge kisi roz–. by Alok Dedicated to- Aayushi(aashi).
Aapne kaha tha chand ko Dekhkar sona har raat ko!! Na jaane kyun hum bhula Na sake Aapki itni si baat ko!! By Ravi
Sab Qarenay usi dildar kay rakh dety hain, ham ghazal main bhi hunar yaar k rakh dety hain, Shayad aa jayen kabhi chashm e kharidar main ham, jan o dil baich k bazar main rakh dety hain, Zikr e janaan main yeh duniya ko kahan le aye, log kiun maslay baykaar kay rakh dety hain, […]
Dil mein hum aik hi jazbe ko samoyen kese, Ab tujhe paa ke yeh uljhan hai ke khoyen kese, Zehen chalni jo kiya hai, To yeh majboori hai, Jitne kaante hain, woh talwon mein piroyen kese, Hum ne maana ke bohat der hai hashar aney tak, Chaar janib teri aahat ho to soyen kese, Kitni […]
Hasti ka aitbaar kiye bagair reh na jaye, Dunya hai yahan per jiye bin raha na jaye Kat’ti nahin yeh zindagi umeed ke bagher, Yeh jaam woh hai jis ko piye bin raha na jaye, Chahat ka zakhm dil ko tamasha na bana de Aesa hai chaak jis ko siye bin rahaa na jaye, Dunya […]
Kuch ishq tha kuch majboori thee, so main nay jeevan vaar dia Main kaisa zinda aadmi tha , ek shakhs nay mujh ko maar dia Main khuli huee ek sachaayee mujhe jaan-nay walay jantay hain main nay kin logon sey nafrat kee aur kin logon ko pyaar dia..
Ab yeah sochoon to bhanwar zahan mein par jatay hain kaisay chehray hain jo milte hain bichar jatay hain Kion tere durd ko dien tuhmat-e-weerani-e-dil? Zalzaloon mein to bharay shehar ujar jatay hain Mousam-e-durd mein ik dil ko bachaoon kaisay??? Taiz andhi mein to khaimay bhi ukhar jatay hain Soch ka aaina dhundla ho to […]
Taar-e-Mazgaan Nahee Mil Raha Tha Zakham Kis Yaad Ka Sil Raha Tha Barf Mein Roshni Ghul Rahee Thi Wo Mujhe Khwaab Mein Mil Raha Tha Kuch Ajab Roshni Baagh Mein Thi Phool Kis Rung Ka Khil Raha Tha Saamnay Tha Wo Aur Dono Chup Thay Ab Na Ham Thay Na Wo Dil Raha Tha Rung-o-Rogan […]
تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸ تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸ Ø¯Ø±Ø¯Ù ØØ¯Ø§Ø…ÛŒ کیا Ûوتا ÛÛ’ØŸ تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸ 󯯱 Ùˆ وصا٠کے Ù…ÛŒÙÛ’ میں ØØ¨ خود سے بچھڑ ØØ§ØªØ§ ÛÛ’ کو؅ی ÙˆÛ ØªÙ†ÛØ§Ø…ÛŒ کیا Ûوتی ÛÛ’ØŸ تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸ تم کیا ØØ§Ù†ÙˆØŸ درد Ú©Û’ اÙÚ¯Ù†Û’ سے Ù¾Ú¾ÙÙ†Û’ تک د٠مٹی Ú©Ùˆ دھوپ، Ûوا، بارش Ú©Û’ کیا کیا طعنے سÙننے […]
Dil Mein Bikhray Howay Jaalon Se Pareshaan Na Ho Mere Guzray Howay Saalon Se Pareshaan Na Ho Meri Aawaaz Ki Talkhi Ko Gawaara Kar Le Mere Gustaakh Sawaalon Se Pareshaan Na Ho Mein Ne Maana Teri Aankhain Nahi Khulti Hain Magar Din Nikalnay De, Ujaalon Se Pareshaan Na Ho Apni Zulfon Mein Utarti Howi Chaandni […]
Dosti humari aap kbhi bhulana nahi, Humse kabhi bhi apna koi gam chupana nahi, Har waqt hume apne paas payoge, Yaado ka deepak kabhi bhujana nhi, Ladenge, jagdenge apko rulayenge bhi, roothoge to apko manayenge bhi, udaas rahoge to apko hasayenge bhi, kuch bhi ho lakin ye dosti ka rishta kabi thukrana nahi. Sonu
Abb jo bichrey hain tou Abb jo bichrain hain to ehsaas hua hai humko, Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain, Koi lamha ho teri yaad mai kho jatay hain, Abb to khud ko b muyassar nahi aa patay hain, Raat ho din ho teray pyaar mai hum behtay hain, Dard kya hota hai […]
Dosari bar kisi aur ka hone na dia Dosari bar kisi aur ka hone na dia, hum ne jis shakhs ko ik bar banaea apne.
Chor Gaya Ye aur baat hai k Dushmn hua hai aj magar Wo mera Dost tha kal tk usy bura na kaho Najany konsi majbooriyon ka Qaidi ho Wo sath chor gya hai to usy bewafa na kaho
Chehkate bolte shehron ko kia hoa nasir Chehkate bolte shehron ko kia hoa nasir, Ke din ko bhi mere ghar me wohi odasi hai.
Chandani raton me malom nahin muj ko adam Chandani raton me malom nahin muj ko adam, Bhole bisare hoe gham kis lie yaad ate hain.
Chand Bhi Tanha, Raat Bhi Tanha Chand Bhi Tanha, Raat Bhi Tanha, Aur Tanha Meri Zaat Hy, Phr Toot Ke Wo Yaad Aaya Ajeeb December Ki Ye Raat Hy…
Chalo apni subha ko jaga kay aatay hain andheri raat thikanay laga kay aatay hain chalo keh apni subha ko jaga kay aatay hain sabhi jo maan rahay hain,bohat andhera hai chiragh jorr kay suraj banaa kay aatay hain hajoom e shehar pay sakta keh pehal kon karay saleeb e shehar ko aao saja kay […]
Chala jata hon hansata khelta moj e hawadas se Chala jata hon hansata khelta moj e hawadas se, Agar asanian hon zindagi dushwar ho jae.
Chahat per pabandi kyu hai Chahat per pabandi kyu hai?dunia itni andhi kyu hai Andhu me andha ban jana mumkin hai asan nahi..
Boht barasta tha na ye December bhi Boht barasta tha na ye December bhi.. Lagta hai ab isey bhi pyar ho gaya…..!
Dabo na de tumhen mojon ka aztarab kahen Dabo na de tumhen mojon ka aztarab kahen, Sumandar me talash e geher nahin karna.
Dard ke maron ne piya eid ka chand Talkhiyaan barh gayin jab zeest ke pemaney mein Ghol ke dard ke maaron ne piya eid ka chaand…
Dastaras me hai tera phol sa chehra lakin Dastaras me hai tera phol sa chehra lakin, Us ko chone se bikhar jane ka dar lagta hai.
Dobte chand me roi hain hazaron ankhen Dobte chand me roi hain hazaron ankhen, Me to rota bhi nahin tum ko hansi kion ai.
Doba hoa tha sheher to khosh thi har ik mooj Doba hoa tha sheher to khosh thi har ik mooj, Pani utar gea hai to darya udas hai.
Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai Mohabaat mein Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai Faraz.. . Ap Ka Matluba Number Dosri Line Pr Masruf Hai
Dil ko … loug seenay mein qaid rakhty hen,,, Hum ny sar par charha lia dil ko
Dil k Makeen jazbay badaltay ja rahay hain Kay jaisay khawab martay ja rahay hain Koi dil kay liye dil kay makin ko Nazar andaaz kartay ja rahay hain Jo dil ka haal hai dil jaanta hai Bazahir tu sambhaltay ja rahay hain Chalay tu hain tumharay sheher say hum Kaaf-e-afsos maltay ja rahay hain […]
Dil-e-Nadan ?”Katib-e-Taqdeer” se kya SHIKWA aey “Dil-e-Nadan” Jab Har “Shay” ne MITT jana hai to phr “KHUWAHISHIEN” kaisi,
Dhond kar laen kise uss se takabal k lie Dhond kar laen kise uss se takabal k lie, Wo hasen jis k makabal dosara koi nahin.
Dekha mujhe to tark-e-taluq Dekha mujhe to tark-e-taluq ke bawajood. wo muskura diya ye hunar bhi ussi ka tha…
Bichar ke tujh se na dekha gaya Bichar ke tujh se na dekha gaya kisi ka milaap, Urra diye parindey shajar pe bethey huye …
Bhool gya W0 Humein BH00L GYA T0 K0I BAT NAHI ..! Aj W0 WaQt Hai K L0g0 K0 KHUDA Bhi YaaD Nahi..!
Angrayi pe angrayi leti hai angrai par angrai leti hai rat judai ki tum kya samjho tum kya jano bat meri tanhai ki kaun siyahi ghol raha tha waqt k bahte dariya mein main ne ankh jhuki dekhi hai aj kisi harjai ki wasl ki rat na jane kyun israr tha unko jane par waqt […]
Akela-pan Mein To Ghazal Suna Ke Akela Khada Raha, Sab Apne-Apne Chaahne Waalon Mein Kho Gaye !
Ajeeb lutaf hoa un ki yaad se mehsoos Ajeeb lutaf hoa un ki yaad se mehsoos, K jaise dil k dareche khole hawa ai.
Ajab saadi hai k be chehra ho gai makhloq Ajab saadi hai k be chehra ho gai makhloq, Mujhe kisi k bhi shanon pe sir nahin milta.
Aisi Be-Rukhi Gham e Aashqi Se keh Do Rah e Aam tak na Pahunche, Uthey Har Nigaah Lekin Koi Baam tak Na Pahunchey, Main Nazar Sey Pi Raha tha to Ye Dil ne Bad-Dua di, Uthey har Nigaah Lekin Koi Jaam tak Na Pahunchey, Yeh Adaaye Be-Niyaazi Tujhe Be Wafaa Mubarak, Mgar Aisi Be-Rukhi Kya […]
Aik Murghi ka Kawway se rishta ho gaya Aik Murghi ka Kawway se rishta ho gaya, . Jab Murghay ko pata chala, to wo Murghi k paas gaya or Bola: . Mujh men kya kami hai? Smart hoon, Kawway se zyada khoobsurat hun, Tumhari biradari ka hun, Meri awaz pooray sheher men goonjti hai. Murghon […]
Agar ye jan’na chaho, Koi kaisay bikharta hai? Agar ye jan’na chaho, Koi kaisay Bikharta hai? Bikhar kr kaisay Jeeta hay? Chaman main tum chalay jana, Khizan k Sard Mausam main, Wahan Patton ko dekho tum… Ya phir 1 Aainaa lay lo, Usay Pathar pe Day maro, Agar mushkil ho ye Bhi to, 1 Phool […]
Afsaana kisi ka afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haaye na poochho haaye na poochho poochho na muhabbat ka asar haaye na poochho haaye na poochho dum bhar mein koi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera […]
Apna Bna Le Maana k Me Ghareeb HoOn Ye Baat Sach tO Hai Lekin, ?WASI? Tu Agar, Apna Bna Le MujhkO tO- Tere sab Gham khareed Sakta HoOn !
Apni Yaadein apni baate apni yaadein apni baate lekar jana bhul gaye,, jane wale jaldi mai milkar jana bhul gaye,, mur-mur kar dekha tha jaate raste mai usne,, jese use kuch kehna tha jo wo kehna bhul gaye,, waqt-e-rukhsat poch raha tha mere aansu apne aanchal se.. usko gham tha itna k wo khud rona […]
Ay maah-e-Ramzan aahista chal.. Abhi kafi Qarz chukana hai,, ALLAH ko krna hy raazi.. Or gunaho ko bakhswana hy,, kuch khuwab hain jin ko likhna hy.. Or tabiro ko pana hy,, kuch log hen ujre dil wale.. Un dilo me pyar basana hy,, or khizan rasida angan me.. Khushiyon ka deep jalana hy,, Kuch tauba […]
Bewafa ki yaado ko Bewafai oski mita ky aya hun.. Khat osky paani me baha kr aya hun.. Koi parh na ly os bewafa ki yaado ko.. Esleay paani me bi AAG laga kr aya hun..
Beedal labas zeest bara didaa zaib tha Beedal labas zeest bara didaa zaib tha, Aur hum ne us libas ko ulta pehan lia.
Be khawb zindagi ka parastaar kon tha Be khawb zindagi ka parastaar kon tha,,,??? Itni udas raat mein be daar kon tha,,,????? Kis ko ye fikr thi k mohabbat mein kia hooa,,,,??? Ham is pe larr rahy they wafadaar kon tha,,,??? So kashtian jala k chaly sahilon se ham,,, Ab tum ko kia bataen k […]
Baz oqat dil ki dunia b Baz oqat dil ki dunia b, Ankh k fasalon pe chalti ha.
Barish Ki Boond In Barish Ki Boondun Mein Na Jane Kis Ke Ansoo Hein Sadioon Pehly Shaid Koi Sadiyon Beth K Roya Tha !!!
Bara ha dard ka rishta ye dil ghareb sahi Bara ha dard ka rishta ye dil ghareb sahi, Tmhre naam pe aen ge ghamgusar chaley.
Badla waafa ka dein ge bari sadgi se Badla waafa ka dyen gaye bari sadgi sy hum, Tum hum sy ruthe jao gaye aur zindagi sy hum !
Baat be baat rothane wale Baat be baat rothane wale, Waqat be waqat tuj ko socha hai.
Acha Kiya Wabasta Meri Yad say Kuch Talkhian Bhi Thi.. Acha Kiya Jo Mujh Ko Faramosh Kar Diya..!