Simti Hui Ye Ghadiya Phir Se Naa Bikhar Jaaye
Is Raat Mein Jiilei Ham Is Raat Mein Maar Jaaye
Ab Subha Naa Aa Paaye_aaon Ye Duwa Mange
Is Raat Ke Har Pal Se_raatein Hii Ubhar Jaaye
Duniya Kii Nigahe Ab Ham Tak Na Pahunch Paaye
Taaron Mein Basi Chal Kar_dharti Mein Utar Jaaye
Haalat Ke Teeron Se Chhalni Hain Badan Aapne
Paas Aaon Ke Seeno Ke Kuchh Zakhm To Bhar Jaaye
Aagein Bhi Andhera Hain Peechhe Bhi Andhera Hain
Aapni Hain Wohin Saanse Jo Saath Guzar Jaaye
Bichhri Hui Ruhon Kaa Ye Mel Suhana Hain
Is Mel Kaa Kuchh Ehsaan Jismope Bhii Kar Jaaye
Taarsein Huye Jaazbon Ko Ab Aur Naa Taarsaon
Tum Saane Pe Sar Rakhdon_ham Bahon Mein Bhar Jaaye