Rooh Yo Tan Ke Libaso Mein Safar Kerti Hai
Chithiyan Jaise Lifafah Mein Safar Kerti Hai
Kal Subah Uski He Ankho Na Mugh Batlaya Hai
Uski Neenda Mera Khawbo Mein Safar Kerti Hai
Maut Per Yakin Hai Hume Aur Tujhe Per Bhi Aietbaar Hai
Dekha Kaun Pehle Ata Hai Hume Duno Ka Intezar Hai
Wo Mile Humko Kahani Bankar,Dil Me Rahe Pyar Ki Nishani Banker
Hum Jinhe Jagah Dete Hai Ankho Me Apni, Wo Aksar Niqal Jate Hai Pani Bankar
Dost Hai To Aansuon Ki Bhi Shaan Hoti Hai
Dost Na Ho To Mehfil Bhi Samshan Hoti Hai
Sara Khel To Dosti Ka Hi Hai Warna Janaza Or
Barat Ek Saman Hoti Hai.