Phool Bhi Jalte Hain Jis Ke Khushboo Bhare Daman Se
Kya Hoga Jo Woh Aanchan Lehraae Kabhie
Hijaab Uska Ke Noor Se Uske Jo Chalka Raha Hai Hai Noor Ko
Kya Hoga Jo Woh Saamne Aajae Kabhie
Dil Ki Dhadkan Jis Ke Chalne Ka Pata Deti Hai
Kya Hoga Jo Woh Payal Chankae Kabhie
Dekh Ke Jis Ko Hojae Phir Ussi Se Pyaar Dobara
Kya Hoga Jo Woh Humari Taraf Muskurae Kabhie
Dekhne Ko Jis Ko Kaate Raatien Jaag Jaag Ke
Kya Hoga Jo Us Ka Aanchan Saraka Jae Kabhie
Chand Dekhe Jis Ko Hasrat Se Gulaab Marre Jis Ki Saadgi Pe
Kya Hoga Jo Yaad-E-”Muhsin” Usko Tarpae Kabhie