Meri Mohabbat Kabhi Kam Na Hogi Meri
Mohabbat Kabhi Khatam Na Hogi Beshak
Tu Na Hai Saath Mere Par Meri Raahe Kabhi
Tujhse Aalag Na Hogi Teri Manjil Aaj Koi
Aur Hai, Par Kasam Se Meri Manzil Tere
Siwa Koi Aur Na Hogi
Meri Mohabbat Kabhi Khatam Na
Meri Mohabbat Sada Mere Dil Me Rahegi
Na Ye Teri Na Meri Hogi, Ise Jaroorat
Nahi Kisi Ke Saath Ki,Ye Bin Tere Bhi
Tujhe Pa Lene Me Kamyab Hogi,Wo Mohabbat
Hi Kya Jo Rakhe Aas Kisi Par Meri Mohababt
Har Waqt Bina Aas Ke Tere Liye Bepanah Hogi
Meri Mohabbat Kabhi Khatam Na
Kyamat Bhi Jise Mita Na Sakegi Aisi Kuch
Is Mohabat Ki Fitart Hogi,Tu Kaise Mita
Payega Ise Mere Dil Se Koshish Har Teri
Nakamyab Hogi,Kehte Hai Mohabbat Aur Allah
Ka Gehra Rishta Hai Ye Iss Baat Ki Gavah Hogi
Meri Mohabbat Kabhi Khatam Na
Mushqile Iss Mohabbat Ka Kya Bigadengi Wo
To Khud Iss Par Meharbaan Hongi Ki Hai Mohaabbt
Jo Tujhse Aab To Ye Jannat Se Pehle Na Khatam
Hogi,Logo Ne Chahe Wapar Samjha Ho Iss Mohabbat
Ko Mere Liye To Ye Khuda Ki Rehmat Hogi
Meri Mohabbat Kabhi Khatam Na
Beshak Aaj Tu Jhothla De Iss Baat Ko
Par Kal Yahi Mohabbat Teri Har Saans Hogi
Meri Mohabbat Ek Afsana Hai Koi Kahani Nahi
Jo Ek Din Khatam Hogi