Mere Aarmano Ka Aakash Ho Tum
Mere Maan Ka Vishwas Ho Tum
Me Leeta Hoon Jo Saans Ho Tum
Mere Honto Ki Pyas Ho Tum
Tum Ho Har Shayar Ki Ghazal
Tum Ho Kishan Ki Lehrati Fasal
Tum Ho Mor Ka Pankh
Tu Ho Samundar Ka Shank
Tum Ho Sharabi Ka Paimana
Tum Ho Ek Ghayak Ka Tarana
Tum Ho Phoolo Me Gulab
Tum Ho Peenewale Ki Sharab
Tum Ho Har Shipai Ki Talwar
Tum Ho Bahumulya Uphar
Tum Ho Subah Ki Pehli Nisha
Tum Ho Meri Jeevan Hi Har Disha
Tum Ho Meri Tajmahal
Tum Ho Talab Me Khili Hui Kamal
Tum Ho Geetkar Ki Dhoon
Tum Mere Rabho Me Behti Khoon
Tum Ho Samundar Ki Lehar
Tum Ho Mere Deen Ki Aatho Pahar
Tum Ho Ek Aamulya Motti.
Tum Ho Mere Bhakti Ki Jyoti
Tum Ho Sandya Ki Lali
Tum Ho Mere Jeevan Ki Phulwari
Tum Ho Janamkaal Ki Rashi
Tum Ho Meri Mathura Kashi
Tum Ho Meri Swan Ka Jhula
Tum Sandhya Ki Swarnmayi Bela
Tum Ho Kavi Ki Kavita
Tum Ho Meri Bhgwat Gita
Tum Ho Ek Luttera Ka Dhan
Tum Par Aagay Hai -Ë—passionate-‘ Ka Maan
Mere Pehla Pyar Ho Tum
Mere Ankhon Ka Qarar Ho Tum
Mere Jeene Ka Adhar Ho Tum
Kabhi Na Pura Hua Wo Khwab Ho Tum
Mere Liya Kya Ho Tum Me Kaise Samjhau
Dil Kholkar Apna Me Tumhe Kaise Dhikhau
Chanda Alfazo Me Aapna Aadhikar Kaise Jatau
Chahta Hu Me Khud Se Bhi Jyada Yeh Kaise Batau
Meri Sab Khuch Ho Tum
Par Aab Tak Kyu Mili Nahi Tum ????