Kya Sukun Hota Hai Waha
Jahan Teri Yadon Ka Basera Hota Hai
Kya Khud Se Baten Karte Hai
Jahan Tannhaion Ka Mela Hota Hai
Kya Khatam Kya Adhuri Rehati Hai
Jahan Tujhse Juda Huwa Ye Kahani Wahi Se Shuru Hoti Hai
Kya Koyi Aitbar Kare Iss Junu Ko
Jahan Na Jindagi Aziz Hoti Na Maut Se Nissbat Hoti Hai