Kahi woh aakar mitaa naa de intezar






Related SMS
- Dil se ki duri nahi hoti kash
- Mohabat jisney ker ni ho wo kya
- Chup chap karati hai bate jab teri
- Ye to jaan geye ke pyaar nahin
- Ab dil ki bate rehane do ek
- Kal fursat na mili to kya karogi
- Koi rista na rabta hai koi bajah
- Chand se pyari chandini chandini raat raat
- Ik haseen si ladki ko hazaaron dill
- Maine jo socha wo kabhi paya nahi
- Maana k bhul jana aap ki fitrat
- Jaana tujhe chaaha jaanke khaas na kisi
- Chand nikal ta hain chandi se milne
- Mai chahta hun use kitna bata nahi
- Yun to aksar bataata hai apne dil
- Iss dil ko kisi ki aahat aas
- Tumne azad fizaaon me janm paya hai
- Jee chaahta hai tumse pyari si baat
- Phool se pehle khusboo ko to dekho
- Ashqo ko palko mai daba ke rakhna
- Dil ki har dharkan mein bas gaye
- Na chand mein hain sitaaron hajaaro aisa
- Utri ho kiran jaisi koi chaand nagar
- Un khayalon ke saye mein aksar main
- Aa yaar milaun tujhe apni mehbubaa se
- Kabhi sher o nagmaa ban ke kabhi aansuyon main
- Shayari likhana se hame na roknaa e galib
- Duniya kee rahoo main hume bhool na
- Tere aane se pehle thaa main kitnaa
- Hongee uskee bhee kuch majburiyan yu hi
- Jab pyaar kisi se hota hain to
- Teri gulabi hothon ke kayal huye ham
- Aapki tarasti aankho ko chupa do ya
- Zindagi kuch is tarah basar hoti har
- Chaand ko dekh kar fir yaad aayi
- Yun khamoosh hai zubaan jo dil ki
- Main jab so jaau in aankho pe
- Jo pawan us paar lehraati hai woh
- May ka nasha bhee koi hai mohabbat
- Gamon ke dher mein milti hain khushi
- Mohabat ke mayne humse kyaa puchte ho
- Ruthne ka haque aap rakhte hain mana
- Tumne meri mushkil asaan kardi i love
- Haseeno ko pasine kum aansoon jyada aate
- Tum mohabbat ho meri sadaa ke liye
- Badi mushkil se banaya tha kabil apne
- Hum tumhara aitbaar yun ker lenge didaar
- Tera khayal is dil mein basaye baithe
- Khuda ne jab tumhe furst mein banaya
- Koi malal arzoo nahi karta tumhare bad
- Ek baar hamare aansu humse pooch rahe
- Chalo ye to thik hai ek zindagi
- Mujhse har baar wo nazare chura leti
- Unase roj milane ko jee chahta hai
- Subha likhenge sham jab bhi likhenge tera
- Diwali pe dil waali sath ho haathon
- Chaht hai ki aapko mayusi sikayat na
- Mere dil ki dharkan mein tu hai
- Dooriyun ke na parwa jiye dil jab
- Dil se teri yaad ko judaa to
- Fizaon mein gunjta hai apni mohabbat ka
- Doobai jo terai gham mein kinaara nehi
- Sambhala rakheyaga dil ko aapna ka lutara
- Tujko rooswan na kiya khud ko tanha
- Ab aodhhnee utaar do mileyn nain sey
- Jab mein dekhta hoon yeh rangeen aasmaan
- Ke tujhe bharam hai is baat ka
- Benam ab kalse gumnam ho jayega yeh
- Iss sharat pe khelugi piya pyar ki
- Aankho me ek noor sa tha dil
- Ji chahta he ki yun hhin didar
- Mujhe na dhoond chaman ki haseen baharon
- Tere dard ki dawa hum banange tujhe
- Meri ankho main base ho tum duaa
- Teri muskaan par main apna dil gawa
- Teri mohabbat ne humein aisa pagaal bana
- Mohabbatse khuda milta hai ye main manta
- Ruthkar aapse hum reh nahi sakte jeene
- Roothhtey they woh shab o roz manaataa thaa mein
- Kon kahta hai bewafa wo meray her
- Ab aa bhi jao ki jindagi adhoori
- Meri sochon main kabhi saraapa dekho apna
- Na dekh mujhe aaise kahi mai toot
- Mohabbat sabhi ko aazmati hai kisi roolati
- Hum hain kitne pass tumhare phir bhi
- Aapki ek muskurahat se khil tha hai
- Nagme sunate rahe aaj phir teri yaad
- Na ayenge kabhi teri zindgi mein hum
- Zameen bhi tere kadam choome gi tu
- Pyar kitna hai dil mein tumhe bata
- Mohobbat mein sab kuch kho baithe aahon
- Pyar suchcha ho to aazma ker dhek
- Pyar ko khuda kehte hai kyoke bhi
- Chaand par jaane ki tamnna rakhta hoon
- Maine tujhe apni sanson mein basaya hai
- Tumhey na chahney ki kasam khatey hai
- Jab kabhi khwab ki ummid jawa hoti
- Salamati ki dua ke sang mubarak ho
- I hide my tears when say ur
- Pyar kya cheez hai hum nahi jante
- Had se badkar pyar ye mera barkar
- Hamne jo kal shaam tumhari reh guzar
- Humse mohabat karte hai woh bhi hum
- Din mein har pal tumhi ko yaad
- Thokar khani pade to bhi khaunga barbaad
- Aaj phir ek bar dil nahi lag
- Tere yaad mein tadap tey hey tujey
- Tumne mere pyaar mein aakhir aisa kya
- Zindagi badi rangeen hai kabhi khushi toh
- Pehle bhi gumaan hua thaa na ho
- Mere saath chalne waale tujhe kya mila
- Mein ne kiya jisse pyar usne mujshe
- Jo log apney pyaar ke izhar ko
- Gaa saku aap ka nagma wo saaz
- Khuda kare ye rasten kabhi khatam na
- Daga de doge mujhe yaki nahi pyaar
- Pyar ker liya jinhone kerna tha abb
- Mast nazroun say dhek lena ta agar
- Jise sona samjha humne woh nikla pital
- Hum jee rahe hain tere liye mar
- Zamana kya samjhega humari mohabbat ho gaye
- Dil se utar gayi hai duniya ki
- Har pal hai tera intezaar tere liye
- Gul khile aur gulshan bhi zarur khilega
- Kya ho gaya kasoor ki humne khata
- Tum se mujhe pyar kyun ho gaya
- Teri bahon mai aake chaiin aaya tujhe
- Ae kalam ruk ke chal ek adab
- Mushkilon se aap ke mulaqat na ho
- Laakh chaahe tere saaye se nazre churaaye
- Dil mein pyar chupa kar dusron ko
- Humne ek shyaam chirago se jalaa rakhi
- Pyaar kartey ho to chupatey kyoun bataney
- Kisne kaha judai hogi kissi gair nee
- Khwaabo mein aksar ek chehra dekhta hoon
- Khusboo baan kar bhul jayenge aapne umeed
- Tere dill main zalim har khas o aam dekha
- Aag kaa dariyaa hain ek din gujar
- Aaj amavas ko itni rosni kyun hain
- Woh mithi si aawaaj aaj bhhi sunaaii
- Mera ek dost mujhe jaan se pyara
- Dekhkar jinko dhadkan ruk jaati hai unhi
- Chahaa hai maine tujhe shayad mil jaaye
- Tumse kya kahein ki tum to fir
- Jab kabhi raah kathhin lage andhera bhi
- Bebas hain dill teri yaad mein ki
- Tum ne to lout ka iradaa nahi
- Aaaiye the mujhse milne magar main na
- Pyaar na karenge ye kasam khai thi
- Maasoom sa hai jo dil ka hasi
- Kaye din huye naa koi khaber hai
- Hichkiya aane se ek baat ka to
- Ab jo lauto ge itne salon mein
- Kabhi main sochati thi meri jab ankh
- Vichava palka mai teria rahan de vich
- Ajj sham maine chaltee dobta suraj dekha
- Sochate hain ek ase ghazal keh doon
- Mere lahoo se hoth apne sajale tu
- Choti baaton se bachna zara muskil dunia
- Ek hi duniya me rehte hain phir
- Aaine main tasveer tumhari hi dekhe hum
- Waada kiya tha khawab mein milne aayenge
- Kal tapti dupher main unki yaadon ke
- Aaj unse milne ka phir mann kar
- Tere dil diyan yaara tu jaane mere
- Tumhein paa liya to yun mahshoosh ho
- Ye dil hai pagal mera har bheer
- Kya jadu ker gayee ho ke apney
- Ab is fikr me din raat kat
- Sanam tu hi bata de meri zindgi
Dil Se Dil Ki Duri Nahi Hoti. Kash Koi Majboori Nahi Hoti. Aapse Abhi Milne Ki Tamanna Hai. Lekin Kehte Hai Na K Har Tamanna Puri Nahi Hoti
Mohabat Jisney Ker Ni Ho. Wo Mohabat Kya Janey, Mera Dil Tumhi Ab Bhi Chahata Hai Teray Dil Ko Khuda Jaanay
Chup Chap Karati Hai Bate Jab Teri Ye Khamoshiyan Chup Chap Hoti Hai Dil Ke Halhi Halki Sargoshiyan Bechain Si Har Sans Hai Anjana Sa Ahasas Hai.
Ye To Jaan Geye Ke Pyaar To Nahin Tha Aapko Humse Magar Souchte Hain, Kya Woh Dosti Bhi Joothi Thi? Kya Woh Muskarahat Sirf Eh Dikhaawa Tha? Aap Door Ho Geye, Bas Sawaal Hi Reh Geye Dil Main Humaare
Ab Dil Ki Bate Rehane Do, Ek Dard Sa Hota Hai Sine Main, Aap To Chale Jayage Chand Bate Karake, Muje Barso Lagay Gay Bula Ne Main.
Kal Fursat Na Mili To Kya Karogi. Itni Mohlat Na Mili To Kya Karogi. Roz Kehte Ho Kal Milenge-Kal Milenge, Kal Hamari Aankhein Na Khuli To Kya Karogi.
Koi Rista Na Rabta Hai Koi; Koi Bajah Na Wasta Hai Koi; Phir Bhi Kurbaan Hai Dil-O-Jaan Tum Per; Haan Tumhein Yun Bhi Chahta Hai Koi.
Chand Se Pyari Chandini, Chandini Se Pyari Raat, Raat Se Pyari Zindagee, Zindagee Se Pyare Aap
Ik Haseen Si Ladki Ko Hazaaron Dill Dekhte Hain Or Sabhi Soochtain Hain Ki Mujhe Sochti Hain Wo Hazaroon Dill ,Par Ek Sambhlega Us Se Par Sabhi Sochte Hain Ki Mujhe Rakh Le Gi Wo
Maine Jo Socha Wo Kabhi Paya Nahi, Chahkar Bhi Main Usko Bhul Paya Nahi, Chahta To Tha Main Usko Apnana, Per Maine Usko Kabhi Ye Bataya Nahi.
Maana K Bhul Jana Aap Ki Fitrat Hi Sahi Magar Humein Bhul Jana Aap Ki Kismat Mein Nahi Agar Yaqeen Naho To Aazma K Dekh Lena Apny Aap Ko Bhul Jaaoge Par Humein Nahi.. Humein Jab Kabhi Khushi Mehsoos Ki Hain Har Kadam Pey Aap Ki Kami Mehsoos Ki Hain..
Jaana Tujhe Chaaha Jaanke Khaas; Jaana Tujhe Na Jaana Kisi Aur Zubaan Ke Baad; Kiya Jo Dil Ne Mere Dastak To Keh Diya Tumne Jatana Na Aaj Ke Baad.
Chand Nikal Ta Hain Chandi Se Milne Ko Din Hota Hain Raat Hone Ko Raab Se Dua Hain Hum Aise Mile Humare Yaar Ko
Mai Chahta Hun Use Kitna Bata Nahi Sakta Uske Bina To Ek Pal Ab Rah Nahi Sakta Pagal Hun Uske Pyar Mai Kitna Jyada Soch To Sakta Hun Magar Zahir Kar Nahi Sakta.
Yu.N To Aksar Bataata Hai Apne Dil Ki Har Baat Mujhe, Uske Baato.N Se Lagta Hai Wo Baatein Khul Ke Nahi Bataata,
Iss Dil Ko Kisi Ki Aahat Ki Aas Rehati Hai, Nigahain Ko Kisi Soorat Ki Pyass Rehti Hai, Tere Bina Zindagi Mein Kami Toh Nahin, Phir Tere Bina Zindagi Udass Rehti Hai.
Tumne Azad Fizaaon Me Janm Paya Hai Maine Pabandi-E-Mahol Mein Ankhein Kholi Wasl Ki Lazzatein Kitni Bhi Ho Shirin Zeest Mein Talkhiyan Bhar Deti Hai Daulat Ki Kami.
Jee Chaahta Hai Tumse Pyari Si Baat Ho, Khaamosh Taare Aur Lambi Si Raat Ho, Phir Saari Raat Tumse Hum Kahte Rahen, Ki Tum Meri Zindagi Tum Meri Qayenaat Ho!!
Phool Se Pehle Khusboo Ko To Dekho, Karne Se Pehle Kaam Ko To Dekho, Kisike Roop Mein Diwana Naa Bano, Surat Se Pehle Uske Dil Ko To Dekho
Ashqo Ko Palko Mai Daba Ke Rakhna Yaado Ko Dil Mai Basa Ke Rakhna Zindgi Bhi Aayegi Ek Din Tumhare Kareeb Chahat Ki Baahien Failaa Ke Rakhna
Other Popular Ishq Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Dil Ki Har Dharkan Mein Bas Gaye Ho Tum Meri Subah Aur Shaam Ban Gaye Ho Tum, Munkin Nahi Khud Se Juda Kar Du Tume Meri Har Sans Ki Saason Mein Bas Gaye Ho Tum
Na Chand Mein Hain Na Sitaaron Mein Na Hajaaro Mein Hain Aisa Cheraa Aisaa Cheraa To Hain Hijabon Mein Takdeer Hamaari Ya Allah Jo Dekhaa Mainne Khaboon Mein
Utri Ho Kiran Jaisi Koi Chaand Nagar Se Tu Khud Ko Zara Dekh Kabhi Meri Nazar Se Ek Mein Hi Nahin Fakht Zurme Mohabbat Ka Khatavar Thoda Sa Tabassum Bhee Shamil Hai Udhar Se
Un Khayalon Ke Saye Mein Aksar Main Chala Jata Hu Tere Pyaar K Us Aangan Mein Main Chala Aata Hu Jab Yaad Aati Hai Un Guzre Hue Lamho Ki To Simat Kar Khud Main Hi Main Reh Jaata Hu
Aa Yaar Milaun Tujhe Apni Mehbubaa Se Aa Tujhe Milaun Mein Apni Dilrubaa Se Karvaun Pehchaan Apni Sapno Ki Raani Se Pariyon Si Khoobsurat Meri Zindgaaani Se Hain Banaaya Khuda Ne Usse Badi Phursat Se Khilti Hain Duniya Meri Uski Muskuraahat Se Haara Dill Maine Uski Saadgi Pe Fidaa Hoke Ruk Jaayengi Meri Saansein Usse […]
Kabhi‚Â Sher-O-Nagmaa Ban Ke Kabhi Aansuyon Main Dhal Ke Tum Mile To Mujhko Lekin Mile Surtein Badal Ke Yeh Wafa Ki Sakht Rahein Yeh Tumahre Paao Nazuk Naa Lo Inteqam Mujhse Mere Sath Sath Chal Ke
Shayari Likhana Se Hame Na Roknaa E-Galib Varna Aap Per Bhi Kabhi Kayamat Aayegi Na Acchi Lage To Kaan Band Kar Lena Par Wada Raha Aakhoon Se Aapke Dil Tak Zarur Jayegi
Duniya Kee Rahoo Main Hume Bhool Na Jana Gairo Se Mil Kar Apno Ko Bhool Na Jana Wo To Do Pal Ki Khushi Denge Tumhe Par Do Pal Ki Khushi Main Hume Bhool Na Jana
Tere Aane Se Pehle Thaa Main Kitnaa Tanhaa Tere Aane Ke Baad Ye Zindagi Muskurati Hain Phir Bhee Naa Jaane Kabhi Kabhi Meri Aankh Bhar Aati Hain Shaayad Teri Judaai Se Kabhi Kabhi Dar Jaati Hain
Hongee Uskee Bhee Kuch Majburiyan Yu Hi Nahin Koi Bewafa Hota Falaq Se Jameen Par Girne Ka Varna Kise Shauq Hai Hota
Jab Pyaar Kisi Se Hota Hain To Taqdeer Badal Jaati Hain Aaiyna To Wahi Rehta Hain Magar Tasveer Badal Jaati Hain
Teri Gulabi Hothon Ke Kayal Huye Ham Teri Kajrari Aakhon Se Ghayal Huye Ham Teri Khilta Huyi Jawani Ko Dekh-Dekh Tere Liye Hi To Shyer Huye Ham
Aapki Tarasti Aankho Ko Chupa Do Ya Phir Is Jahaan Ko Usme Duba Ke Jannat Bana Do Tum Hasogi To Hasdenge Yeh Phu Saare In Phulon Ko Apni Aankhon Main Basa Lo
Zindagi Kuch Is Tarah Basar Hoti Har Khushi Meri Hum-Safar Hoti Tum Mere Safar Ki Manzil Ho, Kaash Tumko Bhi Yeh Khabar Hoti
Chaand Ko Dekh Kar Fir Yaad Aayi Apki Aaj Kuch Hawa Chali Ki Fir Khushboo Aayi Aapki Jaise Hi Ankhe Band Ki Hamne Ek Tasvir Ubhar Aayi Aapki
Yun Khamoosh Hai Zubaan Jo Dil Ki Baat Naa Keh Sake Hote The Jab Aap Hamare Paas Hum Aapse Nazarein Na Mile Sake
Main Jab So Jaau In Aankho Pe Apane Honth Rakh Dena Yakeen Aa Jaayega Palko Tale Bhee Dil Dhadkta Hai
Jo Pawan Us Paar Lehraati Hai Woh Meri Aur Bhi Aati Hai Tumhaare Honton Ko Chu Kar Mere Tan Se Lipat Jaati Hai
May Ka Nasha Bhee Koi Nasha Hai Mohabbat Ka Jaam Pikar Dekho Bagair Mohabbat Ke Jeene Mein Koi Maja Hai Maja Lena Hai To Mohabbat Ke Saath Jikar Dekho
Gamon Ke Dher Mein Milti Hain Khushi Kabhii Kabhii Raat Ke Andheron Mein Milti Hain Roshni Kabhii Kabhii Naa Jane Dena Ye Pal Apni Zindaagi Se, Begano Kii Bhid Mein Koi Apna Milta Hain Kabhi Kabhii
Mohabat Ke Mayne Humse Kyaa Puchte Ho Hum In Batoon Se Anjaan Hai Bus Ek Gujarish Hai Ke Bhool Naa Jana Hume Kyouki Tumhara Pyaar Hi Hamari Jaan Hai
Ruthne Ka Haque Aap Rakhte Hain Mana Ne Ki Cahat Hum Rakhte Hain Aap Ke Hoton Pe Muskurahat Hamesha Unhi Bani Rahe Hum Yeh Duwa Rub Se Roj Kerte Hain
Tumne Meri Mushkil Asaan Kardi I Love That Actually Me Sochrahi Thi To Listen To That Song And Write In My Diary That Shayri, Apne Mera Kaam Asaan Kardia Its Soooo Nice The Words If It , Henna
Haseeno Ko Pasine Kum, Aansoon Jyada Aate Hain. Esi Liye To Log Unki Taraf, Khinche Chale Aate Hain. By Pramod Kumar Sharma
Tum Mohabbat Ho Meri Sadaa Ke Liye, Main Zinda Hu Tumhari Wafaa Ke Liye, Kar Lena Lakho Shikwe Humse Magar, Kabhi Naraz Na Hona Khuda Ke Liye. By Satyendra
Badi Mushkil Se Banaya Tha Kabil Apne Aap Ko Uske Liye Usne Yeh Keh Ke Bikher Diya Ki ‘Tujhe Mohabbat To Hai Par Paane Ki Khwaish Nahi‘ By Sateyendra
Hum Tumhara Aitbaar Yun Ker Lenge, Hum Tumhara Didaar Bhi Ker Lenge, Ek Baar Pyaar Ka Ejhaar To Kaaro, Umar Bhar Tumhara Intzaar Ker Lenge. By N.Raj Chandratraya
Tera Khayal Is Dil Mein Basaye Baithe Hai, Tu Aayega Yeh Tassavur Kiye Baithe Hai, Tum Na Samjhoge Aisi Deewangi Hai Meri, Hum Zindagi Apni Tere Naam Kiye Bethe Hai. By Manoj Singh Chauhan
Khuda Ne Jab Tumhe Furst Mein Banaya Hoga, Hajaro Saal Dekha Hoga, Lakho Saal Nihara Hoga, Fir Usne Tumhe Swarag Mein Rakhne Ka Socha Hoga Lekin Fir Shayad Usko Mera Khayal Aa Gaya Hoga.
Koi Malal Koi Arzoo Nahi Karta Tumhare Bad Yeh Dil Guftagu Nahi Karta Koi Na Koi Meri Cheez Tote Jati Hai Tumhari Yaad Se Jab Bhi Wazu Nahi Karta
Ek Baar Hamare Aansu Humse Pooch Rahe The Ke Tum Kyu Hume Roz Bulate Ho Humne Kaha Hum Yaad Karte He Unko, Tum Kyu Chale Aate Ho
Chalo Ye To Thik Hai Ek Zindagi Mili Jeene Ke Vaaste Par Kuch Umra To Aur Mili Hoti Tujhe Chahne Ke Vaaste
Mujhse Har Baar Wo Nazare Chura Leti Hai, Maine Kaagaj Par Bhi Bana Kar Dekhi Hai Uski Aankhein. By Ateet
Unase Roj Milane Ko Jee Chahta Hai, Kuch Sunane-Sunane Ko Jee Chahta Hai, Kisi Ka Manaane Ka Andaaj Hai Aisa Ki, Aaj Phir Rooth Jaane Ko Jee Chahta Hai. By Ghanshyam
Subha Likhenge, Sham Likhenge, Jab Bhi Likhenge Tera Naam Likhenge, Wo Kalam Bhi Diwani Ho Jayegi, Jis Kalam Se Tumhara Naam Likhenge.
Diwali Pe Dil Waali Sath Ho Haathon Mein Uske Mera Haath Ho Dil Mein Khushion Ki Barsaat Ho Diwali Man Gayi Din Ho Ya Raat Ho Pramod Kumar Sharma
Chaht Hai Ki Aapko Mayusi Ki Sikayat Na Mile Aansu Ko Aapki Aankho Mein Izzajat Na Mile Itni Khosiya Bhar De Daman Me Aapke Aapko Rone Ki Kabhi Fursat Na Mile
Mere Dil Ki Dharkan Mein Tu Hai Dharakta Ye Tu Janta Hi Nahi Mere Khwaab Mein Aana-Jaana Hai Tera Ye Tu Manta Hi Nahi
Dooriyun Ke Na Parwa Ke Jiye Dil Jab Be Pukaray Bula Le Jiye Ziyada Door Nehi Hum Ape Se Bas Apni Palkon Ko Aankhon Se Mila Le Jiye
Dil Se Teri Yaad Ko Judaa To Nehe Kiya Rakha Jo Tujay Yaad Bura To Nehe Kiya Humsay Log Naraz Kisley Humne Khabie Kisi Ko Khaf To Nehe Kiya
Fizaon Mein Gunjta Hai Apni Mohabbat Ka Tarana Par Na Badlengein Hum Aur Na Badlega Ye Jamana
Doobai Jo Terai Gham Mein Kinaara Nehi Mila Khushioon Ka Aik Pall B Sahaara Nehi Mila Hum Kitnai Baddnaseeb Hain Duniya K Dasht Mein Ikk Bar Jo Mila Dubara Nehi Mila
Sambhala Rakheyaga Dil Ko Aapna Dil Ka Lutara Hazaar Hota Hai Par Jo Dil Ko Sambhal Kar Rakha Phoulo Ke Taraha Aisa Aasiqe Bas Do Chaar Hota Hai
Tujko Rooswan Na Kiya, Khud Ko Tanha Kar Diya Bas Issi Tarah Se Waqat Ka Marhaam Tuje De Diya
Ab Aodhhnee Utaar Do: Mileyn Nain Sey Nain! Dweyt Mitey, Adweyt Mein, Paayen Tan-Man Chain
Jab Mein Dekhta Hoon Yeh Rangeen Aasmaan Ko, Aane Wale Kal Ki Ek Hasrat Batata Hai, Woh Sunehre Sapne, Woh Swarg, Woh Wafa-O-Vaade, Woh Haseen Dikhati Hain, Maloom Hain Nahi Honge Agle Pal Mein Yeh Naayaab Lamhe, Magar Ghumo Ke Sajdo Mein Nikal Jaayegi Zindagi Kyunki Tu Har Waqt Dil Ke Paas Hain
Ke Tujhe Bharam Hai Is Baat Ka Ke Tujhe Ishq Nahi Hoga Jahaan Ghaata-Nafaa Nahi Taula Jaata Yahi To Hai Ek Aisa Sauda
Benam Ab Kalse Gumnam Ho Jayega, Yeh Akhari Alvida Hai Hamari Doston, Rahi Zindagi Toh Firse Ayenge Doston, Mauka Mila Toh Ekbar Aur Hale Dil Sunayenge Doston
Iss Sharat Pe Khelugi Piya, Pyar Ki Baazi, Jeetu To Tujhe Pau,Haaru To Piya Teri.
Aankho Me Ek Noor Sa Tha, Dil Me Ek Gurur Sa Tha, Wo Tha To Mere Bahut Karib Magar Mujhse Kuch Kuch Door Sa Tha.
Ji Chahta He Ki Yun Hhin Didar Karta Rahun ! Agar Tum Do Ijajat To Yun Hin Umar Bhar Payar Karta Rahun !
Mujhe Na Dhoond Chaman Ki Haseen Baharon Main Safier Dasht Hon Rehta Hon Khar Zaron Main Har Aik Bat Ki Tashreeh To Nahi Hoti Kabhi To Bat Ko Samjha Karo Isharoon Main
Tere Dard Ki Dawa Hum Banange, Tujhe Bus Tujhe Hum Chahate Rehenge, Mar Bhi Gaye To Gam Kya Hume Hoga, Khayalo Me Phir Bhi Tumhare Hum Buse Hi Rehenge
Meri Ankho Main Base Ho Tum Duaa Bun Ker, Tumhain Zindagi‚Â Bher Yunhi Chaounga Aitebaar Karo, Merey Hattho Per Likha Hai Tumhara Naam Chahat K Rangoon Nay, Esay Dherkan Main Basaoungi Aitebaar Karo,
Teri Muskaan Par Main Apna Dil Gawa Baita, Teri Adaon Par Main Apna Dono Jahan Gawa Baita, Tera Pyar Pane Ki Koshish Mein Sanam, Main Apnoko Hi Apna Dusman Bana Baita
Teri Mohabbat Ne Humein Aisa Pagaal Bana Diya , Ab Hum Cha Ke Bhi Maut Ko Gaale Nahin Lagne Diya
Mohabbatse Khuda Milta Hai, Ye Main Manta Hun, Tumse Kitna Pyar Hai Ye Main Janta Hun, Agar Ye Sar Jhukega To Tere Pyarke Samne Kyonki Main Tujhe Pyarka Khuda Manta Hoon…
Ruthkar Aapse Hum Reh Nahi Sakte Jeene Ki Wajah Aapki Chhen Nahi Sakte Muskurahat Aapki Dekhne Ke Liye Kuch Bi Karenge, Kyunki Mohabbat Hum Crf Aapse Hai Karte
Roothhtey They Woh Shab-O-Roz, Manaataa Thaa Mein Woh Jahaan Chaahtey They Bas Waheen Jaataa Thaa Mein Aaj Woh Jaaney Kahaan Jaa Chukey Hain, Kyaa Boloon Door Hotey They Zaraa Paas Buaataa Thaa Mein
Kon Kahta Hai Bewafa Hai Wo Meray Her Dard Ki Dawa Hai Wo Us Jahan Ka Hamain Nahi Maloom Is Jahan Se Magar Juda Hai Wo
Ab Aa Bhi Jao Ki Jindagi Adhoori Hai Tumhare Bin Tumhari Yaanden Bhi Adhoori Hai Her Ahat Per Dil Yah Dharkta Hai Tere Bin Yah Dharkati Dharkane Bhi Adhoori Hai
Meri Sochon Main Kabhi Saraapa Dekho Apna, Main Ne DunIya Se Alag Teri Parstish Ki HAI
Na Dekh Mujhe Aaise Kahi Mai Toot Na Jayu Teri Aankho Me Mai Kahi Aaj Doob Na Jau Ke Teri Mehfil Me Aaya Hu Sirf Tere Liye Na Simat Jau Tere Aanchal Me Or Na Badnaam Ho Jau.
Mohabbat Sabhi Ko Aazmati Hai, Kisi Ko Roolati Hai Aur Kisi Ko Hasati Hai, Mohabbat Khel Hai Aisa, Kisi Ka Kuch Nahi Jaata Aur Kisi Ki Jaan Chali Jaati Hai.
Hum Hain Kitne Pass Tumhare Phir Bhi Kitne Door Hain. Ek Nadi Ke Do Kinare Milne Se Majboor Hain.
Aapki Ek Muskurahat Se Khil Tha Hai Mera Maan Baat Ye Aap Bhi Jaante Hai Aur Hum Bhi, Ke Aap Ke Saat Na Ho To Hum Is Duniya Mein Rehne Ki Kwahish Nahi Rakte
Nagme Sunate Rahe Aaj Phir Teri Yaad Mein Kuch Khushiyan Kuch Gam Ke Pal Sajaate Rahe Nikal Padi Hai Is Dil Se Jo Aas Woh Ek Sher Mein Hum Sajate Gaye
Na Ayenge Kabhi Teri Zindgi Mein Hum Aaj Ke Badd Tujhe Yaad Kerenge Mager Hum To Din Raat Humare Khawabo Ki Rani Thi Tu Koi Bura Sapna Nahi Bhoolker Bhi Nahi Bhool Sakte Hum Teri Koi Baat
Zameen Bhi Tere Kadam Choome Gi Tu Kadam Rakh Tu Sahi Hum Tere Jaane K Baad Bhi Teri Raah Deke Ge Tu Saamne Se Guzar Tu Sahi
Pyar Kitna Hai Dil Mein Tumhe Bata Nahi Sakte Hai Tumhe Chahte Huwe Bhi Apna Bana Nahi Sakte Ro-Ro Ke Gujarlenge Hum Zindgi Teri Khusi Ke Liye Hum Woh Hai Jo Tumhe Kisi Bhi Kimat Per Dukhi Kara Nahi Sakte
Mohobbat Mein Sab Kuch Kho Baithe Aahon Ki Nishaani Baaki Hai Jeene Ki Tammanna Ab Na Rahi Marne Ki Kahani Baaki Hai
Pyar Suchcha Ho To Aazma Ker Dhek Karke Yakin Merey Paas Aaker Dhek Badaltaa Nahi Soona Kabhi Rang Chahey Kitne Baar Tu Agg May Jalla Ker Dhek
Pyar Ko Khuda Kehte Hai Kyoke Pyar Bhi Khuda Ki Tarah Sach Hai Sacha Pyar Duniya Main Bahoot Kam Log Kerte Hai Woh Baat Alag Hai Gar Hota Har Koi Acha Duniya Mein To Chalti Kaise Dunia Sacha Pyar Ker Liya Jisne Uske Liye Pyar Hi Dolat Hai
Chaand Par Jaane Ki Tamnna Rakhta Hoon Aasmaan Ko Choone Ki Tamnna Rakhta Hoon Par Sabse Pahle O Ahle Wafa Thujhe Khush Rakhne Ki Tamnna Rakhta Hoon
Maine Tujhe Apni Sanson Mein Basaya Hai Tujhe Apna Banaya Hai Par Humme Itni Similarities Hai Ki Lagta Hai Rab Ne Humein Ek Duje Ke Liye Banaya Hai
Tumhey Na Chahney Ki Kasam Khatey Hai Her Roz Tumhey Dekh Kar Her Kasam Todd Detey Hai Her Roz, Koi Na Koi Sira Nikal Kar ,Kisi Treh Bhi Kud Ko Tumharey Sath Sey Jod Letey Hai Her Roz
Jab Kabhi Khwab Ki Ummid Jawa Hoti Hai Neend Aankhon Me Pareshan Fira Karti Hai Yaad Rakhna Hi Mohabbat Me Nahi Hai Sab Kuch Bhool Jana Bhi Badi Baat Huwa Karti Hai
Salamati Ki Dua Ke Sang, Mubarak Ho Khushiyo Ke Ye Pal, Khushi Humko Bhi Is Dua Ke Sang, Aaj Jaisa Ho Apka Har Kal
I Hide My Tears When I Say Ur Name, But The Pain My Heart Is Still The Same, Although I Smile & Seem Carefree, There Is No One Who Misses You More Then Me !!!!
Pyar Kya Cheez Hai Hum Nahi Jante Ye Kab Kase Kahan Aur Kyon Ho Jaat Hai Hum Nahin Jante Par Itna Jarur Keh Sakte Hai Jab Ye Hota Hai To Har Subah Haseen Aur Har Raat Rangeen Nazar Ati Hai
Had Se Badkar Pyar Ye Mera Pyar Se Barkar Hoga Pyar Ye Mera E-Rab Maaf Karna Ibadat Se Barkar Hoga Pyar Ye Mera
Hamne Jo Kal Shaam Tumhari Reh Guzar Me Baith Kar Kuch Lafaz Madhosh Masti Me Kahay Thay Raat Bhar Koi Kehta Tha Deewana Phir Deewana Ho Gaya Kal Jo Hamne Dil Kureda Dil Ki Baatein Bol Kar
Humse Mohabat Karte Hai Woh Bhi Hum Jitna Marte Hai Utna Hum Par Marte Hai Vo Bhi, Hoton Se Kuch Kehaye Na Kahen, Ankhon Se Izhaar Karte Hai Vo Bhi
Din Mein Har Pal Tumhi Ko Yaad Karte Hai Raat Mein Khyabon Mein Tumse Baat Karte Hai Kabki Kabhi Akele Mein Hum Ye Soch Karte Hai Kya Hum Tumse Pyar Karte Hai Phir Sochne Lagte Hein Pyar Kahte Kise Hai Pahle Yahi Maloom Karte Hai
Thokar Khani Pade To Thokar Bhi Khaunga, Barbaad Hona Pade To Ho Jaunga, Ghunsh Khilani Pade To Khilaunga, Lekin, Main Bhi Apni Begam Ke Liye, Ek Taaj Mahal Banuaunga.
Aaj Phir Ek Bar Dil Nahi Lag Raha Aaj Teri Yaad Mein Lagta Hai Mein Mara Shayad Is Ashiq Ki Maut Likhi Hai Es Tarah Teri Us Ek Muskan Ne Ker Diya Har Zakham Hara
Tere Yaad Mein Tadap Tey Hey Tujey Kya Patha Bin Pani Ki Machli Ke Tarah Machalthey Tujey Kya Patha Tu Saasoon Mein Bas Gayee Hey Tujey Kya Patha Tu Gahi Tho Mar Jayenge Bas Ethna Hey Patha
Tumne Mere Pyaar Mein Aakhir Aisa Kya Paya Hai Jo Meri Zindagi Mein Khushiya Hi Khushiya Laya Hai Par Humne To Teri Baaho Mein Bohat Kuchh Paya Hai Jo Kuchh Tamanna Thi Use Maine Pura Kar Paya Hai
Zindagi Badi Rangeen Hai, Kabhi Khushi Toh Kabhi Gham Hai, Kabhi Dhoop Hai Kabhi Chaw Hai, Kuch Ho Na Ho Lekin Pyaar Zarur Hai
Pehle Bhi Gumaan Hua Thaa Na Ho Ishq Ka Izhaar.. Hans Ke Wo Jab Mila To Mujhe Sochana Padaa.. Uski Ik Sadaa Pe Chod Aaye Thhe Sab Apna.. Usne Raah Se Hata Diya Tau Mujhe Sochana Pada..
Mere Saath Chalne Waale Tujhe Kya Mila Safar Mein….. Wohi Dukh Ki Sarzamee Hai Wohi Gham Ka Aasma Hai…. Inhi Raaston Ne Jin Pe Kabhi Tum The Saath Mere……… Mujhe Rok Rok Ke Poocha Tera Humsafar Kahan Hai…….
Mein Ne Kiya Jisse Pyar Usne Kiya Mujshe Inkaar Hum Ne Kaha Chodona Yaar Miljayega Koi Doosara Jisse Karenge Ikraar.
Jo Log Apney Pyaar Ke Izhar Ko Nahi Samjh Pate Unke Liye…. Zaroori To Nahi Ke Bataye Labho Se Dastan Apni, Zuban Ek Aur Bhi Hoti Hai, Izhar Ki
Gaa Saku Aap Ka Nagma, Wo Saaz Kahan Se Lau, Suna Saku Kuch Aap Ko, Wo Andaz Kahan Se Lau, Youn To Chaand Taroon Ki Tareef Karma Aasan Hai Kar Saku Aap Kee Tareef Woh Alfaz Kahan Se Lau
Khuda Kare Ye Rasten Kabhi Khatam Na Ho Sham Dhale Par Waqt Kahin Kam Na Ho Bathe Raho Tum Is Kadar Humare Samne Ki Nigahen Hi Har Baat Keh Jaye Aur Zuban Par Koi Labz Na Ho
Daga De Doge Mujhe Yaki Nahi Pyaar Karter Ho Mujhse Dil Se Nahi Karo Wahi Jo Tumhe Lage Sahi Aao Milte Hai Phir Yehi Kahi
Pyar Ker Liya Jinhone Kerna Tha Abb To Log Natak Kerte Hai Merne Ki Batein Kerke Pyar Mein Merne Se Darte Hai Sache Ashiq Sirf Kehte Nahi Ker Gujerte Hai Pyar Mein Dhoka Kene Wale To Her Pal Merte Hai
Mast Nazroun Say Dhek Lena Ta Agar Tamana Thi Azmaani Ke Hum To Behoush Yuhe Hu Jata Kya Zarourat Thi Muskuranee Ke
Jise Sona Samjha Humne Woh Nikla Pital Se Bhi Battar Socha Tha Hoga Dil Momka Uska Magar Nikla Woh Pather
Hum Jee Rahe Hain Tere Liye Mar Bhi Jaayenge Tere Liye Bas Teri Haa Hain Baki Humein Zahar Pine Ke Liye
Zamana Kya Samjhega Humari Mohabbat Ho Gaye Deewane Hum Tumahri Badolat Bejhega Zamana Tumpe Bhi Lalat Jabb Mer Jayega Sunny Tumahri Badolat
Dil Se Utar Gayi Hai Duniya Ki Surate Sab Kuch Aisa Bas Gaya Koi Meri Nazar Main Jise Akele Main Yaad Karta Hun Tanhai Main Milta Hun
Har Pal Hai Tera Intezaar Tere Liye Hai Dil Bekarar Karna Chahoo Tujhse Yeh Ikraar Bus Tujhise Hai Muje Pyaar
Gul Khile Aur Gulshan Bhi Khile Aur Zarur Khilega Tumara Pyaar Jabtak Tu Mujko Na Milegi Tabtak Me Karunga Intazar
Kya Ho Gaya Kasoor Kya Ki Humne Khata Bina Kisi Zurm Ke Kyo Mili Hume Sazza Sazza Bhi Seh Lenge Hum Teri Khusi Ki Khatir Gar Keh Do Tum Ke Isme Hi Hai Tumahari Razza
Tum Se Mujhe Pyar Kyun Ho Gaya Tum Na Mile Aur Yeh Dil Kho Gaya Tum Mere Khabon Se Ja Na Sake Tum Meri Bahon Mein Aa Na Sake
Teri Bahon Mai Aake Chaiin Aaya Tujhe Dekh Kar Dil Ne Jo Apna Haal Sunaya Vo Haal Kabhi Dil Ne Mujhe Na Bataya Phir Kyon Tune Dil Ki Bekrari Ko Aur Badhaya Kya! Phir Bhi Tujhe Mere Haa-E-Dil Par Taras Na Aaya
Ae Kalam Ruk Ruk Ke Chal Ek Adab Ka Mukaam Hai, Teri Nok Ke Neeche Mere Mehboob Ka Naam Hai
Mushkilon Se Aap Ke Mulaqat Na Ho Udas Betho Kabhi Aisi Baat Na Ho Dua Hai Ke Khushiyon Se Saje Zindagi Aapki Bass Hame Pukar Lena Agar Koi Saath Na Ho
Laakh Chaahe Tere Saaye Se Nazre Churaaye Hum Lekin Tere Mehfil Mein Aake Jaane Ka Dil Nahi Karta Bharose Ki Dor Ko Pal Bhar Mein Toda Hai Tumne Lekin Tujhe Aazmaane Ka Dil Nahi Karta
Dil Mein Pyar Chupa Kar Dusron Ko Dard Kyun Banti Ho. Judaie Ghum Kaa Sehra Hai, Kisi Ko Pyasa Tum Kyun Maarti Ho. Khatam Ho Yeh Safar Kuch Aisa Karo, Kee Aye Zindagi Abb To Bass Karo
Humne Ek Shyaam Chirago Se Jalaa Rakhi Hai Shart Humne Hawaoo Se Lagaa Rakhi Hai Woh Humse Milne Aayenge Zaroor Kyonki Daav Par Humne Apni Jaan Lagaa Rakhi Hai
Pyaar Kartey Ho To Chupatey Kyoun Ho Bataney Say May Sirf Tera Hii Pyaar Houn Keh Di Zamaney Say
Kisne Kaha Judai Hogi Kissi Gair Nee Yeah Khabar Udai Hogi Shan Se Rahenge Aapke Dil Mein Itne Dino Mein Kuch Toh Jagah Aapke Dil Mein Banai Hogi
Khwaabo Mein Aksar Ek Chehra Dekhta Hoon. Kuch Jana Kuch Anjana Dekhta Hoon. Kanhi Bhool Naa Jau Us Masoom Chere Ko.. Shayad Isliye Dosto Din Ko Bhee Mein Khwab Dekhta Huin.
Khusboo Baan Kar Bhul Jayenge Aapne Umeed Baan Kar Muskuraayenge Aapne Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye Hum Door Rehkar Bhei Paas Nazar Aayenge Aapke.
Tere Dill Main Zalim Har Khas-O-Aam Dekha Jo Na Dekh Sake Humne Apna Na Naam Dekha Waise To Hum Ne Dekhe Hazaar Aashiq Lekin Apne Sa Hum Ne Koi Na Aashiq Nakaam Dekha
Aag Kaa Dariyaa Hain Ek Din Gujar Jaana Ishq Kyaa Hota Hain Unko Bhii Batana.
Aaj Amavas Ko Itni Rosni Kyun Hain Yakinan Mera Mehbub Benakab Huva Hoga
Woh Mithi Si Aawaaj Aaj Bhhi SunaaiI Deti Hai Woh Mithi Si Aawaaj Aaj Bhhi Sukhad Ehsaas Deti Hai Woh Mithi Si Mehak Unnke Saaso Ki Aaj Bhi Ehsaas Deta Hai Harr Pal Mein Unnke Baahon Main Hoo Aisa Mehsoos Hota Hai Dill Ka Rishta Ittnaa Pyaar Hota Hai, Swarg Sa Mehsoos Hota Hai ……
Mera Ek Dost Mujhe Jaan Se Pyara Hai Uski Adayon Ne Mujhe Jaan Se Mara Hai
Dekhkar Jinko Dhadkan Ruk Jaati Hai Dekhkar Jinko Dhadkan Ruk Jaati Hai Unhi Ko Basaa Rakhaa Hai Apni Dhadkano Mein Kya Karen???
Chahaa Hai Maine Tujhe Shayad Mil Jaaye Tu Mujhe Shayad Keh Doon Main Dil Ki Baat Shayad Khatam Ho Jaye Humare Beech Ki Dooriya Shayad
Tumse Kya Kahein Ki Tum To Fir Bhi Apne Ho Aur Apno Se Kabhi Shikwaa Kiya Jaata Nahi Ye To Pal Hain Jindagi Ke Jee Lo Bina Ashkon Ke Ishq Main Maja Aata Nahi
Jab Kabhi Raah Kathhin Lage Andhera Bhi Ghana Lage Mil Jaaungi Sitaro Ki Chamak Mein Or Ban Jaaungi Ujala Tumhare Liye
Bebas Hain Dill Teri Yaad Mein Ki Teri Yaad Dill Se Jaati Nahi Kaise Bhulaaye Aapko Ek Pal Ke Liye Ke Her Pal Mein BaitheThe Aap Hi
Tum Ne To Lout Ne Ka Iradaa Nahi Badlaa Aabhi Tume Bhul Ne Ka Vaada Nahi Kiya
Aaaiye The Mujhse Milne Magar Main Na Jab Mille Woh Meri Bekhudi Se Mulaqaat Kar Gaye Main Umar-Bhar Aadam Naa Koi De Saki Jawaab Woh Ek Nazar Main Itne Sawalat Kar Gaye
Pyaar Na Karenge Ye Kasam Khai Thi Hum Nain; Tujhe Dekh Ker To Niat Hi Badal Gai
Maasoom Sa Hai Jo Dil Ka Hasi Jiski Khilkhilati Si Jasbaat Jiske Paak Hamesha Khamoshi Jiski Sharmaati Si Baaton Me Hai Jiske Manzar Saansaain Jiski Mehki Si Aur Kya Kahu Us Shaks Ke Baare Me Hai Aankhain Jiski Behki Si
Kaye Din Huye Naa Koi Khaber Hai Naa Hi Milta Hai Koi Surag Shayad Aise Samay Yaad Aate Hai Woh Chitrakatho Wale Jinn Aur Alladin Ka Chirag
Hichkiya Aane Se Ek Baat Ka To Ehsaans Hua Ki Aap Hume Roz Yaad Karti Hain Milne Nahi Aati To Kya Hua Phone Par To Baat Karti Hain
Ab Jo Lauto Ge Itne Salon Mein, Dhoop Utri Hogi Balon Mein Tum Meri Yaad Ke Samunder Mein, Tum Meri Ruh Ke Ujalon Mein Tumse Aabad Thi Ye Tanhai, Tum Hi Roshan The Sab Ujalon Mein Phool Hi Phool Khil Uthe Mujhme, Aaye Jo Tum Khayalon Mein
Kabhi Main Sochati Thi Meri‚Â Jab Ankh Khulee Tu Aik Manzar Ho Jis Main Sirf Tu Ho Aur Ab Ye Faisala Hai Ke Jab Bhi Ankh Khule Tu Bas Andhera Ho Na Samne Tu Ho Na Koi Mera Ho
Vichava Palka Mai Teria Rahan De Vich Guzaara Zindagi Mai Teria Baha De Vich Eh Kuj Hor Nahi Bass Ikk Zidd Hai Meri Je Aavey Maut Ta Teria Baahan De Vich
Ajj Sham Maine‚Â Chaltee Chaltee Dobta Suraj Dekha Madhosh Ho Kar Khod Ko Kho Kar Main Nee Woh Lamha Dekha Lakin Mere Ankhoon Ko Laga Kee Jese Main Nee Tera Udas Chera Dekha
Sochate Hain Ek Ase Ghazal Keh Doon Jis Main Tum Ho Tumharee Baat Ho Tumhara Sath Ho Tum Mere‚Â Samne Ho Pass Ho Dharkan Ke Qareeb Ho
Mere Lahoo Se Hoth Apne Sajale Tu Tute Jigar Ko Apna Chand Banale Tu Bhari Mahfil Me Mujhe Bewafa Kah De Ya Phir Wafa Ko Meri Aajma Le Tu
Choti Choti Baaton Se Bachna Zara Muskil Dunia Main Jina Hai Bada Oon Ki Nigahoon Main Hai Jadoo Bhara Kisko Bataein Hai Humein Kya Hua…
Ek Hi Duniya Me Rehte Hain, Phir Bhi Mil Nahin Paate Hain, Tumse To Tumhare Khwaab Acche Hain, Jo Aankh Band Karte Hi Chale Aate Hein.
Aaine Main Tasveer Tumhari Hi Dekhe Hum Dhadkan Bhi Maane Tumhe Hi Apna Humdum Dil Ki Yeh Baat Hoton Par Kaisey Laaye Hum Tum Apne Ho Yeh Tumhe Kaise Bataye Hum
Waada Kiya Tha Khawab Mein Milne Aayenge, Aajee Nind Hee Nahi Aati Khawab Kahan Se Aayange
Kal Tapti Dupher Main Unki Yaadon Ke Gulab Kuch Is Tarah Mehke Ki Sara Ghar Gulistaan Ho Gaya
Aaj Unse Milne Ka Phir Mann Kar Raha Hai, Abhi To Mile The Par Phir Dekne To Jee Karta Hai, Kyun Hum Saara Waqt Khamoshi Mein Hi Na Guzaare Par Unke Saath Rehne Se Humhe Sukoon Milta Hai….
Tere Dil Diyan Yaara Tu Jaane, Mere Dil Vich Dhadkan Tere Hai, Tu Jinna Chir Mainu Pyar Karen, Mainu Onni Umar Bathari Hai
Tumhein Paa Liya To Yun Mahshoosh Ho Raha Hai Muajai Jaise Koi Khoii Hui Khushii Dhund Li Ho Maenai
Ye Dil Hai Pagal Dil Mera, Har Bheer Main Dhoondhe Chehra Tera, Har Simt Bas Nazar Aaye Tu, Aur Pal Main Gum Ho Jaaye Tu.
Kya Jadu Ker Gayee Ho Ke Apney Aapko Sambhal Na Pa Raha Hoon Tu Ne Ik Baat Bhi Na Ki Magar Tujhay Apney Se Qareeb Pa Raha Hoon Kya Yeahi Pyar Hai K Apney Aap Ko Bhoolta Ja Raha Hoon Tu Ne Ik Baar Murr Ker Bhi Na Dekha Magar Tujhay Apni Rooh Main Utarta […]
Ab Is Fikr Me Din Raat Kat Rahe Hain, Ki Tujhe Bhul Jayen Ki Khuda Ko Bhula Dein.
Sanam Tu Hi Bata De Meri Zindgi Me Tere Siva Dunia Me Kaun Hai Mera Na Mili Gar Muhjko Mohhabbat Teri Jaan Quaban Kar Dega Ye Diwana Tera