Kab Se Naina Bichaye Hein Tere Intazar Karne Ko
Bechain Hein Wo Toumse Ankhein Chaar Karne Ko
Yahan Par Bekaar Baitha Hoon Tere Hi Aas Pe Jiye
Thikana Tera Jo Janta To Nikalta Asfaar Karne Ko
Mere Dar E Dagar Main Ghaas Itna Badh Gaya Hai
Ki Qasd Na Milegi Mere Ghar Ke Deedaar Karne Ko
Toujhe Dhoundne Ko Kayi Baar Janam Lena To Hai
Ek Hi Zindagani Kam Hai Tum Par Nisaar Karne Ko
Agle Janam Main Kissi Ka Bhi Na Ban Jaana Toum
Haq Mera Hona Hai Tujhse Iqraar E Pyaar Karne Ko
Sajhde Main Asmaanwale Ko Manaane Laga Houn
-Ë—mushkil-‘ Ke Liye Acchi Si Taqdeer Taiyyaar Karne Ko