Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston
Dekho Phir Naraz Ho Kar Na Chaldain Voh
Chehre Par Unke Na Aayain Shikan Doston
Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston
Pucho Vajah Unki Yun Aanain Ki
Voh Toh Bahut Rubabi The
Pucho Kahan Gaya Unka Voh Rubab Doston
Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston
Yeh Voh Hain Jinki Mohhobbat Main Jeete Rahe The Hum
Badaulat Jinke Har Waqt Dafan Hote Aaye Hain Hum
Hisab Hamare Ashkon Ka Pucho Zara Unse Doston
Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston
Jo De Aapko Dard Tofe Main
Kante Bhi Phool Main Piron Kar Se
Kya Inhe Khuda Kehna Theek Hoga
Shayad Theek Ho Ga
Kiyon Ki Yeh Gham-Eh-Ishq Bhi Dete Hain
Muawze Main Humain Doston
Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston
Yeh Kya Keh Rahain Hain
Ki Inhe Humse Mohhabbat Hai Ho Gayi
Hum Pooch Rahain Hain Khuda Se Ki Kahan Se Yeh Kurbat Hai Ho Gayi
Kahin Galat Darwaze Par To‚  Voh Nahin Aa Khade Doston
Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston
Pucho Vajah Unse Ab‚  In Aansooyon Ki
Khatir Nawazi Karo Tum Ab Pyar Se Unki
Raasta Inhain Wapsi Ka Ab Aap Dikhain Doston
Kya Kar Sakte Hain
Aaya Hai Mera Khuda Muddat Ke Baad Doston