Mere darwaje par unke aani ki aahat hai
Chehre par meri khushi labon main muskurahat hai
Ho raha mausham khushgawar hawa main sarsrahat hai
Kahunga kiya usse mere man main ghabrahat hai
Uske aane ki yah kaisi sugbugahat hai
Phoolon ke har rakhe hain resham ki sajawat hai
Kasidakari motiyon ki sitaron ki jhilmilahat hai
Jugnuo ki chamak se chakachaundh jagmagahat hai
Bahar aane se yahan har shay main tabdili hai
Rukh uska badla hua hai tapish main girawat hai
Der rat gujari hi uske bajm main ‘Dost’
Aankhon pe khumar aaya hai man main thakawat hai.
avinashkundan368@gmail.com
9910089467