GurIyA Bhihat PAgal Hai. . .!

Bohat Si Kitaaein Bohat Si Cassets

Aur CDs Bohat Si Be-Tuki Oppointment

Dosto Se Phone Par Lambi Taweel Guftagu

Ya Phir Uljhi Raahon Par Chalty Yunhii Waqt Bitana

Be-simat Raston Par Be- Wajha Khak Urrana

Ya Phir Net K Uljhao Mein Buri Tarah Khud Ko Uljhana

Baat Be-Baat Hasney K Bahaney Boht Hain Kush Duniya Ko Dikhaney Ko Kitney’ Bahaney Dhondta Hay Dil

Faqat Ussay Bhulanay Ko. . . . . . . . . .!!!!