Zin.Dagii Apni Toh Tayyaari Mein Guzari,
Tujhse Milne Ki Be_qaraari Mein Guzari,
Shikve-Giley Karein Bhi Toh Tujhse Kya,
Sulaah-E-Futoor-O-Aapas_daari Mein Guzari,
[Sulaah-E-Futoor-O-Aapas_daari = Solving Quarrels Of Relatives Or Our People]
Muskuraahat Dhuun.D.Atey Rahe Sabhi,
Shab.En Jab Ashk_baari Mein Guzari,
[Ashk_baari= Crying, Full Of Tears]
In Zaahid.Aan Munsifon Se Kya Ummiid,
Umr Hain Jinki Paar Daari Mein Guzari,
[Zaahid.Aan= Knowledgable, Munsif=judge, Paar Daari= Partiality]
Mehnat-O-Mashakhat Rotii Ki Kya Maalum,
Zindagi Hain Jinki Taaj Daari Mein Guzari,
[Mehnat-O-Mashakhat=hard Work, Taaj Daari = Royal Life, Kingship]
Nahi Milaa Mauka-E-Lutf-E-Khaatir_daari,
Zindagi Apni Toh Beemaari Mein Guzari,
[Lutf-E-Khaatir_daar = Joy Of Being Treated]
Samajhey Nahi Unki Gafalatashi’aarii ƒ‘’š??saqibƒÂ-??,
Zindagi Apni Joh Zimmedaari Mein Guzari.