Yoonto Hamne Hi Banaya Hai, Ye Rishta Unse
Jo Hame -‘dard Ke Rishte-‘ Sa Nazar Aata Hai,
Wo Jo Ummeed Huve Jaate Hain, -Ë—is-‘ Jeene Ki
Mere Marne Ke Bahaane Mai badal Sakte Hain,
Mere Apne Ye Kaha Karte Hain Mujhko Aksar
Haal-E-Dil Keh Bhi Do Tum, Na Jiyo Yoon Ghutghutkar
Darr Hai Ye Faasle Kuchh Or Na Barh Jaaein Kaheen
Faasle Barhne Se, Hausle Bhi nikal Sakte Hain,
Meri Becheini Pe -Ë—wo-‘ halke Se Muskaati Hai
Apne Kuchh -Ë—khaas Se Sacch-‘ Bhi -Ë—wo-‘ Chhupa Jaati Hai,
Meri Adna Si Shiqayat Pe -Ë—aansu Uske-‘
Ye Jata Deti Hain, -Ë—wo-‘ Palkon Se-Â…phisal Sakte Hain,
Wo Banati To Hai Nazdikiyaan-Â…-Ë—zismaani Si-‘
Or Usi Pal Koi -Â…deewaar Bana Deti Hai,
Meri -Ë—niyaat-‘ Mera -Ë—imaan-‘ Diga Sakti Hai
Darmiyaan Rishton Ki Gehraai Ko-Â…chhal Sakte Hain
Bada Mushkil Hai, Ye Baat Dabaaye Rakhna
Baal Se Is Rishte Ka Vishwaas Ko Banaaye Rakhna,
Ye Dupat.Ta Tera, -Ë—tu-‘ Kheench Le Is Chehre Se
Iski Chaahat Mere Armaan Bhi-Â…kuchal Sakta Hain,
Na Jaane Kyon Kisi -Ë—haare Huve Junwaari-‘ Sa
Teri Chaukhat Pe Mai, Phir-Phir Palat Ke Aata Hoon,
Mujhko Dar Hai, Ye Chaand Se Chamakte Chehre
Ek Badnumaa Daag Me Bhi-Â…dhal Sakte Hain.