Yaad-E-Gam Kabhi Dil Se Jati Nahi
Ab To Bhule Se Bhi Hasi Aati Nahi
Juban Par Jab Kisi Ke Dard Ka Afsana Aata Hai
Hame Rah Rah Kar Yaad Apna Dil-E-Diwana Aata Hai
Maine Hi Kuchh Na Samja,Meri Hi To Thi Khataye
Wo Dil Ki Dhadkano Se Dete Rahe Sadaye
Milte Hai Is A-Da Se Ki Goya Khafa Nahi
Kya Aapki Nigaho Se Ham Aasna Nahi
Mera Jo Haal Ho So Ho,Nigaho Ki Bijli Giraye Jaye
Me Yuhi Fariyad Karti Rahu, Tu Yuhi Muskuraye Ja
Hamari Taraf Ab Wo Kam Dekhte Hai
Wo Najre Nahi Jinko Ham Dekhte Hai