Waqt Ki Andhi Main Tufan Badal Jate Hain
Zindagi Ki Rahon Main Insan Badal Jatey Hai
Badalta Nahi Pyaar Kabhi,
Pyar Karne Wale Insan Badal Jate Hai
Hota Kaise Unhe Gam Hamari Ruswai Ka
Jab Fark Pada Hi Nahi Unhe Hamari Judai Ka
Khamoshi Se Saha Hamne Jab Har Gam
To Ilzam Laga Diya Hum Per Bewafai Ka
Aasan To Nahi Apni Hasti Se Guzar Jana
Utra Jo Samandar Mein Darya To Bohat Roya
Jo Shakhs Na Roya Tha Tapti Rahon Mein
Dewaar Ke Saye Mein Baitha To Bohat Roya