Umra Gujar Dee Jo Ghar Banane Mein,
Chand Pal Liye Aapne Usse Girane Mein.
Uff! Tera Sange-Mar-Mar Se Tarasha Badan,
Kaun Kehta Hain Tajmahal Eh Hain Jamane Mein.
Na Karo Intazar Unka Aab Dafna Do Hamein,
Aaj Bhi Lagega Waqth Unhee Aane Mein.
Kya Pujhte Ho Dastak Ka Pata Tum Yaar,
Milega Unke Galion Mein Ya Maikhane Mein.