Sirf Tu Hai Mohabbat Meri Mere Muqaddar Ka Hasil Koi Aur Hai,
Tere Sabaab-E-Jafa Mujhe Ye Maloom Hua Teri Hor Shamayi Koi Aur Hai,
Humein Un Pe Rahega Aitbar Jinhe Nahi Tha Kabhi Humse Pyar,
Unki Khushi Hum Nahi Hai Unki Naveed-E-Mefil Koi Aur Hai,
Jis Ke Liye Apni Zindagi Barbaad Ki Jis Ke Liye Khud Ki Zaat Karaab Ki,
Unki Zindgani Halat-O-Dil Ko Karne Wala Mayil Koi Aur Hai,
Taqdeer Mein Humara Sath Nahi Khuda Ne Mujhe Tumhare Liye Banaya Nahi,
Mere Layaq To Sirf Tum Hi Ho Baqi Tumhare Qabil Koi Aur Hai,
Teri Wabistagi Ne Kiya Mera Bura Haal Meri Hasti Ko Khuda Ab To Hi Sambhal,
Kyon Ke Pehle To Mera Dil Bilkul Nadan Tha Par Ab Mera Dil Koi Aur Hai,
Ji Ka Ziyan Itna Kiya Ke Raha Na Baqi Mere Sine Ke Andar Ji,
“Haseeb” Mera Rasta-O-Thikana Bas Wo Hi Sanam Hai Uski Rah-O-Manzil Koi Aur Hai.
By Mirza Haseeb