Shama Jalaye Rakhna Jab Tak Ke Main Na Aaun
Khud Ko Bachaye Rakhna Jab Tak Ki Main Na Aaun
Ye Vaqt-E-Imtehaan Hain Dil-E-Beqaraar Ka
Aansun Cchupaye Rakhna Jab Tak Ke Main Na Aaun
Ham Tum Milenge Aise Jaise Judaa Nahi The
Saanse Bachaye Rakhna Jab Tak Ki Main Na Aaun