Sar Jis Pe Na Juk Jaiy Usay Dar Naheen Kehtay
Har Dar Pe Jo Juk Jaiy Usay Sar Naheen Kehtay
Kia Tuj Ko Jahan Walay Sitam Ghar Naheen Kehtay
Kehtay To Hain Lakin Teray Moon Par Naheen Kehtay
Kabay Main Har Ik Sajday Ko Kehtain Hain Ibadat
May-Khanay Main Har Jaam Ko Saghar Naheen Kehtay
Kabay Main To Musalman Ko Bhi Keh Datain Hai Kafir
May-Khanay Main Kafir Ko Bhi Kafir Naheen Kehtay
Tunhaee Main Furyaad Too Kar Sukta Hoon
Weeranay Ko Abad Too Kar Sakta Hoon
Jub Chahoon Tumain Mil Nahee Sakta Lakin
Jub Chahoon Tumain Yaad Too Kar Sakta Hoon