Saaman Teri Dil Mein Liye Bazar Tak Chala
Kya Choth Sine Mein Liye Tere Ghar Tak Chala
Jo Bikhte Hai Boli Par Shaan-O-Shaukat Hai
Jo Na Bike Tijarat Se Woh Tere Dar Tak Chala
[ Tijarat = Trade, Dar =door ]
Koi Sada Doon Ki Meri Taajir Ko Munassib* Nahi
Gar Meri Khamoshiyoen Ko Teri Khabar Tak Chala
[ Sada = Call/shout , Taajir = Merchant, Munassib=possible]
Fhul Bhi Khil Jate Hai Laawaaris Patharoen Par Lekin
Koi Shajar Na Mila Mujhe Jo Meri Banjar* Tak Chala
[ Shajar = Tree, Banjar = Desert]
Mujhse Hai Mera Hi Wajood Kuch Uljha Huwa
Kya Hota Gar Zindegi Mere Hi Sabar Tak Chala
[ Wajood = Existence, Sabar = Patience ]