Rehindaar* Ke Ghar Mein Koyi Takaazaa* Karne Aaye
Ke Bekhaari Ke Ghar Mein Koyi Bheek Maangne Aaye
(Rehindaar = Mortgage Collector) (Takaazaa = Money Collection)
Hei Sab Ke Haathon Mein Pese Kii Tangii
Ke Taskar* Ke Ghar Mein Koyi Chori Karne Aaye
(Taskar = Robber)
Aaj Phoolon Ka Karzdaar Hoon, Aur Kaaton Ko Sar Doon
Jo Mehek Dil Kaate Us Lahoo Ka Karzdaar Hoon
Hei Chehre Par Muskuraahat Gar Kheese Mei Pesaa Ho
Orhtaa Hoon Phatii Chaadar Ghear Kiyon Bad-Gumaan* Ho
(Bad-Gumaan = Jealous)
Kis Hadh Tak Kismat Kii Bhook Sahoon
Ke Dil Bhar Ke Bhi Khaalii Nazar Aaye
Sambhal Kar Rakhtii Hei Duniyaa Apni Amaarat*
Ke Mera KaƒÂ±chan* Kis ‘Raj’* Mein Hei?
(Amaarat = Wealth) (KaƒÂ±chan = Gold) (Raj = Kingdom)