Puri Ho Jaye Her Khoyish To Zindgii Zindgii Nahii Hotii
Mil Jaaye Agar Khuda Raho Mein To Khuda Ke Koi Kimat Nahii Hotii
Mana Ke Khayalo Ke Udaan Bahut Sunehri Hotii Hain
Magar Haqiqt Ke Zamii Be To Bahut Gehrii Hotii Hain
Na Ho Andhera To Chaand Kei Zarurat Nahii Hotii
Mil Jaaye Agar Khuda Raho Mein To Khuda Kei Koi Kimat Nahii Hotii
Na Ho Gum To Khusi Ahsaas Kaise Ho
Na Ho Tadap To Manzil Ke Pyaas Kaise Ho
Bina Kanto Ke Koi Baag Vi Khubsurat Nahi Hoti
Mil Jaaye Agar Khuda Raho Me To Khuda Ki Koi Kimat Nahi Hoti