Pujte Thi Jis Pyaar Ko
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Maanga Thaa Jise Duaaon Mein Her Dam
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Kiya Thaa Pyaar Humne Bhee Kabhi Ek Sangdil Se
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Us Sangdil Ne Bhee Bahut Jataana Chaaha Pyaar Magar Jhuta
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Sajaaye Thi Anginat Sapne Us Sangdil Ke Saath Humne
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Kiye Thi Janm-Janmon Ke Vaade Us Sangdil Ke Saath Humne
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Tod Gaya Woh Sangdil Humare Sajaaye Saare Sapne
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Tod Gaya Woh Sangdil Humare Kiye Sab Vaade
Dil Aaj Usi Ke Naam Se Darta Hai
Maine Dil Ko Samjhaaya, Woh Sangdil Kabhi Tera Thaa Hi Nahi
Na Jaane Kyun Dil Is Baat Se Inkaar Karta Hai
Keh Keh Ke Baar Baar Samjha Liya, Behla Liya Dil Ko Maine
Na Jaane Kyun Dil Abhi Bhee Darta Hai
Bhula Diya Hai Usko Maine Dil Ke Her Kone Se
Ab Dil Mera Use Yaad Karne Se Darta Hai
Uski Baaton Ko, Yaadon Ko Zehan Se Nikaal Diya
Dil Uski Yaadon Se Darta Hai
Toot Chuka Hai Vishwaas Mera Pyaar Se
Ub Chuka Hai Dil In Pyaar Karne Vaalon Se, Jinhe Dekh Kar
Mujhe Eersha Aur Jalan Ke Siva Kuch Nahi Hota
Par Dil Ab In Sabse Darta Hai
Dil, Dil Ke Jazbaat Se Darta Hai
Dil Har Baat Se Darta Hai
Pyar Ke Naam Se Darta Hai
Darta Hai Tuta Dil Mera