Nadi Alag Sii Beheti Hein,
Par Samundar Mushkil Se Melta Hein.
Raaste Alag Se Hote Hein,
Par Thikana Mushkil Se Melta Hein
(Nadi = River), (Beheti = Flow), (Thikana = Goal)
Deevaren Banaana Sab Ko Aata Hein,
Par Gerana Mushkil Hota Hein
Fasille Barhana Sab Ko Aata Hein,
Par Kareeb Bulana Mushkil Hota Hein
(Fasille = Distance)
Gulaab Kii Chaahana Sab Ko Hoti Hein,
Par Patte Kii Chaahna Hawa Ko Hoti Hein
Khushi Kii Chaahana Sab Ko Hoti Hein,
Par Mushkilon Kii Chaahana Qismat Walon Ko Hoti Hein.
(Chaahana = Want), (Qismat = Fortunate)
Asmaan Mein Dekhon To Mera Gaurav Dekhayee Deta Hein
Waadiyon Mein Dekhon To Meri Lajja Dekhayee Deti Hein
Aage Dekhon To Mere Khuda Kii Nazaarat Dekhayee Deta Hein.
Peeche Dekhon To Mere Bhagwan Kaa Parsaad Dekhayee Deta Hein
(Gaurav = Pride), (Waadiyon = Valley), (Lajja = Shame),
(Nazaarat = Beautiful Sight)
(Parsaad = Offerings)