Mujh Se Door Raha Na Karo Ki Jiya Nahi Jata Hai
Bin Tumhare Ab Raha Nahi Jata Hai
Dil Hai Ke Har Gali Se Ghuzar Jata Hai
Kabhi Wafa Tu Kabhi Bewafai Apne Hi Sath Kar Jata Hai
Hum Ne Piyar Tu Buss Teri Roh Se Kiya Tha
Tere Jan O Jisam Ke Tu Kail Bhi Na The..
Chand Lahme Bahar Ke Chand Lahme Khiza Ke
Zindagi Main Dukh Or Khushi Na Ho Tu Naam E Zindagi Nahi
Kuch Fasle Nazar Ate The Jitne Utne Nahi The
Rishte Jo Bikhar Gaye The Sab Apne Bhi Nahi The
Yani Ke Tuje Pukarte Tu Tum Bhi Sath Hote
Piyar Jab Hi Humhain Dete Jab Hum Piyar Tuje Dete
Rukne Se Kon Ruka Hai Wafa Faqt Ek Baat Ke
Yahan Tu Ansoo Nahi Rukte Alam E Tanhai Main .
Roz E Shab Ye Ashk Bhara Jam Pilaya Na Karo
Jab Dil Ho Udhass Chehre Par Hassi Laya Na Karo
Na Bhool ! Piyar Nahi Milta Teri Duniya Main, Sagar
Har Shakss Phirta Hai Is Matlab E Duniya Main
Hum Tu Chalte Hain Teri Mehfil Se Tera Didar Kiye Bina
Tu Yaad Rakhna Humhain Hamesha Bahar Ki Tahra