Mujh Se Door Hone Ka Jo Gam Woh Jataate Nahi Hai,
Par Woh Aab Pehle Jaesa Muskurate Nahi Hai.
Pehle Meri Aankhon Me Dekh Kar Sawarte The Woh,
Ab Kya Hua Ke Aankheen Milate Nahi Hai.
Mere Naam Ke Nagme Gungunate The Woh,
Aab’ Woh Ek Shabad’ Jubaan Par Late Nahi Hai.
Hath Mehndi Se Sazae To Uss Me Bhi Kuch Aqshar The Mere Naam Ke,
Jane Kaise Bol Gye Ki Hum Tumhe Chate Nahi Hai.
Koshish Ki Uss Wakfe Ko Yaad Karne Ki,
Tere Jane Ke Baad Woh Das Saal Yaad Aate Nahi Hai.
Kuch Bhool Jane Ko Hi Rishta Bante Hain,
Par Woh To Gairoon Ko Bhi Bhulate Nahi Hain,
Kash Ke Main Gair Hi Hota Un Ke Lae,
Woh Mujh Pe To Aapna Haq Jatate Nahi Hain.
Gujre Gi Meri Bhi Umar Unki Yaad Me,
Aadat Aapni Bhi Wahi Hai Ki Gairoon Ko Bhulate Nahi Hain.