Meri Lambi Umar Ki Dua Na Karna Doston
Ke Maine Khuda Se Abhi Maut Mangi Hai
Guzar Gai Hai Saari Zindgi Intezaar Mai
Ke Umar Mari Lambhi To Nahi Doston
Sahej Ke Rakha Hai Dil Ko Kaanto Ki Sej Pe
Zakhmo Mai Namak-E Ashk Bharta Hu Doston
Kafan Na Na Odhana Mujhe Aye Mere Doston
Ke Unka Aanchal Odhne Ki Kasam Khai Ha Doston
Dekhna Aayenge Zarur Meri Kabar Pe Ek Baar Zarur
Ke Maine Khud Hi Sajaai Hai Apni Kabar Doston