Mere Daaman Mein To Kaanton Ke Bina Kuch Nahii
Aap Phulon Ke Kharidar Nazar Aatein Hain
Hasal Mein Meri Gawahi Kaun Dega
Sab Tumhare Kharidaar Nazar Aatien Hain
Main Fasane Taalash Karta Hun
Aap Unwaan Dhund Kar Laye
Aao Baada Kasho Ke Basti Se
Chand Insaan Dhund Kar Laaye