Mein der se dhup kahara hun saaya

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Mein Der Se Dhup Mein Kahara Hun
Saaya Saaya Pukarta Hun
Sona Honn,Koreed Karr To Dekho
Miti Mein Daba Huwa Para Hun
Suhbat Mein Gulon Kee Mein Bhi Reh Kar
Kanton Kee Zuban Samajh Gya Hun
Taqdir Jinhu Pe Chup Raha Mein
Taabeer-E-Jinonn Pe Ru Raha Hun
Har Uuhad Ke Log Mujh Se Naa Khush
Har Uuhad Mein Khwaab Dekhta Hun