Manzil Bhi Ussi Ki Thi, Raasta Bhi Ussi Ka Tha,
Main Sirf Ekela Tha, Baki Sab Kaarwa Bhi Ussin Ka Tha,
Mere Saath Chalne Ke Soch Bhi Ussi Ki Thi,
Phir Meri Ko Chodne Ka Faisla Bhi Ussi Ka Tha,
Meri Aankhon Main Sapna Bhi Ussi Ka Tha,
Ab Aansoon Ka Samandar Bhi Ussi Ka Hai,
Mera Dil Agsar Ab Swaal Karta Hai Mujse,
Ke Sab Kuch Ussi Ka Tha Per, “Kya Khuda Bhi Ussi Ka Tha”.
By Dharam Rajput