Man Minder Main Kushyun Ka Ek Ek Pal Sulagta Dekhoon
Waqt Ki Gardishon Main Wajud Apna Har Pal Bhatakta Dekhoon
Zindagi Ke Do Rahay Pr Khadi Pat Jhad Se Tnhaayan He Soo
Bahre Chaman Main Gulzaro Ko Bhi Koelo Sa Dehakta Dekhoon

Kirchi Kirchi Man Ki Nagree ,Tukde Tukde Dil Ke Doare
Un Dukhon Se Har Aan In Zakhmon Ko Rasta Dekhoon
Aapny Adhury Pan Ki Es Veraan Ujdi Hoi Basti Main
Kushyun Bhare Chagal Ko Pass Se Aapny Guzrta Dekhoon
Yadon Ki Parchayan,Supnon Ki Baraten Har Su Phely Hoi Kahnyan
Har Chashme Purnam Main Umeed Ki Kirn Ko Julta Bughta Dekhoon
Jo Guzar Gaye Kush Numa Lamhe Mere Zesat Ke Saath
Un Khowabo Ko Ab Main Angara Banta Dekhoon
Subhosham Aapni Uljhi Hoi Takder Lye Phirty Hain
Rozo Shab Un Khowabo Ki Taaber Ko Totta Dekhoon
Kia Ho Nighaon Ko Andaz_e_ Jor_e_tofaan
Jany Kitno Ko Mujoon Main Ubharta Dekhoon
Jahaan Barod Se Dil Peghalty Nahin Ab Insaan Ke
Ajab Ke Wahaan Nazron Ke Tero Se Dil Peghlta Dekhoon
Tras Kahty Nahin Jo Bastyaan Jalany Main
Khud Unko Aag Ki Hiddat Main Julta Dekhoon
Veraan Lamhe,Sunsan Raten, Kahmosh Subhen, Tanha Shamen
Naz Har Shab Sham Hoty Hi Dil Se Aapny Dhuwaan Uth Ta Dekhoon