Log Kahte Hain Ki Hamein Aadat Hain Muskurane Ki
Vo Kya Jane, Ye Bhi Ek Ada Hain Gam Chhupane Ki
Marne Ka Tere Gam Me Irada Nahi
Hain Isqh, Magar Itna Zyada Bhi Nahi
Tujko Jis Roz Se Dekha Bas Usi Din Se Deewana Hu
Kam Se Kam Azmakar Dekh Main Haqiqut Hu, Ya Afsana Hu
Ashiq Marte Nahi, Jinda Dafnaye Jate Hain
Kabar Khol Kar Dekho, To Intzaar Main Paye Jate Hain
Aayi Thi Meri Kabar Per, Diya Buzakar Chali Gayi
Baki Bacha Tha Tel, Sar Per Laga Kar Chali Gayi
Har Vaqt Khushi Nahi Rehti, Gam Nahi Rehta
Duniya Main Hamesha Koi Mausam Nahi Rehta
Mil Bhi Jate Hain, To Katrakar Nikal Jate Hain
Hi! Mausam Ki Tarah Dost Bhi Badal Jate Hain
Hum Aapke Janamdin Par Dete Hain Yeh Dua
Hum Aur Tum Milkar, Honge Kabhi Na Juda
Jivan Bhar Sath Denge Apna He Ye Vaada
Tuj Par Apni Jaan Bhi Denge, Apna He Ye Irada