Kisi Ko Pyaar Karke Tanha Naa Chhod Na,
Mere Dosto! Kisi Kaa Dil Yu Naa Todna
Agar Purey Nahi Kar Sakte Naa Dhikhana Kisi Ko Sapney-‘
Chhod Naa Hi Hai Saath To Naa Kehna Tum Hi To Ho Mere Apney-‘
Churani Hi Hai Agar Nazre To Kisi Ko Yu Naa Tarpana-‘
Pal Do Pal Ki Khushiya Deke Naa -Ë—Umr Bhar Ke Liye Rulana-‘
Dil Naa Dhadkana Kisi Ka Anmol Dil Naa Thukrana,
Naa Karna Aisa Suluk Kii Phirus Sey Sab Kuch Lagey Bemana-‘
Todna Naa Kisi Kaa Vishwaas, Kii Naa Rahe Usey Phir Koyi Aas!
Kyu Ki Phir Hota Hai Kuch Aisa Ki -Ë—khushiya Bh Nahi Aati Raas-‘
Zindagi Bhi Nahi Apnaati Maut Bhi Nahi Aati Ek Baar Aarzu E Khwaish Tod Do-‘
-Ë—dil Phir Nahi Dhadakta Beshakk Tuttey Tukron Ko Jod Do-‘
Kho Kar Pyaar Apna Phir Koyi Nahi Jeeta,
Areey! Khushiya Nahi Hoti Naseeb Phir Wo Khoon Ke Aansoon Hi Hai Peeta
Jis Dil Me Basta Hai Rab! Usey Dard Se Naa Bharna
Tumhara Bhi Dil Koyi Tod Sakta Hai Tum Is Baat Se Darna
Kisi Ko Pyar Karke Tanha Naa Chhod Naa,
Mere Dosto! Kisi Kaa Dil Yu Naa Todna