Ke Sapne Unke Jaab Bhi Aate Hain
Sadiyon Pal Mein Saamet Laate Hain
Ke Har Gujra Lamha Hum Lagta Hai Essa
Jesse Woh Bete Hamri Julfen Sehlate Hain
Ke Baaten Gunjati Hai Esse Phir Kaanon Mein
Jese Gulsan Mein Bhawre Gungunate Hain
Ke Phir Bheeg Jati Hain Yeh Palken
Jese Subha Ki Oss Kailon Pe Aati Hai
Ke Utth Kar Dekhta Huen Mein
To Woh Unn Muskati Hai
Ke Jese Subha Ki Kiran Le Ke Angdai Aati Hai
Ke Bhar Leta Huen Jaab Agosh Mein Unko
To Woh Kuch Sharmati Hai Kuch Ithlati Hai
Jese Subha Khill Kar Jawan Ho Jati Hai
Or Lamhe Ko Bulbul Ke Cehchat Kuch Keh Ke Sunati Hai