Kasha Ke Hum Ko Bhi Khuda Ne In Kayenath Ka Ek Hissa Banaya Hota
Hum Bhi Suraj Ke Un Subha Ke Halki Kirano Ke Sath Hote
Ooss Ke Bane Us Shabnam Ke Sath Khelte Hote
Kabhi Chand Ka Chodha Huva Us Thandak Ki Ehsaas
To Kabhi Subha Suraj Ke Halki Si Kirano Ke Garimi Ka Ehsaas
Kabhi Barish Ke Un Rim Jhum Se Bheegha Huva Bhojhal Se Sara Badan
Kabhi Suraj Ki Gusse Ki Tapish Se Badale Huve Rangat
Kabhi Asmaan Par Chaya Badalon Ke Us Suhana Mousam
Charon Oor Pachinyon Ke Woh Cheh Chahaten
Sham Ki Dhalti Suraja Ka Gussa Ka Izhaar Ki Woh Lamhat
Aur Us Ke Woh Rangat Jo Duniya Par Dikhlata Hai
Jo Asmaan Par Apani Rangat Ka Woh Tapdeeliyan Jo Asmaan Ke Badal Par
Bhi Us Ka Nishaniyan Chadhker Chale Jana
Aur Raat Ki Ahat Ke Sath Hi Chand Ka Bechaini Kabechaini Ka Intezaar Khatum Hone
Aur Apane Khoobsurat Si Chandni Ke Sath Chand Ka Woh
Pyar Bhare Andaz Main Sare Alam Ko Madhosh Karna
Aur Apani Thande Aur Khoobsurat Chandni Ko
Lekar Woh Sari Raat Asmaan Ke Seiar Karte Rehana
Ager Khuda Insaan Ko Banate Waqt Pooch Liya Hota
Aur Hum Sab Is Khoobsurat Kayenat Ka Andaa Hota
Kasha Ke Hum Wohi Duniya Mainge Hote Kashe Ke Aisa Hota