Jindagi Ke Uljhan Aise Hain ?
Jo Ulajhte-Sulajhte Aur Phir Ulajh Jate Hain
Kuon Sapne Tut Jate Hain ?
Kuon Ummiden Bikhar Jate Hain ?
Kuon Sapne Aur Hakikat Alag Ho Jate Hain ?
Rail Ki Patri Ki Tarah Sath Rahte Bhi Nahi Mil Pate Hain
Jindagi Ke Juye Main‚  Kuon Sapne Hi Harte Jate Hain ?
Kuon Umminden‚  Bhul-Bhulaiya Ki Andheri Gufaon Main Kho Jate Hain ?
Sawal Pe Sawal Khada Ho Raha Hai
Aur Jawab Bhikharion Ki Tarah Thokrein Kha Raha Hai
Nahi Dega Koi Jawab Iska Mujhe
Apne Aasuon Ko Ponch Jindagi Ke Dal-Dal Main Khud Khada Hona Hai Mujhe ,
Apna Assman Apna Jamin Khojana Hai Mujhe
-Å—akeli Aai Thi Aur Akele Hi Jana Hai Mujhe