Jeevan Mein Har Kisi Cheege Ka Ek Mol Hai
Kuch Nahi Hai Bekaar Yahan Sab Yahan Anamol Hai
Kyu Samjhte Ho Tum Khud Ko Kam Kisi Se A Dost
Yahan Duniya Mein Kaun Hai Puara Aur Kaun Sampooran Hai
Dur Gagan Chitaka Chand Apni Abha Bikher Raha
Usi Aasimitt Aasaman Mein Taaro Ka Gul Khil Raha
Aasman Per Khil Rahe Har Taare Ka Apna Mol Hai
Ek Ek Taare Se Hi Chamkata Aasman Chamakata‚  Chakor‚  Hai
Khil Rahe Hain Is Chaman Mein Kitni Tarah Ke Phool Yahan
Har Phool Ka Hai Apna Rang Aur Usmein Har Rang Hai Khil Raha
Mehekate Se In Chaman Ko Gulistaan Banata Har Phool Hai
Har Ek Phool Ki Khusboo Se Mehekta Yeh Pura Chaman Mehekta Phool Hai
Dur Tak Faila Hua Yeh Samandar Apno Rup Se Sabko Lubha Raha
Lahar-Lahar Karke Sagar Banta‚  Aur Badata Ja Raha
Ek Seepi Ki Kokh Mein Padi Ek Boond Moti‚  Se Sagar Bharta Ja Raha
Boond -Boond Se Banata Yeh Sagar Ka Jeevan Anamol Hai
Is Jagat Ke Jungle Mein Har Koi Apni Chhataa Bikhere Raha
Har Kisi Ka Jeeven Koi Na Koi Arth‚  Yahan De Raha
Na Samjho Tum Khud Ko Chotta Is Jahaan Ke Samaane
Ek Ek Aadami Se Yeh Duniya Hi Toh Payaar Ka Ek Bol Hai