Jaan Dene Per Bhi Uuf Na Kiziye Ka
Jindagi Main Khabhi Iishq Na Kiziyega
Derd Uute To Aansu Na Bhaiye Ga
Dil Tutne Ka Feer Shikwaa Na Kiziye Ga
Muskura Bhi Perega Phir Gum Chupane Ko
Kisi Ki Taraf Dhekh Ker Kahi Muskura Na Diziyega
Do Kadam Ka Fansala Bhi Tey Na Hoga
Iin Rasto Pe Chal Na Dijiyegaa
Mazil Ke Bheech Baas Mout Ka Fansala Hai
Kisi Humrahi Ko Saath Na Liziyega
Yeh Na Ho Ke Phir ‘Katil’ Muker Jaye
Dil Se Kisi Ko Awaaz Na Diziyega
Shayad Iis Baar Hi Ho Jaye Duya Kaboool
Toota Jo Koi Tara To Kuch Maang Liziyega