Itna Bedard Yeh Zamana Kyon Hai
Chalakta Aankhon Ka Paimana Kyon Hai
Jiske Liye Umr Bhar Tadapte Rahe
Woh Ab Kisi Aur Ka Dewana Kyon Hai

Thodi Si Umr Zara Aur Ghuzar Jaane De
Abhi Bataoon Kya, Yeh Zamana Kyon Hai
Kisi Tarha Kum Nahi Hota Ghum Tera
Kabhi Tha Nahi ‘Damal’ Aaj Too Dewana Kyon Hai